Criminal Hearts

By theloyalfanatic

20.1K 1.6K 3K

"Love can be a crime, but when two criminal hearts meet, justice prevails." Presenting My 2nd Romance/Thrille... More

Introduction & Character Aesthetics
Chapter 1
Chapter 2
Chapter 3
Chapter 5
Chapter 6
Chapter 7
Chapter 8
Chapter 9
Chapter 10
Chapter 11
Chapter 12
Chapter 13
Chapter 14
Chapter 15
Chapter 16
Chapter 17
Chapter 18
Chapter 19
Chapter 20
Chapter 21
Chapter 22
Chapter 23
Chapter 24
Chapter 25
Chapter 26
Chapter 27
Chapter 28
Chapter 29
Chapter 30
Chapter 31
Chapter 32
Chapter 33
Chapter 34
Chapter 35
Chapter 36
Chapter 37
Chapter 38
Chapter 39
Chapter 40
Chapter 41
Chapter 42
Chapter 43
Chapter 44
Chapter 45
Chapter 46
Chapter 47
Chapter 48
Epilogue

Chapter 4

335 36 60
By theloyalfanatic

Guys, Krish and Radhika are the main characters...agar unke alawa koi aur naam dikhe toh samajhlo, author has by mistake typed some other name....

After having dinner, Krish and Avinash started playing video games...While playing, they talked on random topics...

Avinash: 'Oyee Krish...'

Krish: 'Hmmm...bol bhai'

Avinash: 'Yaar, what a co-incidence naa, ki hum kal bhi Radhika se mile but, hume pata hi nahi tha ki wahi next day humari team next day join karne wali hai..., nhi?'

Krish: (uska pura dhyaan game par hai..) 'Hmmm...'

Avinash: 'Mujhe woh kaafi dedicated lagi, woh bhi pahle hi din and smart bhi bahut lagi...This is too good for our team..'

Krish: 'Dedicated toh hai, and maar-peet mein zyada vishwas rakhti hai...' (Saying this, he covered his cheek with his palm..)

Avinash: 'Kya hogya...tu aise kyu bol rha hai?'

Krish: 'Tujhe pata hai, jis gaadi, ko meine subah takkar maari thi na, woh uski hi thi....She was like ki agar gaadi ko takkar maarne wala mil jaaye, to woh uss char thappad lagayegi....She shouldn't know, ki mein hu woh insaan hoon, jisne gaadi ko takkar di thi, varna meri bahut beizzati hone wali hai...'

Avinash: 'Ohh teriii...Vo Radhika ki gaadi thi...Bach ke rhaiyyo bhai...'

Krish: 'Tujhe nhi lagta, ki uska behavior bada strange hai...I mean, pehle hi din mujhe itna attitude dikha rhi thi...'

Avinash: 'Toh tu kaunsa, Hrithik Roshan hai ki tujhse woh autograph maangegi....Dude, meri baat maan..She is way smarter than you..'

Krish: 'Acchaaa, tu bada uski side le rha...smart hai ki nhi woh toh tab pata chalega, jab proper investigations strat hongi...Aree, aur vese kyaa yaar, hum uske baare mein baat kar rhe hai....Accha bhala game khel rhe the hum, baato mei phasa dia tune...'

Avinash: 'Accha theek hai theek hai...bhadak kyu rha hai bhai?'

They played for some more times, and slept...

Radhika's Side

While having dinner, 

Nani: 'Aur batao Radha, kaisa rhe aaj pahla din, office mein?'

Radhika: 'Accha tha nani, pahle hi din case mile gya...'

Nani: 'Aur teri team wale kaise hain, matlab unhone terese theek se baat ki na?'

Radhika: 'Oho, nani, kitni tension lete hai aap mere liye....sab theek hai aur sabne bahut acche se mera welcome kiya...'

Nani: 'Toh ab tu kya karegi, khana khaake?'

Radhika: 'Mujhe actually case study karna hai...and then fir so jaaungi...'

Nani: 'Basss, tera shuru hogya na...tera yaha aate hi..'

Radhika: 'Koi na nani, hume jis kaam se pyaar ho, wahi karna chahiye, aur mein apne kaam se bahut pyaar karti hoon, toh mujhe koi problem nhi hai...'

Nani: 'Accha...Waise tujhe pata hai..kal mein apni bachpan ki saheli, se milne jaane wali hoon..'

Radhika: 'Kya...aapki friend hai yahan?'

Nani: 'Aur kya...meri toh baat bhi ho gyi hai usse...'

Radhika: 'Acchi baat hai...chale jaana unse milne...lekin abhi mei chali meri room mein...'

After having dinner, Radhika went to her room, for studying the case study...

Next Morning

Everyone reached on time at the meeting hall to start with proper investigations...

Krish: 'I hope aap sabne saari details bahut acche se study kar li hogi...so let's begin...In details se ek baat toh clear hai ki smuggling sirf antiques ki ho rhi hai and lot monthly bases pe jaa rahe hai...'

Radhika: 'Second and most important thing is ki lots nikal alag alag area se rahe hai but, jaa ek hi direction mein rhe hai...Alag alag routes se...'

Aarohi: 'Yes, and jin jin aread se lots jaa rahe hain woh mostly crowded areas hai...'

Rhea: 'Par illegal kaam ke liye toh mostly isolated areas use hote haina...?'

Krish: 'Exactly...This is the point..woh log crowded area isliye use kar rhe hain taaki kisi ko koi Shakk na ho..'

Avinash: 'Ummm...Toh hum aise kaise pata lagayenge...Idhar toh bahut saare crowded areas hai...'

