WHY DIFFERENCE ??

601 50 9
                                    

Aniruddh said to kaka
Aniruddh- kaka kyu aadmi kaam nahi kar sakte?
Kaka-  aniruddh aadmi yeh saaf safaai ghar ghrasti wale kaam karte huye acche nahi lagte yeh samaj mai hamare liye kitni sharm ki baat hai ki bahu hokar beta saaf safaii ka kaam karega yeh saaf safaai, khana banana, bacche sambhalna aurat ka kaam aur kartavya hai aadmi ka kaam hai kamana ghar ka kharcha. ..

Aniruddh- accha kaka aapne kabhi bazaar ka kuch khaya hai? Kaka - !? MatlabAniruddh- vo kon banata hai?? Halwaii haina vo kon hota hai aadmi?? Kaka-  to

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Aniruddh- accha kaka aapne kabhi bazaar ka kuch khaya hai?
Kaka - !? Matlab
Aniruddh- vo kon banata hai?? Halwaii haina vo kon hota hai aadmi??
Kaka-  to...
Aniruddh- to Phir jab aadmi bahar paise kaamane ke liye khana bana sakta hai paise kamane ke liye kisi ke ghar saafai kar sakta hai to apni patni ki kaam mai thodi si madat kyu nahi kar sakta.... Kyu yeh ummeed karta hai ki vo ghar aaye aur uski din bhar kaam karke thakne wali patni use khaana de uske pair dabaye kyu vo khud jaha kisi aur ke yaha kaam karke aaya hai waha apne hi ghar mai apni patni ka kaam mai haath nahi bata sakta?
Kaka- aniruddh vo uska kaam hai yeh ghar sambhalne ke kaam auraton ke hote hai
Aniruddh- kaka yeh bhagwaan ne kaha hai ki aurat ghar ke saare kaam karen aur apne pati ki sewa..
Kaka- yeh vedo purano mai likha hai
Aniruddh- konsi ved puran? Yeh sirf sabki banayi sammaj ki banayi reet hai
Karan Tu vilayat se padh kar aaya hai na isliye esa bol raha hai aur baaki bahu tum bhi vilayat se kya padhkar aagyi hamare bete se ghar ke kaam kara rahi ho aage khana bhi banwaogi . . Sharm karo saare kaam karwa leti ho bahu par uski thodi bhi thakaan nahi mita sakti khushi nahi desakti
Kaka left
Bondita-(with tears ) pati babu kaka se aap is tarah kyu lade mujhe vese puchne ka haq nahi hai par phir bhi...
Aniruddh- kyu bondita puchne ka haq hai aur mai isliye.. Pehle baat mai lada nahi Sirf samjha raha tha aur kyu bondita tumne kuch nahi kaha...
Bondita- pati babu vo kaka sasurji hai mai..
Aniruddh- bondita agar kaka tumhe nadi mai dubne ko kahenge tum vo bhi karogi par kyu apne liye kyu nahi lad rahi ho samaaj se galat cheezo ke liye ladti ho unhe sahi karti ho par apnon se unki galat soch ke liye kyu nahi
Bondita- pati babu... Aap sach keh rahe hai par.. Mai apno se nahi ladna chahti
Aniruddh- mai bhi nahi ladna chahta apnon se par galat soch ke liye ladunga aur bondita mai tumse aaj keh raha hun agar kabhi mai bhi galt hu na to mujhe yeh baat bata dena mat darna ki  mai kya sochunga

Bondita-(smiles)  aap kabhi galat nahi karenge pati babu
Aniruddh smiles
They both ate food and went to the room
Bondita- pati babu kal mujhe nahi lagta koi bhi aurat yaha padne aayegi
Aniruddh- ha bondita... Par dekhte hai agar koi aa jayega to . . Agar koi ek aurat bhi aayi na to bahuto ko prerna milegi.
Bondita- ha pati babu kal ka din bahut khaas hai
Aniruddh- ha bondita
Bondita- wese pati babu... Mere alawa kisi aur ko dekhne ki koshis bhi mat kijiye ga.. ( smiles)
Aniruddh- nahi nahi mai to karunga rok ke dikhana( funny)
Bondita- acchaa... Dekh lijiyega aap mai bata dungi
Aniruddh- kya??
Bondita- yahi ki pati babu ke man mai bondita ki jagah koi aur nahi ho sakta aur na bondita hone degi.
Aniruddh-( smiles) aur aniruddh kabhi dega bhi nahin

Bondita- ( naughty smile) shak hai par mujheAniruddh- (confused) shak?? MujhparBondita- nahi aapke dil par

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Bondita- ( naughty smile) shak hai par mujhe
Aniruddh- (confused) shak?? Mujhpar
Bondita- nahi aapke dil par...
Aniruddh- aachaar..  Dil par to ek hi naam hai dil shirf ek hi naan gaaata hai
'Bondita'
Bondita- accha...
Bondita hugged aniruddh and aniruddh reciprocated.
Bondita- i love you pati babu apni akhiri saas tak sirf aapke pass aapke saath jeena chahti hun

Aniruddh- i love you too bondita mai bhi sirf tumhare saath puuri zindagi kya saare janam bitana chahta hun bondita bina aniruddh nahi hai Both smiled and slept hugging each other Next part- all is just superstition

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Aniruddh- i love you too bondita mai bhi sirf tumhare saath puuri zindagi kya saare janam bitana chahta hun bondita bina aniruddh nahi hai
Both smiled and slept hugging each other
Next part- all is just superstition

I hope everyone likes it.. Describe how it was... Tha ks for reading

Rudhita Ki Kahaani Where stories live. Discover now