Hai Nahi, Hai Nahi Aashiq Koi Mujhsa Tera

279 49 45
                                    

Sameer stormed off to the Leaving Naina Worried.

Naina looked at Priya di,"Mujhe bhi wahaaan par jaana padega, Sameer Aur Kabir Manav ko Chodenge nahi."

Priya di Looked at the hall with hatred,"He deserves it, uske muh ke saare daant toot jaane chahiye, agli baar baat karne ke liye muh bhi khole toh usko sharam aani chahiye."

Naina widened her eyes, the way Priya di was saying it showed so much hatred,"Priya di mujhe sach sach batai ye hua kya hai, Manav ne aaisa kya kahaa ?"

Priya di told her everything from starting of Discussion of How Manav's Parents wanted her family contacts to Kabir denying them, how Manav spoke nonsense about her and How Anjali cried, because of which she ran to her, to stop her from coming over there.

Naina ran towards the Hall, She was Worried, For Sameer, Kabir, She hated Manav for saying nonsense about her bond with Kabir.

Sameer had Came to Kabir and Manav who were fighting, their parents trying to stop them, He stopped Kabir, Manav's parents pulling Manav back.

Kabir's Father looked at Manav,"Maine Bataya tha yahaan koi hungama nahi hoga, Manav tum kaise ho hum sab jaante hain, aur jo tum Naina Ke baare mein bol rahe ho, wo sab jhoot hai ye bhi hume pata hai, kyun ye sab kar rahe ho tum."

Kabir looked at Sameer,"Sameer mujhe chodo, iss Manav ko mai chodonga nahi, uski himmat bhi kaise hui ki wo Naina ke baare mein aaise bol sakta hai."

Kabir was all red in anger, Manav Glared at him,"Arre sach toh tujhe Kadwa hi lagega naa, tu maan ya Na maan, kal raat Naina mere saath thi, aur wo mujhse pyaar karti hai, hum bohot.."

Anjali saw Naina Coming towards The Hall, She ran towards her,"Tu yahaan par kya kar rahi hai, Chal hum saath room mein chalte hain."

Naina looked at Anjali,"Sameer aur Kabir ko Ruk Anjali, Unko chot lag rahi hai."

Anjali dragged her with Priya di,"Chal yahaan se, yahaan par sab bade hain matter handle karlenge."

Sameer punched Manav on his Nose, Manav was bleeding from his nose, Sameer looked at him with Anger,"Aab agar tu Naina ke baare mein aur kuch bhi bolega na, toh main..."

Manav looked at his hand after wiping his nose, He was already bleeding, He glared at Sameer,"mai Naina ke baare mein Kuch bhi bolon tujhe kya farak Padhta hai, Teri behen Lagti hai kya."

Sameer punched and forgetting the Surroundings, Now Kabir was the One Stopping him.

Manav fell Down, His Nose was bleeding, His legs Couldn't handle his weight, He was Unconscious.

Manav mother ran to him,"Rukjao Bus kardo aab ye ladai, Manav ne jo kiya wo Ghalath hai, lekin ab meri bacche ki halat toh dekho."

Kabir's Father kept an hand on Sameer's Shoulder stopping him, He looked at Manav and Manav's Mother,"Shristi Abhi ke abhi Manav ko leke Yahaan se chali ja, usko Hospital le jaane ki zaroorat hai, aur tum log bhi kaheen aur Jaake Hotel Lelo hospital ke kareeb."

Manav's Family took Manav with them, some helpers took him on a wheelchair, Because he was Unconscious, Sameer and Kabir glaring him. No one in the hall coming forward to help them.

Smitha Aunty came to Kabir and Sameer,"Aur tum dono mere saath chalo, kya zaroorat thi ladai karne ki", Smitha aunty looked at Kabir, Touching the marks at his face,"Kal Tu Dulha Banne wala hai, Agar Anjali Ne chot dekhi toh bolegi, ki main kis gunde se shaadi karne wali hoon."

Kabir laughed with his Mom and other relatives, He was still upset about the whole Incident, He looked at Sameer who hadn't even smiled a bit, He eyes were red, his mouth pressed in a thin line.

Pal Pal Dil Ke Paas Where stories live. Discover now