Taking stand

1.4K 164 29
                                    

After 1 week....

Anuseena found good company in each other.... They would talk about their day at night and spend time with Ammi....

In evening Haseena came early and was in kitchen with Ammi when door bell rang.... HM went to open it.... It was Haseena's neighbour aunty....

HM touched her feet...

Aunty - Khush raho beta.... Wese mene dekha tumhari shadi ho gayi....

Till then Ammi also came from the kitchen....

HM - Ha aunty...

Aunty - Ese bhag ke shadi karne ki kya jarurat thi beta... Konsa Salma tumhe mana karti.... Aur wese tum yaha kya kar rahi ho... Nahi Matlab tumhe to tumhare sasural me hona chahiye na....

HM - Aunty wo darasal hamare husband bhi hamare aur Ammi ke sath hi rehte he....

Aunty looked at Ammi - Salma tune ghar jamai dhundha he .... Ladka kuch karta nahi he kya jo sasural me reh raha he....
Ab samajh aaya shadi bhi bhag kar isliye hi kari hogi kyunki agar Salma ko bata dete ki ladka kuch nahi karta he to wo mana kar deti na.... Bhai badi acchi kismat he uski....

HM's anger knew no bound.... She couldn't listen to anyone badmouthing Anubhav...

HM angrily - Aunty hamare husband kya karte he aur kya nahi usse aapko koi farak nahi padna chahiye..... Aur rahi baat sasural me rehne ki to wo isliye yaha nahi reh rahe ki unko yaha koi esho aram milega balki isliye reh rahe he taki Ammi is umar me akeli na rahe.... Wo ese he na ki wo apna male ego chodd ke aur hamare sath reh rahe he.... Are kismat unki nahi hamari acchi he jo wo hume mile jo hamari Ammi ko shayad humse jyada nahi to humse kam bhi nahi pyar karte he Aur unka khayal rakhte he.... Unke jaise life partner pake meri life badal gayi he..... Aur aaj ke baad Anubhav ji ke baare me kuch bhi bolne se pehle sau(100) baar soch lijiyega.....

Aunty - Badi badtameej ladki he ye.... Are ese ghar me aana hi nahi chahiye jaha mehmano ke sath esa suluk ho....

Salma - Sahi me nahi aana chahiye tumhe hamare ghar.... Jo insan mere dono baccho ke khilaf bole hum use kabhi nahi sahenge.... Anubhav mera damad nahi balki mera beta banke khayal rakhta he.... To accha hoga tum yaha se chali jao....

The aunty angrily stormed out of the house.... Then HM and Ammi saw AS standing at the door looking at both of them.... They could guess from his expression that he had heard everything....

Ammi - Anubhav beta tum uski baat par dhyan mat do.....

HM - Anubhav ji wo kuch bhi bol ke chali gayi he.... Aap bura mat maniyega....

AS came near them and hugged Ammi.... Ammi caressed his hairs...
AS - Aaj tak hamare liye kisine ese stand nahi liya he..... Thank you Ammi....

Ammi smiled.... They broke the hug.... HM too smiled seeing them.... But she saw his expression and was sure something was bothering him ... She thought to talk about it later...

AS turned towards her and said cutely
AS - Khana milega kya bohot jor ki bhuk lagi he....

HM smiled - Ji bas khana ban gaya he... Aap fresh hoke aaiye hum lagate he....

AS nodded....
_________________________________________

Haseena entered their room and found it empty.... She looked around and saw Anubhav sitting on a bean bag chair in the balcony in the room.... She went downstairs and made coffee for both of them..... She came and sat on the other bean bag chair.... Anubhav looked towards her when she forwarded a coffee mug to him....

AS took it and again started gazing the moon.... Their was a silence.... HM broke the silence...

HM - Wese hak to nahi he magar kya puch sakte he ki aap pareshan kyu he....jab se aaye he tabse dekh rahe he kuch khoye khoye se lag rahe he....

