UNWANTED RELATION ✅

By pratyashamustafi

102K 9K 867

Kya Sidharth ko kabhi samaj ayega ki betiya koi bojh yah fir manhus nahi hoti? Kya shehnaaz kbhi Sidharth au... More

Prologue
Character sketch
Chapter 1
Chapter 2
Chapter 3
Chapter 4
Chapter 5
Chapter 6
New story alert
Chapter 7
Chapter 8
Chapter 9
Chapter 10
Chapter 11
Chapter 12
Chapter 13
Chapter 14
Chapter 15
Chapter 16
Chapter 17
Chapter 18
Chapter 19
Chapter 20
Chapter 22
Chapter 23
Chapter 24
Chapter 25
Chapter 26
Chapter 27
Chapter 28
Chapter 29
Chapter 30
Chapter 31
Chapter 32
Chapter 33
Chapter 34
Chapter 35
Chapter 36
Chapter 37
Chapter 38
Chapter 39
Chapter 40
Chapter 41
Chapter 42
Chapter 43
Chapter 44
Chapter 45
Epilogue
New Story Update
New Story

Chapter 21

2.1K 191 18
By pratyashamustafi

Ruhi and pihu apne friends ke sath bahut enjoy karte hai. Sana bhi bahut khush hai apne bacho khush dekh ke.

After party in sana's room.....

Sana ruhi aur pihu ko sulah rahe the.

Pihu - Mumma hum sare gifts kab kholenge?

Ruhi - Yes mumma abhi kholu?

Sana - No abhi rat ho gayi hai bahut. Kal school bhi to jana hai. Kal school se ane ke bad kholna thik hai. Abhi so jao. App dono good girl ho na mumma ke.

Ruhi and pihu said yes mumma we are good girl....

Sana - Then chalo so jao.....

Ruhi & Pihu - Good night mumma

Sana - Good night and kissed on their forehead.

10 minute tak bache so jate hai tabhi udhar damini ji ati hai with 2 cups of coffee.

Damini - So gaye dono ?

Sana - Hai abhi abhi soye hai.

Damini - Chal balcony mein jakar hum apna coffee pite hai

Sana - Chaliye....

Woh dono balcony jake couch pe baith jate hai.

Damini - kya hua beta? Tu itni udas kyu baithi hai?

Sana - Pata hai aunty maine kabhi nahi socha tha ki apni bachiyo ka birthday kabhi aise celebrate kar paungi. Thank you.

Damini - Aur ek bar agar thnk you bola na to thappar khayegi mere se.

Sana - Nahi aunty mein sach bol rahi hu. Mere bachiyo ko kabhi kisine pyaar nahi kiya. Sirf mummy ji thi jo indono ko sambhal ke pyaar se rakhti thi. Mere apne papa bhi kabhi mummy ko milne ane nahi diya bacho se. Mein na indono ko dekhti thi aur sochti thi kaise bada karu inko? Mein kuch nahi de pati thi apni bachiyo ko. Apko pata hai jay bhaiya mummy ji ko paise bhejte the har mahine aur woh un paiso se ruhi aur pihu ke liye khilone kapde lekar ate the. Agar uss rat app sab nahi ate to pata nahi kya ho jata. Mein sayed mar... Cut off by damini.

Damini - Chup bilkul chup. Humare liye priya aur tu ek saman hai. Kaise bachpen mein tu aur priya eksath school se humare ghat ati thi aur bag fek ke khelne lag jati thi. Fir hum idhar shift ho gaye. Aur yeh jo ruhi aur pihu hai na yeh humare bache hai. Priya aur tujhse zada pyaar hum indono ko karte hai. Chal ja ab tu bhi soja. Kal bacho ka school bhi hai aur tujhe aur samrat ko to Jagdish bhaisab ka ghar bhi jana hoga. Udhar tera aur ek pyaari si friend tere intezar mein baithi hogi. Soja tu bhi. Good night.

Sana - Good night.

Damini ji jane ke bad sana so jati hai bacho ke pas.

Sana pov.

Thank you babaji apne mere zindegi mein priya uncle aunty ko bheja hai. Angels hai mere liye. Mere bacho ko itna pyaar dete hai sab log. Agar us rat yeh sab nahi hote toh sayed shehnaaz khatam ho gayi hoti.

Pov. end

Flashback.....

Sana ke papa ne usko ghar se nikal dia. Woh bhi rote rote udhar se chale gayi ruhi aur pihu ko leke. Pihu to sana ki god mein thi rote rote so gayi but ruhi sana ki hat pakad ke chal rahi thi. Bachi ko bahut bhukh lagi thi. Sana ke pass paise bhi nahi the. Gale mein sirf mangalsutra aur dono hat mein ek ek karke sone ka kangan tha bas aur kuch nahi. Rat ke 10 baje hue the. Rasta bhi almost khali tha.

Sana pov.

Ab mein kya karu kaha jau? Mere pas to bilkul paise nahi hai. Kya khilao inko?? Kyu babaji apne mere sath aisa kyu kiya?

Ruhi - Mumma humein baba ne kyu nikala? Mujhe bhuk lagi hai and started crying.

Sana - Bas bas mera bacha nahi rote hai. Mumma karti hai kuch khane ka intezam.

Ruhi - Mumma mujhe dal lag laha ha. Dadi kaha hai?

Sana - Mumma hai na apke pas. Bas mat daro.

Sana - Hey bhagwan ab mein kya karu? Kaha jau? Kya khilao inko?

Pichle adha ghante se woh ek bus stop pe khadi hai. Pihu bhi uth chuki hai nind se.

Suddenly 3 sharabi udhar aakar gande nazar se sana ko dekhe ja rahe the.

M1 - Kay mal hai re.

M2 - Hum apke koi madad kare?

