nandani ki naa manik ka Hart broke

1.6K 164 9
                                    


part _ 25

"Teri chaht ke di wane hue hum "

phir teen din jis tarha nandani ghar ko aur sab ko sambhalti hai ose dekh kar Mr malhotra aur bhi impress hote hai aur manik ki khushi ka thi khana nahi hota hai. phir nandani apne ghar waps chali jati hai Nyu ose jate waqt pyar a sa breslet aur suit deti hai jise nandani badi mushkil se except karti hai aur manik ose chhod ne jata hai.

on the way.

manik _thanku so much aapne jo Hamare ghar ke liye kiya.
nandani _it's OK ye koi itna bada kaam nahi hai jo sab thanks bole mughe.
manik pov kabhi pyar se jawab nahi deti har waqt karela chabaye rehti hai madam kaha pyar kar betha main iss stone Hart girl se ye to shadi ki rat bhi keh degi kya jaror at thi ye tam jham karne ki room simple nahi rakh sakte the pov end.

phir dono chup ho jate hai aur nandani ka ghar aa jata hai.

next morning.

sab breakfast tab el par bethe hote hai tab hi.
Mr malhotra _ mughe aap sab se bahut jarori baat karni hai.
nyu _kya raj.

Mr malhotra _main isi month manik ki shadi karna chahta hon
manik shoked hokar. what papa.
Mr malhotra _what kya ladki maine chose kar li hai bahut sans kar I hai koi argument nahi karoge tum ab mughe iss ghar ki chhoti bahu osi ko bana kar lana hai bas.
nyu _ladki koun hai.
Mr malhotra _ navya ki sister nandani she is nice girl I like her as a don't her in low kaho nyu kaise pasand hai mairi.
nyu pov thank God man gaye pov end.
nyu _Ji bahut pyari bachchi hai aap ko pasand hai to mughe bhi pasand hai.

Mr malhotra _ aur barkhurdar tumhe kuchh nahi kehna nandani ke bare main.
manik to khushi ke mare pagal hua jaa raha tha kya bolta bas betha rehta hai.
Mr malhotra _manik main tum se pochh raha hon nandani ke bare main tumhara kya khayal hai bolo.
manik _ she is good girl but she is very rude dad smile bhi nahi karti hai kabhi aisi ladki se kaise shadi kar lo main.
Mr malhotra _jaise tumhari maa ne mugh se ki thi beta main bhi nahi hansta hon jyada to kya tumhari maa khush nahi hai.
manik _ye to maa jane papa main kya bol sakta hon woh aap ke jaisi hai tab hi ose pasand kiya hai aapne maire liye ek aap kam hai kya mairi bend bajane ke liye jo ose bhi laa rahe hai.
Mr malhotra smile karne lagte hai sun kar aur oth kar manik ke pass aate hai manik khada ho jata hai.
Mr malhotra manik ke dono shoulder par hath rakh kar.
Mr malhotra _maine oss ladki ko jitna parkha hai mughe lagta hai woh pure hearted girl hai simple si aaj ki ladki yon jaisi nahi hai woh tumhare liye bilkul perfect hai jaise navya cabir ke liye wese nandani tumhare liye bahut khush rahoge oske sath aisa mughe lagta hai ab bolo kya kehta hon bhejo tumhari maa ko kal rishta lekar nandani ke ghar agar han karoge to abhi to kal jayegi aur time chahiye souchte ka to phir next month jayegi bolo kya jawab hai tumhara.
manik _ aap ko agar papar itna ya keen hai to mughe koi aetraz nahi hai papa main aap ki khushi main khush hon bhej de aap kal hi maa ko rishta lekar I am agree.
Mr malhotra  khush hokar manik ko hug kar lete hai.
Mr malhotra _mughe pata tha tumhara jawab ye hi hoga manik jite raho nyu kal hi rishta lekar jao nandani ke ghar hum jyada intejar nahi kar sakte ab manik ki shadi ke liye.
nyu _Ji sahi kaha aapne main navya cabir kal hi jate hai.
Mr malhotra _hmm thik hai manik cabir chalo kuchh baat karni hai project ke bare main.
cabir manik _Ji papa chaliye.

manik pov batao apni khushi ka izhar bhi nahi kar sakta main mom bhabhi ke sath ab boring meeting at end karo papa ke sath jakar itni mushkil se khushi mili hai aur project discuss karo jakar ke hon pov end

phir next day navya nyunika cabir rishte ke liye nandani ke ghar jate hai aur manik ghar par hi rehta hai Sunday jo hota hai Mr malhotra subha hi nikal jate hai pune apne dost ke sath.