AS looked at her - Esa kuch nahi he Haseena ji.... Wo bas Maa ki yaad aa rahi thi....

HM - Jhut nahi bol sakte... Ek mahine se mission par sath the Aur ab bhi sath he... Itna to jaanti hu ki jab aap jhuth bolte he to yu apne balo me hath pherte he aur niche dekhne lag jate he...

AS looked at her and said surprisingly
AS -Kafi acche se jaan gayi he aap hume...

HM - Ha to itne din sath me rahenge to pehchanenge hi na.... Wese pata he hamare abbu kaha karte the ki man ki baat agar man me hi rakhi jaye to duniya ke samne to shanti rehti he magar hamare andar toofan chalta rehta he... Isliye man ki baat kisi ese insan ko bata deni chahiye jispe aap bharosa karte ho.... Hum jante he aap humpe bharosa nahi karte magar kisi na kisi pe to karte honge... To use bata dijiye....

AS didn't said anything to her.... She sighed and she too started gazing the moon....After few minutes he started speaking....
AS - Hum karte he aap par bharosa....

HM shifted her gaze to him... A smile appeared on her face hearing him....

AS - Hum nahi jante kyu magar dil kehta he ki aap par bharosa kar sakta hu.... Humne aaj tak behna ,maa aur...

HM looked at him when he stopped speaking....
HM - Aur....

AS - Natasha....

HM - Natasha kon he Anubhav ji?

AS - Aapko yaad he humne us din kaha tha ki maa ki maut ka jimmedaar me hu...

HM nodded...

AS - Aapke man me sawal nahi utha ki mene esa kyu bola....

HM - Utha tha magar phir humne socha ki agar aapka dil kahega to aap hume ye baat bata denge.... Aur agar nahi to wo aapki choice he... Hum jante he Anubhav ji ki hum aapki life me keval 6 mahine ke liye hi he isliye nahi chahte ki aapko esa lage ki hum aapki personal baato me interfere kar rahe he..... Magar hum itna to jante he ki jo aapne kaha wo kabhi sach ho hi nahi sakta... Aapki wajah se kabhi aapki Maa Aapko chodd kar nahi gayi hogi ye hum pure bharose ke sath keh sakte he....

AS pov - I was hurt when she said that she was in my life for only 6 months.... I don't know what is happening.... I promised myself I will never trust anyone after this but with Haseena ji I want to trust her.... Call it my gut feeling but I feel she will not break my trust....

AS - Aaj jab aapne aur ammi ne hamare liye un aunty se ladai kari...hamare liye khadi huyi tab jitna accha laga wo shayad hum aapko bata nahi sakte.... Magar bas ek hi baat ka dukh he....

HM - Kis baat ka...

AS - Aapko har jana bas ek hi chiz sunata rehta he ki aapne bhag kar shadi kar li aur shayad jab ye rishta tu...tut..tutega aur aapki life me koi aur....aye...ayega tab bhi ye kalank aapke sath.....

HM smiled - Jab tak hum is rishte me he hum iski maryada rakhenge Anubhav ji... Aur rahi baat kisi ke kuch kehne ki to hume koi farak nahi padta koi humare baare me kya sochta he .... In 6 mahine . me agar koi aapke khilaf kuch bhi bolega to hum kabhi nahi sunenge aur shayad 6 mahine baad bhi hum aapke khilaf nahi sun payenge....

Both smiled looking at each other....

AS started again- Wo baat sach thi....

HM looked at him confused...

AS - Hamari hi galti ki wajah se aaj Maa nahi he mere sath....

He had little tears in his eyes.... HM heart pricked everytime when she saw tears in his eyes.... She shifted her bean bag near him and hesitantly held his hand assuring her that she is with him.... He looked at their hands.....

Precap - The truth about Natasha.....

Marriage For Mission Or LoveWhere stories live. Discover now