manik ka dare nandani ka pareshan hona

2.3K 193 10
                                    

part 41

Teri chaht ke di wane hue hum "

nandani ki class lena manik ka mafi mang na ab aage.

manik niche jakar dinner ko oven main garm karta hai Jan navya pani lene kitchen main aati hai.
navya _are dever Ji aap iss waqt kitchen main kya kar rahe hai phir najar try par jati hai jisme khana hota hai.
navya _ aap ab khana khaye nge kya.
manik ambres se fill karta hai kya bole kya nahi.
navya _kya hua dever Ji.
manik _woh nandani ke liye lekar jaa raha hon najre nichi karke bolta hai 
navya _ what nandani iss waqt khana kha yegi kya kyu osne tumhare sath dinner nahi kiya tha kya.
manik _nahi woh main kha kar aagaya tha to chup ho jata hai.
navya _to osne gusse main tumhe nahi kaha hoga ki osne khana nahi khaya aur so gayi hogi par ab pain ho raha hoga oske pait main bhok ki wajha se hai na.
manik _aapko kaise pata.
navya _woh teen char din se tumhari wife bani hai Osse pehle mairi behan hai oski har aadat janti hon main aur jab tak apni baat ko clear na kar le ose chain nahi aata hai ab bhi shayd tumhari class li hogi osne tab khane ko tayyar hui hogi hai na.
manik _ head down karke han karta hai.
navya _hanste hue aww my poor dever Ji fans gaye bori tarha se.
manik _nahi aisa nahi hai.
navya _aisa hi hai dever Ji mairi sister souch main sab se alg hai mughe pata hai woh normal girl ki tarha nahi hai jo shadi ke baad sahi aur galt ka fesla husband ke hisab se karti hai she is so smart oska har mamle main apna alg point off view hota hai jise woh clear kiye bina chain se nahi bethi hai isse ho sakta hai aapko pareshani ho kyu ki woh har baat main sar jhuk ane wali nahi hai aur ye shadi osne papa ke samghana par ki hai aap jante hai aap se pyar nahi hai  ose par ab ho jayega main janti hon ose aur ab woh aap se pyar karegi to beinteha karegi dekh lena ye sun kar manik ka face glow karne lagta hai aur navya dekh kar smile karti hai.
navya _mairi sister bahut lucky hai ki ose aap mile hai aur aap bhi lucky hai ki  woh aapko mili hence proved aap dono made for each other hi.
manik _hanste hue woh to hi bhabhi she is so smart and so cute but unique girl and I love her so much.
navya _ya I know that and main pary karongi ki aap dono ke pyar ko kisi ki najar na lage God bless both of them ab chale jao khana lekar nahi to agar woh so gayi to mushkil se khaye gi.
manik_ oh shit bhol gaya main good night bhabhi
navya _good night.

phir khana lekar manik room main aata hai to Nandani aankhe band kiye deshbored se sar tikaye bethi hoti hai tary ki awaj sun kar aankh kholti hi.
nandani _ aagaye aap itni der kaise lagi.
manik _nahi woh navya bhai kitchen pani lene aagayi thi to bas onse baat karne laga tha main.
nandani _di se kya baat ki on hone pochha nahi khana kiske liye hai ye.
manik  _ nahi onhe pata chal gaya tha ki onki smart sister ne khana nahi khaya hoga baat clear kiye bina ab baat clear ho gayi hogi mairi class lekar to ab bhok lagi hogi pait main dard hoga to khaye gi.
nandani _ di ne ye sab kaha aapko aur kya kaha.
manik _bas aur kaha mairi sister bahut lucky hai ki main ose mila hon.
nandani _woh to hai I excepted deeply my Hart ki aap bahut ache hai sab se alg sab se Juda I am so lucky ki aap mughe mile thanks papa ko Jin hone mughe samghaya aur main shadi ke liye ready ho gayi nahi to ye sweet sa banda kisi aur ke pass chala jata.
manik _ impocibao  my Swet Hart kahin nahi jata ye banda tumhara na sib tha tumhare hi pass aata hai.
nandani _itna bharose tha khud par.
manik _nahi apne pyar par ab khana khao baki ki baat bad main apne tarike se samgha Onga main wink karta hai aur nandani oski aankho main Machalti desire ko dekh thodi norvouse ho jati aur aur manik ye dekh leta hai.
manik _just relx yar just joking khana khao har waqt norvouse mat hua karo yar oss baat ko souch kar kya maine kabhi tumhe hurt kiya hai bolo.
nandani _na karti hai.
manik _to phir norvouse kyu hoti ho yar khol kar maira sath diya karo na ab to sab samgh ne lagi ho ya aur samghao tumhe bolo.
nandani _nahi nahi ab khana khate hai.
manik oske aise kehne se hansne lagta hai aur phir dono bade pyar se masti karte hue hanste hue dinner karte hai aur manik nandani ke dono hatho ko hath main lekar kiss karta hai aur nandani blush kar jati hai.
nandani _ye kyu.
manik _kyu ki mairi wife ne itne tasty malai kofta bana yen maire liye issliye.
nandani _ Sach aapko pasand aaye first time banaye mane.
manik _ pasand bahut pasand aaye yar ab jab dil kare maire liye banaya karna bahut tasty bane hai ye to pet bhar gaya dil nahi bhara maira to.
nandani _ koi baat nahi main jab aap kahenge main aapke liye aur bana dongi aur jo aapko pasand hi woh sab bata de main onhe bhi banane ki koshish karogi mughe coking ka bahut shok hai issliye.
manik _that's great yar aur mughe khane ka maja aagaya phir to tasty tasty food banaya karna maire liye banao gi na.
nandani _of course my dear hubby ab tary otha ye kitchen main rakh kar aaye jaldi se.
manik _bahut jaldi se tumhe bed khali kar wane ki kya I rada hai jaan ka.
nandani _ koi I rada nahi innocently bolti hai 3 baj rahe hai sona nahi hai kya subha Sunday nahi hai samghe aap no more argument jaye ab.
manik _sare romance ka kachra kar deti ho yar kya wife ho.
nandani _jaisi bhi ho ab bardaaht kare .
manik _main ab niche nahi jaa raha yahin rakh raha ho tabel par try Jor aa raha hai mughe niche jane msin bas.
nandani _ you bihave just like a kid rakh de mat jaye niche hansne lagti hai.
manik _ han so mat jyada abhi norvouse hona pad jayega.
nandani _no no nahi hans rahi jaldi se bolti hai aur ab manik hansne lagta hai aur try tabel par rakh kar bed par aata hai aur nandani ko carefully aaram se bed par lay down karke oske pass let jata hai.
manik _ abhi bhi pain ho raha hai kya.
nandani _han thoda thoda sa.
manik _subha Dr ke chalte hai koi fracture na ho.
nandani _ no no mughe nahi lagta aise hi thik ho jayega.
manik _no matlab no Dr ke challenge matlab challenge it's my order samghi tum.
nandani _ok pati Dev samgh gayi.
manik _ye samgh gayi jo samghana chahta hon woh nahi samghti hon oske close aakar bolta hai ki oski hot breath face ko tuch karne lagti hai aur nandani ki sans oske pass aane se tej ho jati hai aur woh kuchh keh hi nahi pati aur manik dhere se ose apne under main lekar oske soft lips ko capture karke softly kiss karne lagta hai aur nandani kuchh der ke baad khud bhi response dene lagti hai aur manik breathless hone par kiss broke karta hai aur nandani ko dekhta hai jo aankhe band kiye hoti hai manik dhere se neak par open mouth kiss dene lagta hai aur nandani first time bed sheet ko chhod kar manik ko hug kar leti hai aur manik dhere se head up karke nandani ko dekhta hai.
manik _ if you alow me I procid if you not I stop.
nandani _woh tonight my leg is panic so plese stop it najre nichi karke bolti hai.
manik _ dhere se for head par kiss karke as you wish my sweet Hart nahi karte bas magar aage nahi Manenge  tumhari baat samghi wink karta hai.
nandani _ as you wish my hubby aur oske chest main face hide kar leti hai aur manik ose apne ambres main lekar apne main samet leta hai aur nandani ko dekhta hai jo osme simti hui thi.
manik _ jaise mughe tumhare warmth ke bina nind nahi aati tumhe bhi nahi aati na Swet Hart bolo.
nandani _ shy fill karte hue  .pata nahi so jaye ab I fill sleepy now more sunnggel hokar aankhe band kar leti hai aur manik hanste hue ose apne ambres main lekar aadat to tumhe mairi pad chuki hai jaan batati nahi ho par ek din batao gi bhi aur izhar bhi karogi is baat ka aur main wait karonga oss din ka samghi tum.
nandani kuchh nahi bolti smile karte hue so jati hai aur manik bhi.
next morning
manik ose Dr ke lekar jata hai aur Dr manik aur nandani dono ko shoked kar deta hai ki nandani ke leg main fracture hai 15 days ke liye leg ko sidha rakh na hoga hi lana nahi hai nahi problem ho sakti hai.

Teri chaht ke diwane hue hum. Where stories live. Discover now