guilty manik

1.5K 179 6
                                    

part 45.

#TERI_chaht_ke_diwane_hue_hum

Manan cute moment ab aage.

manik breakfast lekar room main ata hai aur nandani ke pass rakh deta hai par gussa ab bhi face par najar aa raha tha oske.
nandani _ kya hua manik you look so angry anything happend with you.
manik _no its ok tum breakfast karo.
nandani _no pehle batao kya hua.
manik _nandani har waqt zidd mat kiya karo samghi breakfast karne ke liye kaha hai breakfast karo that's it har baat tumhe batao main jarori nahi hai samghi tum. nandani osko iss tarha Dante dekh pehle shoked hoti hai phir norvouse ho jati hai aur manik ko realise ho jata hai ki woh galt kar gaya issliye woh nandani ko sorry kehna chahta hai tab hi navya aur nyu aa jati hai room main.
nyu _ beta nandani breakfast kiya.
nandani aankho main aaye aanson ander hi gira kar smile karte hue.
nandani _no mom aaye na bas kar hi rahi thi shikayat karti najro se manik ko dekhti hai aur phir nyu ko.
nyu _manik main bahu ke pass ho tum breakfast karke office jaao papa ne kaha hai argent meeting hai aaj tumhara hona jarori hai.
manik _ Ji mom jaa raha ho aap nandani ka khayal rakh na oski tarf dekhta hai par nandani ose ignore karke Brakfast karne lagti hai .aur manik oski narajgi ko dor kiye bina be man se office chala jata hai aur waha bhi oska man kaam main nahi lagta hai aur kayi baar nandani ko call karta hai par nandani call ricev nahi karti hai.
manik pov ho gayi gussa ab pata nahi kaise managi mairi jaan kya jaror at thi ose par gussa karne ke bata deta jo baat thi itni mushkil se to normal ho rahi hai maire sath phir dor ho jayegi mugh se pov end.
manik souch main gum betha hota hai jab Mr malhotra cabin main enter karte hai aur manik ko gum sum betha dekh kar chair par beth jate hai aur.
manik _papa aap kab aaye.
Mr malhotra _jab aap souch main gum the tab kya baat hai manik koi pareshani hai kya.
manik _ no papa aisa kuchh nahi hai.
Mr malhotra _phir itne gum sum kyu bethe ho yar nandani ki tarf se pareshan ho kya ho jayegi thik woh aise pareshan hone se kaam chalta hai kya meating main bhi upset mind the tum issliye maine tumhe bhej diya yahan par ki tumhara dimag hi nahi tha meating main.

Manik _ sorry dad for that.

Mr malhotra _ it's ok beta don't worry maine cabir ne dekh liya hai sab kuchh tum relx karo.

Manik _ thanku so much dad oth kar Mr malhotra ko hug kar leta hai aur.

Mr malhotra _ back hug karke kya baat hai manik any thing seriuse about nandani.

Manik _ no dad aisa nahi hai.

Mr malhotra _ phir itna upset kyu lag rahe ho yar nayi nayi shadi hai tum dono ki hansi khushi raha karo dono ye kya sad sad rehna har waqt.

Manik _ mughe shadi hi nahi karni chahiye thi.

Mr malhotra _ what kya bol rahe ho yar aisa kya hogaya hai phir fight karli kya nandani se tumne han.
Manik kuchh nahi bolta chup chap betha rehta hai.

Teri chaht ke diwane hue hum. जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें