angry manik scred nandani crying manan.

2K 188 23
                                    


part60

#TERI_chaht_ke_diwane_hue_hum.

nandani airport par sab se mil kar bachcho ko lekar jane lagti hai aur tab hi aalia dhurav aur cute se bachche ke sath aati hui najar aati hai aur.
aalia _ hai nandani.
nandani _ oh hai aalia.
aalia _ where are you going dear.
nandani _ singhapore manik ke pass.
aalia _ oh that's great he loves you so much dear pagal hai tumhare pichhe kash dhurav bhi itna hi pagal hota maire pichhe.
nandani _ dhurav.
aalia _ yes dhurav my darling husband woh rahe maire bete ke sath.
nandani _ husband beta par oss din to tum akeli thi.
aalia _ han woh dhurav Ayan ko lekar oske dadu ke pass gaye the snow fall hua to rok gaye the dhurav baby come na.
aur dhurav waha aata hai aur nandani ose dekh kar chonk jati hai
nandani pov ye to wahi ladka hai mall wala pov end.
dhurav _ yes baby.
aalia _ meat nandani manik wife.
dhurav _ oh manik wife hai nandani How are you.
nandani _fine and your baby so cute.
aalia _ wait wait nandani ye cute cute se baby kiske hai.
nandani _ our twins Manan and manvi.
aalia _ what twins manik ke bachche ose pata hai.
nandani _nahi surprise hai oske liye.
aalia _ what ose malom nahi hai starange tumhe pata hai woh bachcho ke liye kitna crazy hai.
nandani _ yes janti hon main.
tab hi nandani ka name announce hota hai aur.
aalia _ oh shit main aayi tum jaa rahi ho take care sweety nice meting you and pray for God ki manik bachcho ko dekh kar shoked na ho khush ho.
nandani _ what do you mean aalia.
aalia _ nothing dear bay chalo dhurav

dono chale jate hai aur nandani confuse hokar aage badh jati hai aur singhapore airport par Mr malhotra ka aadmi ose receive karta hai aur apartment par pahunch kar ose khol kar nandani ka saman ander rakh kar.
person _ ok mam msin chalta hon sir bas aate hi honge.
nandani _ thanku bro.
person _ it's my plesure mam you kid so cute mama just like you and sir.
nandani _ yes I know that and thanks.
person _ ok mam.
woh chala jata hai aur nandani pora ghar dekh kar bachcho ke pass aati hai jo aankhe khole cute si smile liye nandani ko dekh rahe the.
nandani _ aww my baby smile karne lage papa ke pass aate hi han waha to dadi dadu ke pass smile nahi ki yahan aate hi smile aagayi face par maire ladlo ke . abhi papa aayen ge to onhe bhi aisi hi smile se welcome karna onka sara gussa od jayega hai na.
idhar nandani apne dono bachcho main busy hoti hai or odhar manik thak a Hara apartment ka gate khol kar enter karta hai aur ghar main kuchh halchal mehsos karke woh ander se aati a awaj sun kar shoked reh jata hai.
manik pov koun hai room main maire aur aaya koun hai maire ghar main souchta hua bedroom main enter karta hai aur samne ka scenes ose shoked kar jata hai Jahan nandani cute se do bachcho ke sath bed par bethi hui thi aur dono bachche cute si smile liye nandani ko dekh rahe the aur manik shoked sa kabhi nandani ko kabhi bachcho ko dekhe jata hai aur achanak nandani ko manik ke hone ka ehsas hota hai aur woh turn karke gate ki tarf dekhti hai aur manik ko waha khada dekh kar bed se otar kar khadi ho jati hai aur dhere dhere chalti hui manik ke pass jakar khadi ho jati hai aur manik dhere se manik ka hath hold karke bed tak laati hai aur.
nandani _ manik meat your twins son and daughter Manan and manvi malhotra.
manik _ Manan manvi malhotra my kid trance main doba bed par beth kar softly dono bachcho ke cheek ko rub karta hai aur dono bachche first time apne papa ka tuch fill karke smile karne lagte hai aur manik onhe hanste dekh khud ko smile karne se rok nahi pata hai aur souch of love ke sath onhe dekhe jata hai aur nandani ose phir.
nandani _ so Mr malhotra kaise laga surprise aapko.
manik nandani ki baat sun kar haqiqat main lout aata hai aur bed se oth kar khada ho jata hai aur Jin najro se nandani ko dekhta hai on najro ko dekh kar nandani Dar kar do qadam pichhe ho jati hai aur manik gusse main waha se chala jata hai aur nandani kuchh nahi kehti aur shoked si bed par beth jati hai aur odhar dosre room main jakar manik gate ko Jor se band karta hai jiski awaj se bachche rone lagte hai aur nandani chonk kar inhe chup karne lagti hai aur.
manik _ maire bachche matlab twins aur mughe mairi wife aaj surprise de rahi hai jab woh iss duniya main aa chuke hai matlab mughe batana bhi jarori nahi samgha kisi ne ki main bap banne wala hon aur aaj bhej diya aur aagayi yahan maire samne onhe lekar ki main dono bachcho ko dekh kar melt ho jaonga aur sab bhol kar oske aage pichhe ghum ne lagoga to Mrs malhotra iss bar aap galt souch gayi woh manik kab ka khatam ho gaya ye manik woh nahi hai yad rakh na tum.

idhar nandani bachcho ko chup karwa rahi hoti hai aur woh chup ho jate hai phir nandani kitchen main jakar dinner tayyar karti hai aur manik ka wait karti hai par manik nahi aata hai aur nandani akele hi khana kha kar room main jakar bachcho ko fidding karwa kar khud bhi let jati hai aur manik bhok lagne par room se bahar aata hai aur kitchen main jata hai aur itne Dino ke baad ghar ka khana dekh khud ko rok nahi pata hai aur jaldi jaldi garm karke khana start kar deta hai aur gate par chhup kar khadi nandani manik ko khana khatam dekh behad khush hoti hai aur relx fill karte bed par jakar let jati hai aur.
nandani pov khan's kha liya thank God maine soucha tha pata nahi gusse main khana khaye ga ya nahi par shukar hai kha liya aaram se khana to.
phir two week  aise hi nikal jate hai dono ek dosre se koi baat nahi karte hai aur manik dosre room main shift ho jata hai apna saman lekar na bachcho ko dekhta hai aur na nandani ki koi baat sunta, hai aur phir.

manik room main enter karta hai aur samne Manan kesath nandani ko rote dekh kar irited hokar oske pass jata hai aur.
manik _ what happen Mrs malhotra kyu rorahi hai apne bete ke sath bataye ngi jara mughe.
nandani _ ye chup hi nahi ho raha hai kab se roraha hai.
manik _ maa hokar pata nahi hai aapka beta kyu ro raha hai starange.
nandani _ manik plese kya aapka beta aapki beti laga rakha hai aapne ye aapke bhi bachche hai.
manik _ kisne kaha ki ye maire bachche hai han tumnebatya papa ne maa cabir bhai ne bhabhi ne batya mughe nahi na to phir main kaise man lo ye maire bachche hai.
nandani _ sorry manik woh tumhe surprise dena chahte the issliye nahi batya tha tumhe ki tum disturb ho jaoge aur waps ghar aa jaoge issliye.
manik _ oh realy apne bachcho ki aane ki khabar sun kar koun sa bap pareshan hota hai Mrs malhotra maine nahi suna kahi bhi ye sab tumne kiya tha tumne jarori sab ko be kar ki wajha bata kar mairi zindagi ki sabse badi khushi ko mughe batane se rok a hoga aur sabse pehle maire so cold father ne tumhari baat ko mana hoga msin janta hon onhe apne bete se jyada onhe apni bahu par jyada yakeen jo hai to kyu nahi mante Jab janm de liya inhe to kyu aayi ho yahan par inhe lekar rehna tha wahi par kyu aayi ho yahan lekar ke mughe na tumse aur na tumhare in bachcho se koi matlab hai msin move on kar chuka hon tumse aur tumse jodi har chij se to plese tum waps jaa sakti ho ho gaya maine surprise bahut jyada kar diya tumne aur pori family ne mughe surprise aur plese chup karao ise sar main dard ho gaya hai maire iski awaj sun sun kar ke pora apni maa par gaya hai harwaqt rone ko ready rehta hai.
nandani _ nahi Mr malhotra apne bap par gaya hai pashsion nahi hai isme woh bhi jaldbaji main har kaam karte hai ye bhi bahut jsldbaj hai koi bhi baat iske khilaf ho Rona start kar deta hai bas. Dr ko call kare abhi ki abhi nahi karna to mughe number de main khud baat kar longi apne bete ke liye phone samghe Mr malhotra .
manik kuchh nahi kehta aur chala jata hai aur nandani first time manik ki baat sun kar hurt fill karti hai aur bed par beth kar apne bete ke sath Rona start kar deti hai aur manik room main jakar apne manager ko call karta hai jo kuchh hi der main Dr ke sath apartment main mojud hota hai aur manik Dr ke sath room main jata hai Jahan beta aur maa dono ek sath rone main busy hote hai Dr ye scene dekh kar heran sa manik ko dekhta hai aur manik ambress fill karke kuchh nahi bolta hai aur.
Dr _ what is this Mr malhotra why your wife also crying is she also seek .
manik _ no no Dr she is fine our kid is crying so only mother consorn she is crying nothing else. .
Dr _ ohh . but it's ameging na mom kid both are crying.

Manik _ ya you are right dr all ameging thing happen in my life. 😈😈😈😈😈😈😈

Dr _ what.

Manik _ nothing dr you check it what's the problem.

Dr _ yes off course mr malhotra.

Teri chaht ke diwane hue hum. जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें