first secret gift for nandani.

1.7K 181 6
                                    

part 9 Teri chahte ke diwane hue hum "

Manik _ har waqt gusaa karna shok hsi aapka.

Nandani _ Ji bahut porana ab gadi chala ye aage dekh kar aapko life pyari nahi mughe hai.

Phir dono mall aate hai aur nandani aage aur manik parking aria msin park karke aata hai to two boys nandani ko pareshan karte najar aate hai aur bas manik ka dimag ghum jata hai aur woh dono ki achhi khasi pitayi kardeta hai

nandani _dimag aap ka sahi hai ya nahi kya jarorat thi scene crate karne ki apne gusse par control nahi kar sakte the kya aap start ho gaye Bich bahar main.
manik _osne aap ke sath badtameeji ki thi main khada dekhta rehta kya Mar nahi deta kya tumhe tuch kiya kaise osne iss tarha se tumhe tum maire sath ho mairi jimmedari ho iss waqt samghi isliye ab kuchh nahi kehna ab chalo late ho rahe hai ab .
nandani kuchh nahi bolti aur chup chap manik ke sath chali jati hai.

phir manik jewelry shop main jata hai nandani ko lekar
nandani itni badi shop ko dekh heran reh jati hai aur manik oski he rangi ko note kar leta hai tab hi samne same ek diamond set par nandani ki najar jam jati hai aur woh oske pass jakar rok jati hai aur manik oski najro ko oss set par jama hua mehsos kar leta hai aur nandani ke pass jakar
manik _ye pasand hai aap ko
nandani _set par najre jama ye bahut jyada dekho kaise chamak raha hai par bahut expensive hai ye to main to le hi nahi sakti is ko
manik _main to le sakta hon na isse
nandani _five lakh ka hai ye
manik _han to kya hua bhabhi ne jo khabar di hai woh bhi to karodo ki hai to panch lakh kya badi bat hai pack karwa le bhabhi ke liye
nandani _impress hokar as you wish di bahut khush hogi isse Packar
manik _aur aap

nandani _Ji main kyu mughe koun dega  itna expensive gift.
manik _han ye bhi sahi kaha aap ne aap ko koun dega

nandani _ab Chale
manik _han aap Chale ye lekar main aata hon

nandani set lekar chali jati hai

manik shop ke owner ke pass jakar aap ten lakh ka bill banaya aur ye set job abhi maine Liya hai wesa hi ek set aur jaldi se jaldi deliver kare maire ghar par
owner _oh shour sir apni bhabhi ke Liya hai ye set to ye kya apni wife ke liye lenge woh jo aap ke sath thi aap ki fiance thi. good choice
manik _ are kya yar kaha tak Chale gaye tum bhi aise hi le Liya maine to woh kuchh bhi nahi hai mairi par tumhari jaban Sach ho jaye ye dua karna woh mairi fiance hi ban jaye.

opener hanste hue well said Mr malhotra dil har bethe ho oske liye aap
manik _ ya ab ye baat papa tak mat pah unchan dena pehle hi ek ghar se bahar se dosre main bhi nikal jaonga
owner _I know that don't worry mazak kar raha ho main tayyar karwata hon ye set ghar kyu aap yahin se le jana
manik _ya ye bhi thik hai. chalta hon.

nandani pov shadi ki rat ye pehla gift hoga nandani jo main tumhe donga aur woh khushi dekh Onga face par jo iss set ko dekh kar face par aayegi .pov end

nandani gadi ke pass khadi manik ka wait kar rahi hoti hai tab hi pass se ek old age parson pass se gujra hai aur kuchh dor jakar achanak farsh par beth jata hai.
nandani _jaldi se os person ke pass jati hai aur
nandani _uncle are you OK
person _ya beta aaj BP ki tablet lena bhol gaya tha main to sahayd chakkar aa rahe hai mughe tum jao mairi gadi pass hi hai driver ko bola longa main
nandani _no way uncle aise kaise aap othe pehle yahan bench par bethe pani le main lekar aati hon realx fill kare phir main aap ko gadi tak chhod kar aaongi ok
person _are nahi beta rehne do tum itni tak life kyu kar rahi ho
nandani _isne tak life ki kya baat hai uncle ye to maira farz hai iss waqt ye le pani le phir ye Juse le

nandani phir onhe pani de kar juce deti hai aur jab relax fill karte hai tab onhe on ki gadi tak chhod kar aati hai aur
person _thanks beta tumne stranger ke liye itna kiya
nandani _stranger hai par insane hai aap aur ye maira farz tha ki main aap ki help karo so ki maine ab main chalti ho aap apna khayal rakh na. Bay keh kar chali jati hai
person she is a good upbringing girl name bhi nahi pochh a maine oska kind hearted bhi hai caring bhi hai bas aisi hi bahu aaye maire ghar main. pov end

idhar manik pagslo ki tarha nandani ko talsh karta hai aur samne se ose aata dekh kar chain ki sans leta hai aur

dod kar oske pass jata hai
manik _what happen kaha chali gayi thi tum pagal on ki tarha dhondh raha ho tumhe.
nandani _main chhoti bachchi ho jo kho jaongi jo search kar rahe the mughe.
manik _ bata kar jana tha na
nandani _jo insane bimar hua acanak oski madad karti ya tumhe informed karti
manik _kon bimar ho gaya tha

nandani sari bat manik ko bata deti hai aur manik sun kar impress hota hai.
nandani _ab Chale ya yahin kuchh aur pochhna hai

manik _nahi chalo chahte hai sab wait kar rahe ho nge

Teri chaht ke diwane hue hum. Where stories live. Discover now