rothi nandani phir se

1.5K 173 14
                                    

part 70

#TERI_chaht_ke_diwane_hue_hum

manik ka Mr malhotra se baat karna ab aage.

manik _nandani.
nandani _kya hua manik.
manik _ ye oth gaye lekar jao inhe bahar mughe sona hai ab.
nandani _ ye kya baat hui do bachche  nahi sambhale jaa rahe aap se sona itna jarori hai kya aapke liye maire ladle rotahe hai aur papa ko sona hai had hai laparwahi ki bhi gusse main dono ko lekar nikal jati hai aur.
manik _ gayi lekar naraj hogayi hai bad main mana longa abhi to so jata hon main gate band karke so jata hai. .

phir bhok lagti hai to manik ki aankh kholti hai aur.
manik _ now I am perfectly fine oth jata hon ab 11 baje honge shayd oth kar bahar aata hai aur hall main koi nahi hota hai.
manik _ koi nahi hai abhi lunch nahi kiya hoga shayd. nandani  nandani bahut bhok lagi hai yar kaha par hon.
navya aati hai.
navya _ kya hai dever Ji.
manik _bhabhi nandani kaha hai 
navya _ maire room main so rahi hai bachcho ke sath kyu bola rahe ho  ose.
manik _ lunch nahi kar rahe kya bhok lagi hai mughe.
navya _ lunch to sab ne kab ka kar liya hai samne dekho kya baj raha hai.
manik samne dekhta hai aur.
manik _ oh shit 4 baj gaye hai main itna soya lunch ke liye bhi nahi othaya kisi ne.
navya _nandani ne kaha ki tumne man's kiya hai othaye ke liye isliye nahi othaya humne. .

manik _ maine kab mana kiya tha woh jhot bol rahi hai bhabhi.
navya _ ho sakta hai mond off ho gaya tha oska jab tumne bachcho ko waps leja ne ka bola tha tab issliye gusse main bol diya osne chalo betho aur khana khao main lagati hon Brakfast bhi nahi kiya tumne aaj.
manik _Ji bhabhi.

manik pov jhansi ki rani gussa hogayi hai ab kya karega manik beta Teri life aise hi gujar egi Roth ne manane main abhi to khana khao bad ki bad main dekhonga pov end.
phir lunch karke manik kisi kaam se bahar chala jata hai aur late night jab aata hai to dinner karke aata hai ghar par bata kar ke issliye sidha apne room main jakar change karta hai aur bed par jab dekhta hai to shoked reh jata hai.

Teri chaht ke diwane hue hum. जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें