finely Mrs malhotra spoke Mr malhotra shoked

2.6K 210 35
                                    

Manik  _ thik hai phir aisa hai to aisa sahi papa ki aadat hai ye porani apne bete bahu ko ghar se nikal ne ki to aaj bhi wahi kar rahe hai woh nandani bag pack karo abhi ki abhi ab hum yahan nahi rahenge rahe papa apni ladli ke sath.
Nyu _ manik woh gusse main bol kar gaye hai beta.

Manik _ no mom woh koi gusse main bol kar nahi gaye hai nandani suna nahi tumne bag pack karo right now.

Nandani _ manik suno to.

Manik _ tumne woh suna jo maine kaha abhi tumhe bag pack karo matlab karo samghi ya nahi . gusse main bolta hai aur nandani ose gusse main dekh kar thoda norvouse hoti hai aur chup chap bag pack karne lagti hai aur cabir navya nyu helpless se khade rehte hai aur.

Manik _ tum paking karo main aata hon abhi aur waha se chala jata hai aur nyu Mr malhotra ke pass aati hai Jahan woh mukti ko side hug main liye bethe hote hai aur woh ro rahi hoti hai.

Nyu _ suniye kya bachpan a hai ye ye to nadan hai aap to samghdar hai ye kya karne jaa rahe hai manik jaa raha hai nandani ko lekar.

Mukti _ han to jaye na onhe behan se jyada bivi pyari hai par main papa ka khon ho woh maire sath kuchh galt nahi karenge oske bhai ne mairi life spoil ki hai to oski sister bhi bear kare ye pain jab maira koi susral nahi hai to oska bhi kyu ho rahe alg jakar ke pata chal jayega bhai ko kuchh Dino main papa se alg hokar kya hota hai.

Mr malhotra kuchh nahi bolte hai chup chap bethe hote hai aur.

Nyu _ phir navya ko bhi jana hoga woh bhi abhi ki sister hai kyu raj sahi kaha na maine ye sunte hi Mr malhotra jark karke nyu ko dekhte hai aur.

Mr malhotra _ kya bol rahi ho nyu navya kyu jayegi.

Mukti _ han woh cousin sister hai abhi ki real sister nahi hai woh.

Nyu _ sister to hai na chahe cousin sister hi ho ab navya bhi jayegi iss ghar se.

Mr malhotra jaldi se khade hokar nyu ka hath pakd lete hai aur.

Mr malhotra _ kya bakwas kar rahi ho navya kyu jayegi.

Nyu _ kyu nahi jayegi Mr malhotra jab nandani jayegi to navya bhi jayegi that's finel aur agar navya nahi gayi to main jaongi nandani ke sath ghar chhod karke.

Mr malhotra _ what kya bol rahi ho tum.

Nyu _ wahi jo aapne suna aap harwawt apne fesle mugh par thop nahi sakte hai kabhi ek bete ko nikal dete hai kabhi dosre ko kyu koi khilona nahi hai maire bete jo aap onko apni finger par dans karwate  rehte ho agar maira beta bahu iss ghar se gaye to main bhi sath jaongi oske ye maira fesla hai sun le achhe se ab aapke pass 5 minute hai fesla karle ya to nandani manik jayenge ghar se ya nahi agar gaye to main bhi onke sath jaongi ab aap souch le achhe se kya chahte hai aap

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Aug 04, 2019 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

Teri chaht ke diwane hue hum. Where stories live. Discover now