Planning

1.6K 162 21
                                    

Continued from previous part....

Anuseena woke up around 8 pm by the knock on their door...

Ammi - Haseena... Anubhav utho... Khana tayar he...

HM - Ha Ammi bas aa rahe he....

Anuseena went downstairs and saw Ammi placing dishes on the table.... HM went and hugged Ammi tightly....

HM - Ammi humne aapko bohot miss kiya.... Aapke haath ka khane ko shayad aapse bhi jyada miss kiya humne...

Ammi turned and kissed her forehead
Ammi - Itna hi miss kiya to thoda jaldi aa jaati...

HM - Kya kare Ammi mission jab khatam hua tabhi aa sakte the ...

Ammi teasing - Mission khatam hote hi to shadi kar li.... Ab to Anubhav he na to Ammi kaha yaad aayegi....

HM - Ammi.... 😳.... Accha ye sab chodo  aaj aap khilaoge na mujhe...

Ammi - Jab bhi mission se aati he bilkul bacchi ban jaati he... Aaja khilati hu....

Both turned to see Anubhav adoring their bond with tears in his eyes....

Ammi - Anubhav beta kya hua...

AS suddenly realized and turned his back towards them.... He wiped his tears and turned back with a smile on his face...

AS - Nahi wo bas aap dono ko dekh rahe the.... Hamari Maa bhi hume ese hi bachpan me apne hath se khilati thi....

Ammi and Haseena looked at each other.... Then Ammi went and made Anubhav sit on a chair and sat besides him.....

Ammi - Tumhari Maa ki jagah to nahi magar Ammi to bola he na tumne.... To aaj me khila du tumhe khana??

AS looked at her.... He felt his heart warming up.... He was finally feeling motherly love after what felt like a lifetime....

He nodded cutely with a smile.... Ammi and Haseena smiled seeing him smiling....

All three of them enjoyed their time and then Ammi went to sleep after taking her medicines...

AS - Haseena ji ab tak aap hume dhanywad keh rahi thi ab hum aapka jitna dhanyavaad kare utna kam he.... Ammi ke roop me ek baar phir hume ek maa dene ke liye.... Bhale hi 6 mahine ke liye magar ek maa ka pyaar to naseeb hoga hume....
He smiled sadly....

HM looked at him and felt a tinch in her heart seeing him sad...

HM - Sir Ammi ne aapko dil se beta mana he.... Aur 6 Mahine baad hum dono ka rishta khatam hoga, aapka aur ammi ka nahi... Hum wada karte he ki kabhi aapke aur Ammi ke rishte ke bich me nahi aayenge....

AS felt a warm feeling in his heart.... He was seeing her.... She was smiling....

AS - Dhanyavaad....

HM with a cute frown - Aapne hume thank you kehne se mana kiya he aur ab khud kab se dhanyavaad kare ja rahe he....

AS - Accha maaf kijiye.... Wese ab kya kare.... Matlab ki hamara joining letter hume kal milega to kal ka din hum free hi he.... Aur aapko bhi duty parso se join karni he....

HM with a wide smile- Aapka transfer accept ho gaya ...

AS - Ha... Dsp ki post par niyukti huyi he hamari....

HM - Ha aaj hi Karishma singh ne bataya tha ki purane dsp sir ne unke sheher me transfer le liya he....

AS nodded...

HM - Hamara to kal ka pura din already booked he... Aap agar free he to hamare sath chale...

AS - Kaha?? Agar aap busy he to hum aapko disturb nahi karenge... Wo bas isliye pucha ki hum is sheher me pure 7 saal baad aa rahe he aur ye sheher ab esa lag raha he jese sab kuch badal chuka he yaha pe....

HM - Ha 7 saal pehla ka lucknow nahi he ab ye... Aur rahi baat hume disturb karne ki to hume khushi hogi agar aap bhi hamare sath chale to magar aap shayad bore ho jaye...

AS - Esi konsi jagah ja rahi he aap.... Agar aap shopping par jane ki baat kar rahi he to hum ghar par hi thik he...

HM - Hum shopping par kyu jayenge... Hamare pass abhi bohot saare kapde already he....

HM excitedly- Aur hum to hamare abbu ne jo anathalay banwaya he hamare naam par ,hum us anathalay jane ke baare me baat kar rahe the.... Hum waha har mahine jate he aur jab bhi hamari chutti hoti he to Ammi aur hum wahi pura din gujarte he magar kal to Ammi bhi hamari khala jaan ke yaha ja rahi he....

AS pov - Ye sach me baki ladkiyo se bilkul alag he... Shopping ki jagah ye anathalay jane ke liye itni excited he.... Inka dil sach me bohot saaf he....

HM - Sir bataiye na chalenge hamare saath??

AS smiled - Bilkul chalenge Haseena ji... Aur bore hone ki baat to dur he ulta hume to khushi hogi aapke sath jane me....

AS looked at his watch... It was already midnight...
AS - Haseena ji aadhi raat ho gayi.... Pata hi nahi chala... Ab chale sone...

HM nodded....

Precap - Day out together...

Marriage For Mission Or LoveWhere stories live. Discover now