Part 9

238 30 36
                                    

Suddenly a shouting sound comes and Everyone looks where the sound come from. They all goes outside and see Villages people are standing in front of house and shouting.. At that time Sarpanch also come

Sarthak said to all villagers - kya hua aap log aese kyu shor macha rahe hain Hamare ghar ke samne Aakar.

One villagers said - chillaye Nahin To Kya Karen Sarthak ji.

Sarthak said - Kya hua ap log bataiye toh Sahi?

One old lady said - are aap Logon Ne in Shehrio ko apne ghar mein Kaise le aaye aap to Kanoon ka bahut aache se Palan karte hai .

Sarthak said - matlab Ham Samjhe Nahin aur Ham in Logon Ghar Mein Le Aaye To aap log kyu Aese chilla rahe ho Aur Kanoon, Kanoon Mein yah to nhi likha hai ki agar koi bhi Bahar ka aaye toh use Apne gao mein aane na de. Boliye

Second villagers said - are Na Sarthak ji Hamen ye Na bol rahe hai . Ham Toh Je bolna chaha rahe hai ki aapane inlogo ko apne ghar mein Le toh Aaye Lekin apne dekha Kaise dhang se kapde pahne hue hain . Kya yah Hamare gaon ke Niyamo ka Aage Palan Karenge Agar Yahan per Rahenge to bataiye.

Chetan said - dekhiye bhai sahab Ham Aapke Gaon Ka Har EK Niyam ka Palan Karenge Hamen usse Koi aapatti Nahin Hai.

Sarthak said - Lijiye dekhiye itne Bade log Hamare Gaon Mein Rahane ke liye aaye hai Aur Hamare gaon ke Niyamo ka Palan bhi karenge toh kya Aaplogo ko Nahin lagta ki App log inse thoda Achcha vyavhar kare.

Old lady said - Kyon Nahin beta Ham bhi inse Achcha vyavhar Karenge lekin Agar yah Hamare gaon ke Niyam mane toh.

Mahima said - dekhiye ham yaha Jyada Dinon ke liye Nahin Aaye Hain Ham to bas Apne bacchon ke sath chuttiyan manane Aaye hai . Aur han aayi Baat Niyamo ki To Ham Aapke Gaon Ka Har EK Niyam Palan karnenge ap bataiye ki kya Kese Niyam hai aapke Gaon Ke.

Sarpanch said - dekhiye Hamare Gaon Mein Koi Bhi ladki dopahar hone ke baad Ghar Se Bahar Nahin Nikalti aur shadishuda aurat Hamesha Apne Bal band kar rakhti hain aur Bina shadishuda ladkiya Apne baalo ko khule rakhti Hai , aur Hamare Gaon Mein Aise Chhote kapde Nahin pahne Jaate Hain Hamare Gaon Mein ladkiya Ghagra yah chaniya choli pahenti hai aur shadishuda aurat Apne Chehre par Hamesha Ghunghat dalkar rahti Hain. Yah to hamare gaon ke mahatvpurn Niyam hai, Aur Bhi bahut Sare Niyam Hai aapko pata chal Jaenge.

Mahima said - Jii theek hai.

All shergills look at each other with tension..

Chetan said - Ab To aap log Koi aapatti Nahin Hai Hamare yaha Rahane se.

All villagers look at each other One villagers said - nahi hai. lekin aage dekhte hain aap hamare Niyamo ka Palan Karte Hain Ki Nahin.

Chetan said - bilkul Karenge.

All villagers go from there,
Chetan asked to sarpanch - sarpanch jii Hamare jane ka intezaam hua.

Sarpanch said - Han Ho Gaya Hai . Bas aapko Kahin Ek Din Aur rukna padega jab tak Ham Uski Safai Karva denge phir aap rahe sakte hai.

Chetan said - lekin Ham Ek Din rukhenge Kahan?

Sarthak in mind - Yahi Acha mauka hai ham inlogo ko yaha rokhne ki , ap ham Inke rukhne ki Baat Kar lete hai .

Sarthak said - are bhai sahab kya baat kar rahe hain hamare ghar ruk jaaiye na aap . Aur ek hi Din Kyu Aap Hamare Yahan ruk Jayinge jab tak aap rukh rahe hain Gaon Mein. Hame bhi achcha lagega

Chetan said - Are Nahin bhaisahab Ek Din Ki Baat Hai Ham dekh Lenge, Lekin pura hafta nhi aapko ham pareshani nhi dena chahte

Sarthak said - are isme pareshani kesi hamen to Khushi Hogi Agar Aap Hamare Yaha rukhenge toh.
Kyon sarpanch jii Aisa kar sakte hain na.

Unexpected love 💖😍Where stories live. Discover now