Radhika: 'Last time, lot, forest ke paas wale chor bazaar se nikla hai...I think hume wahan jaake puch taach karni chahiye, taki kuch instant information bhi mil jaaye...'

Krish: 'Yes, you are right...let's go guys...abhi chalte hai..'

Radhika: 'Ek minute...Kaha chalte hai..?'

Krish: 'Abhi toh you said, enquiry pe...'

Radhika: 'Acchaaa, to aap aise jaayenge..?'

Krish: 'Aise matlab..kaise..ab kya band-baja leke chalna hai kya??'

Radhika: 'Mera matlab hai ki hum sabko getup changa karke jaana chahiye....Ese formals mein agar chor bazaar gaye na toh jinko humpe shak nhi bhi hoga na, woh bhi hume ghoorenge...'

Ajay: 'Yes, Krish. Radhika is absolutely right..'

Everyone agreed.

Krish: 'Okay then, kya getup lena hoga..?'

Radhika: 'Woh mei kal leke aaungi...'

Krish: 'Oh ok, then sabhi kal time pe pahuch jaana...Fancy dress competition ke liye (Saying this, he left glaring at Radhika, and in response she kinda flipped her hair in the same attitude...)

After that everyone went home...
At Radhika's home

She entered tiredly and directly landed on the sofa, her nani came out of the kitchen with a tray keeping chai in it for both of them...She found Radhika laying on sofa closing her eyes so she started caressing her head and feeling ever soft touch she opened her eyes...

Nani: 'Bahut, thaki hui lag rhi hoon Radha tum...'

Radhika: 'Haan nani...... bas apko to pata hi hai mera kaam...(She said while getting up)

Nani: 'Accha dekh main chai leke aayi hoon.. chal sath main peete hain aur baatein karenge...'

Radhika: 'Kya baat hai dadi bade excited lag rahe ho...'

Nani: 'Haan woh toh to main hoon hi....Aaj itne saalon bad apni bachpan ki saheli se jo mili hoon......ya vo ka kehte hai aj kal ke bacche.. BFF se mili hoon na...'

Radhika: 'Oh haan aapne mujhe bataya tha... toh batao kaisi rahi aapki mulakat....'

Nani: 'Bahut acchi.....bada maza aaya hum dono ko.....uski family bhi bohot acchi hai....'

Radhika: acha kon kon hain unki family main....

Nani: 'Bahu, beta aur do pota poti..... aur tujhe pata hai uska pota to teri hi umar ka hai...'

Radhika: 'Mujhe kese pata hoga dadi.....aur vo meri umar ka hai... mujhe usse kya....'

Nani: 'Are tu bhadak kyu rahi hai..... main to aise hi bata rahi hoon.....acha sunna....

Radhika: 'Haan bolo....(she said while sipping chai)

Nani: 'Woh na.....meri saheli na... apne pote ki shaadi karvana chahti hai....'

Radhika: 'Haan to achi baat hai... karo.....'

Nani: 'Woh, uski shaadi tujhse karvana chahti hai....'

Radhika was drinking tea, and she spilled it out because of shock....

Radhika: 'Dadiiiiii........ shaadiiii....voh bhi meri.......ye aap kya bol rahe ho.....?!'

Nani: 'Toh beta isme bura hi kya hai........ ladka bohot acha hai, achi job karta hai koi officer hai..... family bohot acchi hai........ aur teri age bhi to ho rahi hai na beta....'

Radhika: 'Dadii...... chahe jo bhi hai jitna bhi accha hai main kya karun...... mujhe shadi nahi karni........ main apko chod ke bilkul nahi jane vali....'

Nani: Par beta ek na ek din to shaadi karni hi padegi na..... aur ye bhi to dekh ki meri khud ki saheli hai voh tujhe kabhi koi problem nahi hone degi...'

Radhika: 'No dadi...mujhe koi shaadi vaadi nahi karni...'

Nani: 'Accha tu ek bar mil to le ladke se.... baaki tu khud decide kar lena....'

Radhika: 'Par dadi jab mujhe shaadi hi nahi karni to main mil ke bhi kya karungi..... main abhi sirf apne kam pe focus karna chahti hoon that's it....'

Nani: 'Dekh ek bar toh, tujhe milne jana hi padega ab main bol aayi hoon use...'

Radhika: 'Oh no dadi kahan fasa diya aapne...... accha theek hai main mil lungi lekin tabhi jab mera ye case khatam hoga usse pehle bilkul bhi nahi.....'

Nani: 'Ok ok..... main bat kar lungi....'

Radhika: 'Sirf aapke liye....(She said kissing her cheek)

She then got up and went to her room...

Continue Reading

You'll Also Like

30K 403 19
Kpop Oneshot Fiction Book 2: A (M) Dream for Every Fan. Have fun! STATUS: SLOW UPDATES Start: April 27, 2023 Complete: Top Ranking's 🏆: #3 - ryujini...
88.7K 3.2K 39
❧ At 5:53, we were beautiful. ☙ - ➴ txt | enhypen ➴ written on february 2021 ➴ Valentine's Day Project ➴ original book cover & plot ➴ all rights rese...
44.1K 5.4K 62
Both Arohi and Adarsh get to meet each other and eventually both fall in love with the other but both are people who don't believe in marriage, How w...
7.7K 587 32
"Unkindled Love, The Love Which Is A Rose, That Never Blooms." ~A Slayy Point Fanfiction (Featuring Mythpat, Urmila, Mansi and Pranav in small roles)...