Part-12

702 78 15
                                    

Everyone reached the mandir....they visited some nearby temples and for the main mandir they have to climb stairs which were about 350-400....so karan arranged some palkis for bani dadi kaveri and rajshekhar while manish parineeti rakhi and mahesh were climbing together and shrishti and sameer were together....A child who was noticing karan who was helping the elders to sit in the palkis came to karan and preeta who were standing together after the palkis left...
That child was holding a camera with which he was clicking pictures of those palkis...

Child- (to karan) bhaya aapne un uncle ko vo usmein kyu bithaya...

Preeta- beta usey paalki kehte hai vo uncle aur aunty thode old hai na to vo itni saari seediya nhi chad sakte isiliye unhe paalki mein bithaya hai...

Child- to phir mai bhi chota bacha hu agar mai thak gya to kya aap mujhe bhi vo paalki lekar doge...

Karan-(chuckles) nhi beta aapko to mai uthakar le jaunga upar lekin aapke mummy papa kha hai...aapko unke saath rehna chahiye...

Child- vo rahe mere papa aur mummy...

Child's parents came there...

His father- sorry yeh thoda shaitan hai aapko pareshan to nhi kiya...

Karan- nhi nhi bohot pyaara hai aapka beta...

Child- papa agar mai thak gya to kya aap mujhe uthaloge yeh bhaya ne bola ki yeh mujhe utha sakte hai agar mai thak gya...yeh bhaya bohot strong hai...

His father- ha beta mai aapko utha lunga..

Child- bhaya kya aap yeh didi (points to preeta) ko bhi utha sakte ho...

Preeta widens her eyes at the child's statement and chuckled...

His mother- i m sorry yeh kuch bhi bolta hai...vaise kya aap dono couple ho...

Preeta- ji humari ek hafte mein shadi hai...

His mother- congratulations...bohot pyaari jodi hai aapki...

Child- bhaya aapne bataya nhi...aap uthaloge didi ko...

His mother- rahul chup karo aise nhi bolte...sorry bacha hai...

Karan- arey koi baat nhi vaise mai inhe bhi utha sakta hu....

Preeta lightly smacked his arm...

Preeta- kuch bhi karan...

Karan- kuch bhi kya mai sach mein tumhe utha sakta hu...nahi yakeen to phir theek hai...

Karan picked preeta in his arms....
Preeta gasped...but wraped her arms around his neck and hid her face in his chest hiding her blush....she looked here and there and were looking at the people who were looking at them with smile...she again hid her face in his chest...

While the child their was clapping for them....

Karan climbed all the stairs with preeta in his arms...when they reached the top all other family members were standing there and waiting for them...looked at them with a smile....

Reaching the top karan made preeta stand on her feet...he was about to move forward when preeta stopped him...she kneeled down to her knees and took karan's foot in her hand and cleaned his feet with her dupatta...karan was trying to stop her but he also kneeled down and helped her stand and then cleaned her hands and kissed them....both looked at each other with a smile and shared an eyelock...

Kaveri- inka pyaar bilkul pani ki tarah paak hai pavitra hai aur yeh humesha aisa hi bana rahe...bas yahi dua hai meri mata rani se...

Rajshekhar- inke dilon ki yeh dor humesha ek doosre se bandhi rahe...inki meet humesha ek doosre ko bhati rahe...

Bani dadi- yeh dono hum sabke samne sharma jaate hai humare samne kuch nhi bolte lekin bina kuch bole hi inka pyaar sab kuch bol deta hai

Manish - bhagwan kare ki inke dil humesha is pyaar mein jhoomte rahe inka saath har janam mein likha ho....

Shrishti- ab jab aap sab unhe ek saath rehne do na hum chalte hai vo khud aajayenge.....

Sameer- sabse pehle to tum chalo shrishti tum hi dono ko jaakar chedti ho sabse zyada...

Shrishti- oh hello...mai koi akele nhi chedti tum bhi mere saath hi hote ho...

Parineeti- kya tum dono bhi ek kaise hi ho mandir mein bhi lad rahe ho...dono chalo pehle tumhi dono unke beech ghusoge pehle...chalo dono....

They all left leaving karan and preeta together....

After some time whole family was shown performing puja in the mandir...
After puja all came out...

Rakhi- karan preeta vo waha ek ped hai uski maanyata hai ki koi bhi joda khas krke naya joda waha jaakar mannat ka dhaaga bandhe to unka saath humesha bana rehta hai...jaao tum log bhi baandh aao...

Karan and preeta took holy threads from rakhi and went near the tree and tied that holy thread their taking four rounds of the holy tree...and then stood in front of the tree closing their eyes and joining their hands...

Preeta- bas aapse yahi vinti hai ki aap mera aur karan ka saath humesha banaye rakhe...aur..

Karan- aur humara saath har janam mein ek dooje ke sath likhe...kyuki shayad ab hum dono..

Preeta- ek doosre ke bina adhoore hai...pata hi nhi chala ki karan kaise mere liye itna khaas ho gya...

Karan- kaise preeta mein mujhe mere dil ki har uljhano har sawalo ka jawab mil gya...

Karan/preeta- ab aap hume alag mat karna...kyuki shyad yeh jeevan ab preeta/karan ke bina adhoora hai mai adhoora/ adhoori hu preeta/karan ke bina...

Both opened their eyes and looked at each other... Sharing an eyelock....



End with the chapter

Precap-
preeran romance
Preeran arrested

VivahWhere stories live. Discover now