Rotha Rotha angry manik cry nandani

1.8K 191 19
                                    

part 42.

#TERI_chaht_ke_diwane_hue_hum

Manan cute moment
Phir ghar ke aage gadi rok kar carefully manik nandani ko aarms main otha kar hall main enter karta hai aur
nyu _manik ye kya hua.
manik _ fracture ho gaya hai  15 dayes ke liye leg hila bhi nahi sakte hai.
navya _what 15 dayes ke liye .
manik _Ji bhabhi main room main lekar jaa raha hon nandani ko aap lunch wahi bhej dena iska bar bar oper niche koun lekar aayega jayega.
nandani _ no main itne din oper nahi rahongi aap aisa kare niche kisi room main mughe rehne de temp rely
manik _no way apne room main raho niche kya karna hai main niche nahi reh sakta hon mughe apne room main nind aati hai kahi aur nahi.
nandani _han to navya di reh jayegi maire pass aap apne room main so jana kyu di.
navya _ han han kyu nahi nandani main rok jaongi tumhare pass.
manik _ but bhabhi a beer sameer.
navya _cabir hai na dekh lenge aur koun sa nandani pareshan karegi mughe rehne do isse niche oper bore ho jayegi ye.
manik _ ok bhabhi as you wish nandani ko thoda naraj najro se dekhta hua room main chala jata hai aur nandani oske aise dekhne par thoda norvouse hoti hai phir normal ho jati hai .

manik apne room main jakar change karta hai aur office ke liye nikal jata hai par nandani se kuchh nahi bol kar jata hai aur nandani ye bat fill karti hai par kuchh keh nahi pati hai bas restless si manik ke waps aane ka wait kar rahi hoti hai 7 baje manik waps aata hai aur sidha apne room main chala jata hai nandani ke pas nahi aata hai aur nandani oske na aane se restless hone lagti hai.
nandani _di woh manik aagaye kya.
navya _han sweety kab ka diner karke papa ke pass study main hai kyu kuchh kaam hai tumhe bolao ose.
nandani _nahi main to aise hi pochh rahi thi woh aaye nahi na room main aane ke baad issliye.
navya _mairi gudiya miss kar rahi hai apne manik ko hon.
nandani _Ji nahi to aisa kuchh nahi hai blush karti hai aur.
navya _ I am so happy gudiya tumne manik ko dil se apna liya hai hamesha aise hi rehna ab so jao aaram se ok main a beer sameer ko dekh kar aati hon.
nandani chup chap let jati hai aur navya apne room main jati hai a beer sameer ko dekhne ke liye.
cabir _thank God aayi to sahi tum yahan par.
navya _kyu kya hua.
cabir _kyu kya hua are yar tumhare bina mughe nind kaha aati hai aur na ye dono sone wale hai tumhare bina.
navya _ ab kuchh Dino ke liye to aap sab ko manage karni padegi na nandani niche jo hai.
cabir _to kyu hai niche yar ose apne pati ke sath oske room main jane deti na new new shadi hui hai dono ki aise main on dono ko sath rehne deti onki bonding majbot hoti yar manik apne aap oski care karta dono ke Bich pyar aur majbot hota aur tumne sister ki mohabbat dikha kar gad bad kar diya sab aur ye baat manik ko bhi pasand nahi aayi hogi dekh lena tum aur tumhari sister ek jaisi ho jaldbaji main kaam karti ho ab koi jaror at nahi hai jane ki raho yahin par woh dono khud apni problem solve kar lenge dekh lena. .
navya _but cabir agar manik nahi aaya to phir nandani hurt hogi na ki main bhi yahin reh gayi room main. .
cabir _ aisa kuchh nahi hoga yar don't worry maira bhai diwani hai tumhari sister ke pyar main majnu ban gaya hai dekh lena woh ose room main le jayega apne aap aakar ke bhai to maira hi hai na nind kaha aayegi ose pyari wife ke bina hath pakd kar navya ko pull karta hai aur navya os par aa girti hai.
navya _cabir.
cabir _yes cabir ki jaan.
navya _you are so Impocibal
cabir _ sirf tumhare liye mairi jaan samghi.
navya _pata hai mughe bhi. Aur hanste hue cabir ko hug kar leti hai

Manan room.

manik bed par betha hota hai
manik pov had hai iss pagal ladki ki bewakufi khatam hi nahi hoti hai waha niche rehne ki kya jaror at thi apne room main aakar rehti maire sath main khud care karta par mairi to ose par wah hi kab hai ose ki main so nahi paaonga oske bina room main so gayi aaram se jakar tab hi manik ka phone bajta hai aur screen par name dekh kar manik ka face glow karne lagta hai.
manik _nandani ka call aagayi mairi yad mairi jaan ko aur call ricev karta hai aur shoked reh jata hai jab nandani ko rote hue sunta hai to.
manik _jaan kya hua ro kyu rahi ho tum.
nandani _ manik I miss you so much.
manik _ bed se khada ho jata hai ye sun kar kya kaha phir se kaho jaan.
nandani _ aap mugh se naraj hai na manik sobing.
manik _jaan don't cry plese main gussa tha ab nahi ho yar Rona band karo pehle.
nandani _phir aap room main kyu nahi aaye  ek baar bhi mugh se milne ke liye maine kitna wait kiya aap ka sobing.
manik pov ye kya ho gaya bhgvan mairi wife sudhar gayi itni jaldi mughe miss kiya osne maira wait kiya osne oh God kya karo main dil kar raha dance karo par nahi kar sakta niche jakar aata hon apne jaan ke pass hokar aata hon ye ganga jamna kyu baha rahi hai bhabhi ke hote hue bhi aur ro rahi hai maire liye thanku so much god ji ek din main maira ehsas hogaya mairi jaan ko pareshan hogayi nahi gaya oske pass to subha kitni achhi thi hum dono ki full romance se bhari aur oske bad judai aagaya but ab lagta hai mairi jaan room main aajayegi maire pass pov end

Teri chaht ke diwane hue hum. Where stories live. Discover now