manik besabri se gate par idhar se od har chakkar lagaraha hota hai. ki tab hi gate par gadi rokti hai aur manikbhag kar gate tak jata hai.gadi se navya nyunika aur cabir bahar aate hai sameeraur a beer ke sath.manik on ke face dekhta hai Jahan par ose koi khushi najar nahi aati hai. manik thoda restless hota hai. aur sab chup chap ander aa jate hai.manik _mom kya hua aap sab itne chup kyu hai.nyu _ sorry beta nandani ne iss rishte ke liye saf mana kar diya hai aur oske mom dad ne kaha hai ki oski marji ke bina woh kuchh nahi kar sakte hai.manik ye sun kar ek dum chup ho jata hai.cabir ye dekh kar thoda hurt fill karta hai .cabir _ are aise chup kyu ho gaya yar hum ek bar phir jayenge na oske ghar.manik _no bhai woh nahi managi sab be kar hai.aur oth kar apne room main chala jata hai.nyu navya ose disharted dekh kar Dhu ki ho jati hai.navya _maa maine kaha tha na woh ready nahi hogi aap hi nahi mani.nyu _main to manik ke liye pareshan ho beta ab osko kaise sambhalonge hum aur sab se jyada manik ke papa woh to kitne khush hai iss rishte ko lekar ab onhe pata chalega to kaise react karenge woh pata nahi hai mughe.at night.Mr malhotra sab ke sath dinner ke liye bethe hote hai tab hi.Mr malhotra _han manik ki maa kya jawab aaya nandani ke ghar se han hi hoga hai na.sab chup ho jate hai.Mr malhotra _kya hua bhai khushi se awaj chali gayi hai kya tum sab ki kuchh to kaho.nyu _ woh. .... aap. ..galt mat samghana. ... Ji. .chup ho jati hai.Mr malhotra _ kya baat hai saf saf kaho thoda gussa hote hai.nyu _woh nandani ne iss rishte ke liye mana kar diya hai Ji.Mr malhotra _ what mana kar diya nandani par kyu kyakami hai hum are bete aur Hamare ghar main jo mana kar diya spoon tab el par phenk dete hi.sab Dar jate hai.cabir _papa relx BP hai aap ko.Mr malhotra _but mana karne ki koi to wajha hogi na.navya _papa nandani kisi rich family main shadi nahi karna chahti hai.Mr malhotra _ what but kyu rich family main kya borai hai.navya _koi borai nahi hai papa past main jo kuchh hua hai oski friends ke sath os se woh bahut hurt hui thi totgayi thi pori tarha.Mr malhotra _past main kya hua tha sab batao mughe.phir navya sari baat onhe bata deti hai.Mr malhotra _ hmm bahut bora hua ye to Nandani ki friends ke sath but iska matlab ye nahi ki sab rich family wesi hi hon jaisa on ki dosto ko mili. ye to na samghi wali baat hai oski.navya _I know papa par woh nahi manti hai kisi ki bhi bat kya kare.Mr malhotra _ hmm karke reh jate hai.aur manik chup chap khane main busy hota hai.
Mr malhotra _ manik kya hua chup kyu ho.
manik _Ji dad nahi to aisa kuchh nahi hai aur oth kar waha se chala jata hai.
Mr malhotra _ise kya hua nandani koi aakhri ladki to nahi hai woh mairi pasand thi mughe dukh hona chahiye oske mana karne par ye kyu dhukhi ho raha hai Nyu.
nyu _ kyu ki aap se pehle aap ka beta ose pata nahi kab se pyar kar betha tha.
Mr malhotra seat se oth jate hai _kya kaha phir se kehna nyu manik nandani se pyar karta hai tumne mughe ab batya.
nyu _woh ek tarf a mohabbat karta hai nandani se nandani nahi karti Osse pyar ose yahan lekar aana aap ke samne rakh na Hamara bimar hona sab natak tha take aap nandani ko pasand kar le kyu ki manik ye chahta tha ki shadi aap ki pasand ki ladki se hi karega aur nandani ko dekh are mughe bhi ye hi laga tha woh aap ki too copy hai issliye fiver ka natak kiya aur ose yahan bolaye maine take woh aap ki pasand par khari otre aur woh khari otri bhi aapne ose pasand bhi kiya par oska past phir oski zidd ban kar samne aa gaya oske kar diya osne mana tot gaya maire bete ka dil kitna khush tha kal se jab aapne han ki thi tab bas bata nahi pa raha tha khushi ko pagal on ki tarha pyar karta hai raj manik nandani se woh kisi aur ladki ko kabhi woh pyar nahi karega jo woh nandani se karta hai plese raj gussa mat karna manik ne kuchh galt nahi kiya hai na hum ne oska sath dekar galati ki hai .

Mr malhotra _but dhoka to diya hai na mughe sab ne mil kar ke gusse main waha se Chale jate hai.

aur nyu helpless si wahi beth jati hai.

Teri chaht ke diwane hue hum. Where stories live. Discover now