WILL ANIRUDDH FIND THE PROOF?

583 56 12
                                    

Aniruddh went back home
Bondita-patu babu kyu jidd kar rahe hai.... Hum nahi jeet paayenge
Aniruddh-nahi bondita.. Hum jeetenge bhi aur tum un sab ladkiyon ke liye misaal banogi jo is dard se gujarne ke baad bhi chup rahti hai bondita tum barrister ho barrister apni jee jaan lagadeta hai ek mukadme ko jeetne mai  aur mai bhi apni jee jaan lagadunga par tumhe insaaf dilwakar hi rahunga tum mat daro bondita hum jeetenge us Aditya ko esi saza dilwange ki uski rooh kaap jaayegi
Bondita was now no more scared she took his words in her so deeply that now she was no more scared
Bondita-ha pati babu hum jeetenge
Saying this bondita and aniruddh started gathering proofs
Kaka -tum sab yeh pagalpan chodd do aaj dekha na kya huya chodo sab
Aniruddh-kaka nahi mai aaj aapki baat nahi manunga
Kaka -Tu vese bhi hamari baat konsa manta hai kar jo karna hai
Kaka left
Aniruddh and bondita started collecting proofs they went to the room in which bondita was raped but found no proof
Bondita-pati babu koi suraag hi nahi mil raha kya kare
Aniruddh-koshish karenge bondita
Bondita fainted she hasn't ate anything sice that night
Aniruddh-koyeli bondita ko khana khilao usne kuch nahi khaya hai
Aniruddh had to go because they already have very less time so he had to collect the proof
Aniruddh was searching🔍 and suddenly someone knocked the door it was none other than arjun ( the friend who was in the party)
Aniruddh-arjun Tu yaha?!
Arjun-mujhe maaf karde aniruddh tune hum sab par vishwas kiya aur humne tera vishwaas toda par ab mai tujhe sab bata dunga
Aniruddh-kya batadega
Arjun -yehi ki jo boudi ( bondita) ke saath huya usme tere saare dost shaamil the mai bhi
Aniruddh was shocked to hear all this
Aniruddh-kya bol raha hai?
Arjun-ha nikhil shivant aur mai bhi
Aniruddh-tum sab ne yeh kyu kiya?
Arjun-!nikhil shivant ko Aditya ne paise diye the in sab ke liye isliye tujhe bahar legane ki baat ki gayi sabko pata tha ki boudi nahi aayengei isliye yeh sab huya mujhe bhi is ghatiya apradhon ka bhaag banaya par maine paise nahi liye jo boudi ke saath huya hai vo meri patni ke saath bhi huya
Aniruddh was shocked
Aniruddh- kya??
Arjun-usne dhamki di ki agar mene uski baat nahi maanii to yeh sab meri patni ko samaj mai muuh dikahane layak nahi chodega par aaj jab bondita ji ko apne hak ke liye ladta dekha to socha ki kitni badi galti kardi us haiwaan ka saath dekar mai court mai hawaai dunga aur meri patni bhi hawaai degi
Aniruddh was happy
Arjun-mujhe maaf kar de mene tere saath itna bad dhoka kiya
Aniruddh-nahi arjun tune koi dhoka nahi diya tune meri ab madad kardi dhokebaaz to nikhil aur shivant hai jinhe kareebi maana unhone  kuch paiso ke liye...
Arjun-ha . .. Unhone yeh sab sirf paiso ke liye kiya
Aniruddh-us Aditya ko ab pata chalega ki yeh sab karne par uska kya haal hoga
Arjun-ha use saza dilwange
Arjun left
Aniruddh-dugga ma dhanyavaad aapne bahut accha kiya ki saboot khud mere paas aagya ab jo aapki beti bondita ke saath huya hai uska insaaf use milega bondita ko nyaay milega
Bondita  woke up
Aniruddh-bondita dugga maa ne madat kar di mujhe suraag mil gaya
Bondita-kya hai suraag pati Babu
Aniruddh told every thing to her
Bondita hugged him

 Unhone yeh sab sirf paiso ke liye kiya Aniruddh-us Aditya ko ab pata chalega ki yeh sab karne par uska kya haal hoga Arjun-ha use saza dilwangeArjun left Aniruddh-dugga ma dhanyavaad aapne bahut accha kiya ki saboot khud mere paas aagya ab jo aap...

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

After 3 days in court
Next part  will bondita get justice⚖??

Rudhita Ki Kahaani Where stories live. Discover now