Chapter 2

3.4K 122 43
                                    

Naira and Mishti entered in Singhania sadan. They saw shankari taai came .

Nai/mish - radhe krishna shankari taai.

Shankari taai - jai ma Jagdamba. Akshara thare daughters toh bahut badi ho gayi hai.

Mishti - nahi main abhi di se choti hu.

All chuckled. Mishti and naira goes to their room .

Shankari taai - akshara beta hamari naira ke liye main hi koi accha sa ladka dhundu yaah ladki khud hi pasand karke bethi hai . Kya hai na aaj kal ke ladka aur ladki apne aap hi pasand kar lete hai .

Akshara - nahi taai ham toh bas apko bulane hi wale the ki naira ke liye koi accha ladka ho toh batana .

Shankari taai- main bhi toh isliye hi ayi thi hamari naira ke liye ek bahaut hi accha rishta layi hu main vo Goenka ka nam toh suna hi hoga

Akshara ( with excitement) - haa wahi na jo udaipur ke bahaut bade business man . Haina natik

Natik - haa aur mr manish goenka mere bahaut accha dost bhi hai.

Shankari taai - haa woh hi toh unka bada beta hai Kartik uska rishta hai aur Suhasini ji ko naira ki photo dikhayi toh unhe bahaut pasand bhi ayi hamri naira unhone ne hi hame yaah bheja hai rishte ki baat karne ke liye .

Akshara ( with question look ) yeh sab toh theek hai taai par apko naira ki photo kaise mili .

Shankari taai - woh internet pe dhoond li thi

Akshara - accha , toh main naira se iss rishte ke bare main baat karungi .

Shankari taai - kal shaam ko aa rahe hai delhi ladke wale hamari naira ko dekhne.

Akshara - kya kal par naira se baat bhi toh karni hai yeh kuch zayada hi jaldi nahi .

Karishma - ham sab baat kar lege bhabhi naira se aur kal sirf mil rahe hai rishta toh tabhi fix hoga naa jab naira haa karegi .

Akshara somehow convinced and agree .

Akshara - toh theek hai phir kal ki fix kar dijiye meeting ham mil lege .

Shankari - theek hai phir main chalti hu aur jai maa Jagdamba .

Akshara - radhe krishna

After that shankari taai leave .

Akshara - natik hame abhi hi naira se baat karni hogi.

Akshara ( to girija ) - girja jaao naira aur Mishti ko bula kar layo .

Girija nod and goes toward naira room .

After some time naira and mishti came downstairs.

Akshara - naira beta kal tumhe naa ladke wale dekhne aa rahe hai . Manish goenka hai na unka beta hai Kartik uska rishta aya tumhare liye.

Naira ( shockingly) rishta mere liye .

Akshara - beta ghabrao maat abhi sirf ladke se mil lo agar ladka tumhe pasand hoga tab hi baat age badhayege .

Mishti - par mumma ...

Naira signal her not to say anything. Mishti stop in mid and made angry faces which was noticed by naira and natik only .

Naira - mumma main ladke se milne ke liye tayar hu.

After that naira and Mishti goes to their room .

AT MISHTI ROOM

Mishti ( angrily ) dii apne kuch bolne kyu nahi diya

Naira - kya bolti tu aur jo tu bolne jaa rahi thi naa Mishti wo baat main samjh gayi thi aur main nahi chahti thi ki yeh baat bahar aye .

Mishti - dii agar aap mujhe waha bolne deti toh mumma iss rishte ke liye mana kar deti aur phir apki shaadi dr aditya se ho jati . Kyu apni life barabad kar rahi ho di.

Naira - main kyu apni life barbad karungi main aur dr aditya se shaadi nahi karni mujhe main unse pyar nahi karti Mishti yeh baat tujhe samjh kyu nahi aati .

Mishti - dii par

Cut off by naira - chal ab iss bat ko chod aur chal ab hame mandir jaana hai . Jaldi tayar hokar aaja .

Mishti - okk

Naira goes from there Mishti have some plans to reunite aditya and naira. She smiles and go from there.

Same night

In naira room

Naira was arrnage her almirah suddenly Mishti

Mishti - meri di ke liye love letter aya hai . Dr aditya ki taraf se letter aya hai apke liye dii.

Naira said to Mishti to give letter but she denied but when she give her angry glare than Mishti give letter to naira which was written by Mishti on the behalf of aditya .

Naira ( reading letter ) dil ki baat kabhi zuban pe na aa saki wo isliye kyunki

Scene shift to Aditya

Aditya ( reading letter ) pad se daar nahi lagta par pyar se lagta hai.

Scene shift to naira

Naira - bahage re maan kahi bhage re maan chala jaye kidhar jana na

Kya yeh aditya ki writing hai .

Mishti ( mockingly ) toh kya dakiya chacha ki hand writing hai obviously dr aditya ki hand writing hai. Aage padho naa di.

Naira - dil nahi lagta apke bina kal aana 11 baje akele. Dr aditya kab se aise filme baate karne lage .

Scene shift to aditya

Aditya- main kal wait karungi joggers park main 11 baje aana magar akele .

Scene shift to naira

Naira - par unhone mujhe park main kyu bulaya hai wo bhi akele .

Mishti - shayad meri report discuss karne

Naira - teri reports aa chuki hai aur mumma ne dekh bhi li hai.

Mishti - toh dii aap kal jayoge naa park main jayoge naa .

Naira - nahi jayungi .

Mishti - par dii unhone letter likha hai.....

Naira - achha sochugi.

Mishti - pakka na dii .

Naira - haa Mishti paaka chal ja apne kamare main aur soja.

Mishti hug naira and goes from there and naira also drift to sleep .

Aaj ke liye itna hi baki ka agle update main.

Sorry guys I know aise aditya ka naam naira ke saath jud raha hai wo kafi annoying hai par don't worry bahaut jald aditya iss story se bahar hoga .

Precap - Goenka family come kaira first meet in unique way.

Do vote and inlines comments too.


kaira ff - arrange marriage main love (✔️ )  Where stories live. Discover now