Zohra said "Assalamualikum" to everyone.

They replied, "Walaikumassalam" and complimented her.

Zohra thanked everyone.

A whistle disturbed Eshaal's exercise.

Eshaal and Zohra turned to Afaf, walking towards them.

Afaf spoke, " Wah zohra." Aaj toh pyaari lag rahi ho.Kia raaz hai? "Shaadi waadi ka koi iraada hai kya"

Saif, who was coming downstairs with Sahir, froze on hearing'shaadi'.

Zohra chuckled & replied, " Chee mai kabhi shaadi nahi karungi."

Sahir held Eshaal's arm, which she was stretching, & asked, " Aur kyun nahi karogi shaadi?"

Zohra responded with a question." Kyun karni chahiye shaadi?"

Sahir replied, "SabKo kisi aise ki zarurat hoti hai jo unhe har modh par saath de aur unhe har haal mein chahe"

Zohra replied, "Agar wahi apki zindagi ko Mushkilen mein lakar chorde toh?" "Aap kahan jaayenge ?"

A wrinkled hand held zohra's hand.

Zohra turned to see Daadijaan holding her hand... She pulled Zohra to sit with her & said, " Allah ne Nikkah ko har rishte par tarji kyun di hai pata hai?"

Zohra shook her head no, like a child.

Daadijaan smiled & said, " Kyunki yeh woh rishta jo mehez duniya tak ka hi nahi balke duniya ke baad bhi qayam rehta hai." Isiliye yeh har rishte se zyada gehra...rooh aur jism ke hadd se zyada khareeb hota hai."

Zohra wanted to ask if this wasn't the answer to her question.

Saif looked at the frown on her face. He realised it would take a strong point to change her mind.

Daadijaan chuckled, understanding her unsaid words.

She continued, " Mushkilen kisi kisi ke naseeb mein hoti hai... Allah kabhi iss ahem rishte ko aazmaish ke raaste se guzaarta hai lekin iska matlab yeh nahi ki tum aise rishton ko dekhkar ukhta jao (tired/ losing interest) ya ek aisi tasveer banalo unn haalaat ki jo waqti hai (lasting for short period)... Humey zindagi se aur Allah ki iss paak naymat se kabhi naumeed nahi hona chahiye "

Zohra nodded her head softly, listening to Daadijaan.

Daadijaan held her chin & made her look up & said, " Allah na kare ke kabhi aisi naubat aaye lekin tumhe zindagi ke kisi bhi modh par akela mehsoos ho toh bejhijak mere pass aana..." Yeh Ameena Ashrafullah Zuberi ka waada hai apni poti se "

Hearing "daadijaan," Zohra's eyes welled up...She hugged her tightly, making everyone aww.

A sense of comfort washed over Saif as he watched teary-eyed Zohra engulfed in Daadijaan's arms.

A voice made him jump in his place.

" Tum kyun batteesi phar rahe ho Saif"

Fahaad stood beside him and raised his eyebrows.

Saif rolled his eyes & said " Apko qurat ke saath zyada nahi rehna chahiye...usi ki tarah bante jaa rahe hai aap "

Qurat gasped, " Waise zoro tum toh poori ki poori Saif bhai ki female version ho...woh bhi aise hi kehte hai."

Fahaad settled beside Qurat & said, " Tum tension mat lo..." Aaj kal saif ke khayal badalte nazar aa rahe hai, "

Color drained from Saif's face upon hearing Fahaad's remark.

Everyone eventually went inside because it became too hot to sit outside.

Sahir was bugging his mother-Azra to make meethi dal puri for him.

𝐏𝐘𝐀𝐀𝐑 𝐊𝐄 𝐊𝐈𝐒𝐒𝐄 ❤✨𝐁𝐎𝐎𝐊 𝟐Unde poveștirile trăiesc. Descoperă acum