Part:-1

1.3K 42 2
                                    


So here will you start from Manorama track ends....!

And i am trying to make totally different concept in this ff...!
Day by day
you all will get it...!

So start reading!

Ksj:- [in mind] Shayad...! Kisi Ne Sach hi Kaha Hai.... Jo Hota Hai acche ke liye Hota Hai...!
Hey Durga Maa....! Hamare bacche Hamesha khush hai..! Kisi Ki Najar Na Lage is Parivar ko...!
Aur Hamare bacchon ko...! [with water in eyes]

Bon:- ksj aap ro rahe hain kya? 🥺[ani also noticed]
Ani kya hua Khafa Khafa Hoke rahe hain aap Khush nahin hai kya....? Jaanta hun Galti Meri Thi per Main Bhi Kya Karta bondita man hi nahi rahi thi meri baat...! Mere paas aur koi Rasta nahin tha....!
Ksj:- Nahin Nahin Ham Rone nahi rahe h kl ye to Khushi Ke Aansu Hai Bahu☺️...! Aaj Tum donon ko dekh kar Ham bahut khush Hain Hamare Khushi ki aaj Koi Seema[seema:-border] Nahin Hai..!
Bon:- shotti kaj? 😃
Ksj:- ha bahu....! Achcha jao aur jakar taiyar hokar Aao Durga Man Ki Aarti bhi karni hai na...,
Or Anirudh Tum taiyar Ho Kya beta....!
Durga Maa Ki Aarti pura parivar ek Sath Karega........! ☺️.
Ani & bon:- jii kaka! [both left]

*after sometime

Ksj:- binoy, Batuk, Somnath, bahu, Anirudh, Bihari. kahan ho sab log? Are sab log jaldi Mandir Mein Aao Durga Man Ki Aarti ka samay ho raha hai...!
[in mind:- hey Durga Maa Maaf Kar dijiye aaj Aarti mein itna Samay lag raha hai...! pata nahin yah sab log kya kar rahe hain]

Everyone enter
Ksj:- Kitna Samay lagta hai kya taiyar hone mein...!
Ani:- kaka vo.....
Ksj:- are Rahane do abhi Der Ho Rahi Hai Pahle Aarti kar lete hain..!
[{Anidita starts aarti.....!} aarti over and bondita start distributing Prasad to everyone]

Bon:- yah Lijiye ksj Prasad mene kud banaya hain...! 😃
Ksj:- hamesha khush raho..!
Ani:- ye kya hai bondita tum aab bhi padhaai per Dhyan Nahin de rahi ho aaj se Tum ghar ka koi Kam Nahin Karogi sun rahi ho na tum....! [ trying to be strict]

Ksj:- are karne Dena beta....! ghar ke kam ke sath sath padhaai bhi to Karegi Na vooo....!
Ani:- nahi Kaka...! Vo ghar ka koi Kam Nahin Karegi sirf padhaai Karegi sirf padhaai....! aur mein Iske Aage Kuchh Nahin Sunna Chahta Hun...! [ trying to be strict ]

Bon:- ji Pati Babu Aaj Se Main Koi Aisa Kam Nahin karungi jo aapko na Pasand na ho..!
Ani:- pakka?
Bon:- nahi..!
Ani:- nahi?
Bon:- shotti pati babu!
Ani:- ha bondita!

[ everyone enjoying that KitKat]
*after some time

Ksj:- chalo sab log khane ka samay ho gaya hai..!
Bon:- jii ksj..!
Ksj:- h bahu jao Anirudh ko bulakar le aao..! ☺️
Bon:- ji ksj...!
[bondita in study..!]
Bon:-pati babu vo.....! [and she stop because there was no one in study...!] ye pati babu kahan Chale Gaye...!

Ksj:- bahu Anirudh kaha h?
Bon:- ksj vo pati babu study me nahi h...!
Somnath:- aree ha Kaka vo Dada Ne Mujhe aap ko batane ke liye Kaha Tha per main bhul gaya...,!
Ksj:- kya batane keliye bola tha?
Som:- ha vo un ke Kacheri Mein Kuchh kam tha vahan gaye hai...!
Ksj :- accha tik h sab log khana kha lo..!

[ after having food, everyone goes out to room's and bondita also go to room ]

Next part soon...!

Please ignore my mistake..
.
And if i like the part than please vote..
.
.

Thank you

ANIDITA: A TRUE LOVE SHOTTI Where stories live. Discover now