Sana dar jati hai bahut aur bacho ko leke chal na start karte hai.

M3 - Arey kaha ja rahi ho? Hum bhi ate hai darling and sana ka hat pakad leta hai.

Sana - Yeh aap kya kar raho ho? Hat chodo mera...

M2 - Aj to tujhe bilkul nahi chodenge. Puri rat maza karenge tere sath. Chal humare sath bahut maza ayega. Chal. Yeh tum dono in bacho ko pakdo aur isko le chalo.

Sana - Chodo mujhe chodo... Bachao koi hai bachao....

Pihu - Mummaa ko mat malo... Cholo  cholo.

Ruhi - Mumma ko cholo. Mumma baba ko bulao. Cholo mele mumma ko.

M3 - Yeh chup and slapped ruhi.

Sana - Mere bacho ko mat maro chodo mujhe chodo. Koi bachao plz help....

M2 - Itni rat tujhe koi bachane nahi ane wala.. chal and usko khichke le jaa raha hai.

Tabhi udhar ek car ake rukti hai.

Yes us car mein priya samrat damini and unke driver hote hai. Wo log apne ghar aye the kuch kam ke liye. But samrat ji ke business mein kuch emergency aa gaya to woh rat ko hi by road delhi jane ke liye nikle the. Tabhi priya yeh sab dekhte hai and they stopped their car.

Samrat - Gari se utar te hai and said arey chodo ladki ko.

Unke driver bhi ek road lekar ate hai and 3 log mese ek ka sar pe marte hai. Toh woh log dar ke udhar se bhag jata hai.

Tabhi udhar priya aakar sana ko hug kar leti hai and damini bacho ko.

Priya - Sana tu thik hai na? Itni rat ko idhar kyu? Aur yeh bache?

Sana - Rote rote yeh mere bache hai.

Samrat - Beta tumhare pati kaha hai?

Sana - Dhire se kehti hai ghar se nikal diya humein.

Damini and samrat looked at each other.

Samrat - Thik hai beta chal hum tujhe maike leke chalte hai.

Sana - Papa ne bhi nikal dia and Priya ko hug karke rone lagti hai.

Woh log bahut ache se jante hai Sana ke father ko and unki nature ko.

Damini and samrat again looked at each other and samrat blinked his eyes as an assurance...

Damini - Beta hum Delhi ja rahe hai wapas tu bhi humare sath chal.

Sana - Par mein kaise?

Damini - Jaise bachpan mein ati thi humare ghar thik waise hi.

Samrat - Jaldi gadi mein baitho bahut rat ho gaye hai and this place is not safe.

Sana bhi bacho ko lekar unke sath gadi mein baith jate hai. Damini ji ke pas kuch khane ka saman tha to unhone bacho ko khila diya. Woh log kuch nahi puchte hai Sana ko. Subha 9 baje woh log delhi mein apna ghar pahunch te hai.

Priya Sana and bacho ko lekar room mein jate hai. Samrat Damini ko lekar firse bahar ja kar bacho ke liye kapre kharid ke late hai.

Sab log fresh hoke breakfast kar lete hai.

Sana - Aunty woh mein bol rahi thi ki ap log mujhe koi jaiga bata do jaha mein apni betiyo ko leke reh jaungi. Koi kam dhundlungi.

Damini - Ekdam chup. Hum anjan nahi hai tere liye. Tu kahi nahi jayegi idhar hi rahegi humare sath.

Samrat - Hai beta tum kahi nahi jaogi. Par beta hua kya hai? Tum aise akeli bacho ko leke. Kya bat hai beta?

Sana Priya ko hug karke roti rehti hai.

Damini - Beta aise nahi rote. Thik hai agar tujhe nahi batana hai to koi bat nahi but please rona band kar.

After sometime Sana stop crying and narrate them everything.

Woh log shocked ho jate hai sunke.

Samrat - Jo ho gaya wo ho gaya. Usko to hum badal nahi sakte par hum apne anewale kal ko zaroor badal sakte hai. Tum ruhi Pihu aj se humare sath rahoge.

Sana - Par uncle mein kaise?

Damini - Jaise Priya humari beti hain waise hi aj se tu bhi humari beti hai.

Uske bad se Sana unhike sath rehti hai. Damini aur samrat ke sath ruhi aur Pihu ka bahut acha bond ho jata hai. Damini apna sara time un dono ke sath hi guzar te hai. Sana ko bahut time lagta hai sabse nikalne mein. Sana kisike sath contact karne ka bhi try nahi Kiya tha. Priya pura shadow ke tarah Sana se chipki rehti thi. Samrat aur Damini ke pyar ne Sana ko firse normal life pe leke aya.

Samrat ji ka khudka ek bada event management company hai. Damini ke bahut samjhane ke bad samrat ke under woh company join karti hai. Aur bahut jaldi kam sikhleti hai. Sana thi bhi intelligent student.. Ab to woh koi bhi event apne team ke sath akeli handle kar leti hai.

Damini bacho ka ghar mein puri kheyal rakhti hai. Bache bhi apne cool nanu aur Nani ko bahut pyar karti hai.

Sana ne driving Sikh liya. Ab morden kapre bhi pehenti hai. But still rat mein jab sare so jate hai to past ke bare mein sochke roti hai...

Flashback end......

...............................................................

Continue Reading

You'll Also Like

247K 19.7K 96
Is it always so perfect as it seems? Are predictions always true? Does True love actually exists? . . Is the love of your life really your life? Befo...
49.7K 7.8K 100
This story is based on PurVir..it is an igtv couple..the story is completely based on imagination it has nothing to do with the serial or real charac...
288K 21.7K 100
Despite being completely different from each other, the love they hide has no bounds which makes them go any limits for each other. Story of two b...