kaha ho sidharth abhi taak ghr nhii aaya kya
itni bari meeting hai kya
Sidharth : sana yàha paa abhi dinner chl rhaa hai late hojayuga tum khana khaa lo mai jaab payuchga call krooga
sana : sidharth mai khana nhii khana wali jaab ap aayoga fir mai khayugii
sidharth : kya problem hai Sana tumhari
girlfriend ho
biwi maat bnoo
sidharth cut the call
and immediately He regret
shit yeh mena kya kiya usko bura lgaa hogaa
sid immediately call sana but this time sana phone is switched off
shit yrr
sana prov
sidharth ap bhi papa ki tarah behave krna start krna lgaa ho
unhona bhi mujhe kbhii attention aur respect nhii di aur na mmy ko kbhi time Diya
kya mena glt kiya sidharth ka sath relationship mai aaka
agar wohh bhi Aisa nikla toh
mena glt bnda sa pyr toh nhii kr liya (in crying tone)
sana mom knocked the door
sana mom : bchaa aaja khaana kha la
sana immediately hide her tear and said mom thora pait mai dard hai aur bhukh bhi nhii hai ap kha lo mai khud bdd mai kha loogi
sana mom : kya baat hai saab thk hai na
sana in crying tone maa papa na huma ku chorh Diya tha
jaab sabka parents sath hota tha toh papa uss gndhi aunty ka sath hota tha
aur jaab papa bimar hua uss aunty na unha chorh Diya aur papa humara pass aagya
kyukii unka sath koi nhii rhaa then 2 din mai papa ki death hogyii
sana mom clear sana tears and said beta unhona Jo kiya uski saza unko mil gyi ....
paar unka liya rona yah unha ydd krna kya milaga tumha Sana
sirf dhukh hi milaga aur kuch bhi nhii.....
bhool jao yeh Saab aur apni zindagi achaa sa jeeyo
sana : mom ap itna acha ku hoo
sid mom: kyukii meri beti itni achii hai
aur kuch baat hai kya sana btao
sana : mom agar mujhe koi ldka pasand ho aur woh politician ho toh woh bhi papa ki tarah ho skta hai kya
sana mom : bilkul bhii nii sana ..
saab ek jaisa nhii hota beta
apna past ki vajah sa kisiko same judge maat karna
vasa beta koi tujhe psand hai kyaa
sana : mom jaab asa hoga toh Mai apko bta doogii abhi kuch clear nhi hai
sana mom : jaisa Mera bchaa ko sahi lgaa aur aram krla
jaab thk lgaa toh khaana khaa lana and kissed sana forehead
good nyt beta
sana: Gud nyt mom
______________________________________________
In other side
sidharth trying call sana many time
but switched off
Rashmi : sidharth dinner krla tumhara
papa bula rhaa hai tumha
sidharth : nhi mujhe nhii khana
Rashmi come close to sidharth and sid wht happened sidharth kuch hua hai kya mujhe btao kya ptaa mai help krdu
sidharth - see Rashmi mujhe tum mai koi interest nhii hai toh plsee durr hoka baat kroo smjhi
Rashmi : kya Kami hai mujhmai sidharth btao
sidharth : I don't like uh
Rashmi : toh kisko krta ho like btao mujhe
sidharth : hai koi jo tumsa kya ....
duniya ki haar ldki sa pyri hai smjhi
ab get lost
sidharth immediately left from there
sidharth dad : kaha Jaa rha ho sidharth
sid : kuch emergency pdh gyii hai dad mai chlta hu
sid dad : dinner toh krlo
sid : bhr sa kr looga
Sana home
thak thak
sana immediately see here and there
sid : sana window kholo mai bhr hu
sana immediately open the window
ap yaha kya kr rha ho
sid : hato toh aandr aana do nhii toh neecha gir jayooga mai
sidharth : phone kaha hai tumhara
sana wohh ...
but thinking ki sidharth na kuch waqt phela kya bola
then she like mai toh nhii bolugi
sidharth : naraz ho kya
bolo na sana okk srry yrr mujhse glti hogyii
sana : mujhe apsa koi baat nhi krni hai jaiyaa yaha sa
sidharth : aur agar mai kuch bolna chahu jo tum mujhse itna dino sa sunna chyati ho
sana : kya
sid : I love you sana
sana : kya bola apna fir sa boliya
sid : I love uh sana
aur mujhe meri feeling ka ehsas hogya aj jaab mena Rashmi ko bola tum saab sa alag ho
aur jaab mena tumhara stand liya aur jaab tumhara phone switch off aa rha tha tumha khona ka ehsaas har ek pal mujhse bol rhaa tha
ki yeh feeling pyr hi hai
I love uhh sana
sana immediately hugged Sidharth
sana : sidharth I love uh too
tumko ptaa hai apna aj mujhse asa baat krii mena
socha ap bhii mujhe papa ki tarah chorh daaga
sidharth put finger in her lips
ssh meri jaan kbhi nhii choruga
kaha tha mena agar mujhe pyr hogya toh yeh sidharth tumha kbhi nhii choraga
sana kissed sidharth lips
I love uh sidharth
I love uh too sana
sid : ek baat bolu
sana in serious tone ha bolo
sid : mujhe bhukh lgii hai kuch khana ho hai kya
sidharth burst into laughter
sana : sidharth ap bhi na
apna vaha khana nhi khaya kya
sidharth : nhii tum bhukhii rah skti ho toh Mai kyu nhi
sana peck sidharth lips and said abhi laati hu
ab yaha chup krka baitiyaa awaz nhii krna mom soyi Hui hai
sidharth : okk
sana come with food plate and they eat with love
ab ap chla jayoga sidharth mai Miss kroogi
sidharth : kisna kaha chla jayuga mai tumhara sath aj raat yahi rahooga
sana : what sidharth mom ha yaha
sidharth : ha toh kya hogya lock kroo room aur subha tumhari mom sa uthna sa phela chla jayugaa
chlo aajo ab
sana : ohhh nice idea chlo
sidharth and sana laid on bed
sidharth kissed sana lips and sana also respond in same passion
and they hugged each other and slept
______________________________________________
plsee comments and votes and follow also
byee tc ❤️
your pyri si writer
___🖤🐼__