UNWANTED RELATION ✅

De pratyashamustafi

102K 9K 867

Kya Sidharth ko kabhi samaj ayega ki betiya koi bojh yah fir manhus nahi hoti? Kya shehnaaz kbhi Sidharth au... Mais

Prologue
Character sketch
Chapter 1
Chapter 2
Chapter 3
Chapter 4
Chapter 5
Chapter 6
New story alert
Chapter 7
Chapter 8
Chapter 9
Chapter 10
Chapter 11
Chapter 12
Chapter 13
Chapter 14
Chapter 15
Chapter 17
Chapter 18
Chapter 19
Chapter 20
Chapter 21
Chapter 22
Chapter 23
Chapter 24
Chapter 25
Chapter 26
Chapter 27
Chapter 28
Chapter 29
Chapter 30
Chapter 31
Chapter 32
Chapter 33
Chapter 34
Chapter 35
Chapter 36
Chapter 37
Chapter 38
Chapter 39
Chapter 40
Chapter 41
Chapter 42
Chapter 43
Chapter 44
Chapter 45
Epilogue
New Story Update
New Story

Chapter 16

1.8K 172 36
De pratyashamustafi

Yeh lo next part 😄

...............................................

Next 3 days passed. Sidharth nahi aya sana se milne. Roj sana wait karti hai ki sayed aa jaye but pura din wait karne ke bad rat ko silently roti hai khud ke aur betiyo ke kismat pe. Sirf janvi ji hai jai har roj sana ke pas ati hai rat ko hospital pe rukti bhi hai.

Udhar Sidharth ke liye bhi muskil hai sab kuch. But uska problem alag hai. Usko iss bat ka sabse zada dukh hai ki dadi se kiya hua wada wo nahi nibha paya. Itna block ho chuka hai uska dimag ki woh ekbar bhi apni bache ayur biwi ko dekhne nahi gaye.

Dadi bhi ek mauka nahi chodti hai sid ko sana ke khilaf bhadkane mein. Sana ke delivery ke next day sid ke factory mein kuch problem hua jiske wahah se ek contract uske hat se chala jata hai. Sid bahut zada frustrated ho jata hai and when he shared this with dadi toh dadi ne iss luksan ka bahut ache se faida uthaya.

Dadi - Abhi to suruat hai beta. Mein aise hi nahi boli ki ye manhus hai. Dekha kal paida hui aur aj se manusiyat dikhana suru kar diya.

Sid - Nahi dadi yeh problem bahut din se chal raha hai.

Dadi - Hai beta lekin luksan to aj hi hua na. Ab tere bad tera  kam kaun sambhalega? Jay bhi kitna badal gaya tara hone ke bad. Tu to nahi badal jayega na beta? Pata nahi mera vansh ko kaun age badhayega??? Hum to barbad ho gaye. Tujhe nahi pata yeh jo teri biwi hai na jitni bholi dikhti hai utni hai nahi. Mere sath bhi ache se bat nahi karti. Fake crying.

Sid didn't say anything.

Aj sana discharge hone wali hai hospital se.

Janvi - Beta aj sana discharge hole wali hai. Aj tera zaroorat hai udhar.

Sid - Yeh lijiye paise aur jakar discharge karke laiye. Mere pas itne faltu waqt nahi hai.

Janvi - Itna bhi woh mat kar beta. Woh bache hai tere. Tera khoon hai. Abhi tak tune ekbar bhi unko dekha bhi nahi. Sana roj intezar karta raha. Aj to chal beta.

Sid - Kaha na nahi jaunga. Kitni bar bolu mein... Kash woh mera khoon na hota. Kash woh mere bache na hote. Ekbar bhi socha apne parivaar ke bare mein? Dadi sahi kehti hai manhus hai. Jisdin paida hui next day mere business mein loss ho gaya. Mera koi nai hai woh dono. Yeh bat apne dimag mein dal lijiye aut apni us bahu ke dimag mein bhi dal dijiyega. Samjhe ap?

Janvi ji is just numb. Unko samaj nahi aa rahi hai ki woh kaise samjhaye Sidharth ko. But abhi unke liye important hai woh jakar unko ghar lekar aye.

( My thought - I just pray ki janvi jaise saas sabko mile life mein. Actually meri saas bhi janvi jaise hi hai. Bilkul beti ki tarah pyaar karti hai mujhe. 😍😍 )

In hospital.....

Sana jab dekhti hai ki janvi akeli ayi hai toh uska dil aur ekbar toot gaya...

Sana apni dono beti ko lekar ghar ati hai. Janvi arti karke bachoko ghar ke andar leke ate hai. Swagat karne ke liye sirf janvi hai aur koi nahi.

Sana apne kamre mein jati bachio ko leke. Jakar dekhti hai do pink colour ki chote chote baby cot aur couch pe kuch khilona hai.

Sana - Mummy ji aap kyu yeh sab lekar ayi? Itna kharcha kyu kiya? Mujhe pata hai yeh sab aap hi leke aye ho.

Janvi - Chup ekdom... Agar mein apni potioyo ke liye nahi lekar aungi toh kon karega hai? Woh malti hai na uske sath gayi thi market yeh sab lene ke liye. With moist eyes jada to kuch nahi laa saki apni pariyon ke liye bas yeh thoda sa hi hai.

Sana - Yeh thoda nahi hai bahut hai. Par paise?

Janvi - Mujhe na har mahine jay bhejta hai paise. Toh woh sara mein save karke rakhti hu. Usi paiso se hi layi hu yeh sab. Dekh hum bat kar rahe hai aur yeh dono to shanti se soo bhi gaye. Chal tu bhi aram kar mein khane ke liye kuch lati hu. Left from there.

Sana pure kamre ko dekhte hai... Pure kamre mein khusion ka koi nishan nahi hai. Yeh kamra na to uski hai nahi bacho ki yeh sirf uske pati ka kamra hai jaha par woh as a guest rehti hai.

In the dining area....

Dadi to janvi - Yeh khana kaha leke ja rahi hai?

Janvi - Sana ke liye ma ji.

Dadi - Maharani hai kya woh? Pet se hai bol ke bahut nataka kar liya itne din. Rani banke rehti agar beta paida karti toh. Bolde usko wapas se sara kam suru karne ke liye.

Janvi - Ma ji abhi kaise kam karegi woh?? Ekdom choti hai dono bache. Aur upar se doctor ne usko rest karne ke liye kaha hai. Uski khudki umar bhi to kitni kam hai.

Dadi - Toh kam na karne ke liye firse natak suru ho gayi.

Janvi didn't say anything just left from there.

Janvi - Yeh le beta khale abhi. Fir bacho ko bhi doodh pilana hoga na.

Sana - Mummy ji mera man nahi ho raha hai.

Janvi - Sana doctor ki batein yaad hai na. Tu bahut kamzor ho gayi hai. Do bache hai tujhe, dono ko sambhal ne ke liye tujhe takat to chahiye na. Chup karke khale. Mein chalti hu rat ke khane ka intezam karke ati hu thodi der mein. Tu tabtak khana khatam kar.

At night ........

Dinning table....

Sid kam se aakar direct khane pe bath jate hai, sath mein uske father and dadi.

Janvi - Ma ji woh mein kahe rahi thi ki bacho ke liye namkaran ka function kab karna hai? taiyari bhi to suru karne honge.

Sid - Ma apko samaj nahi ata kya? Kuch bhi function nahi hoga. Mere mehnat ke paise mein faltu kam ke liye waste nahi karunga. Samjhe app.

Dadi pov.

Arey wah yeh hui na bat.. Mujhe kuch bolna hi nahi pada. Isko to mein ghar se nikalunga hi iske bacho ke sath. 😈😈😈

pov. end

Sidnaaz room.....

Sid ekdom frustrated ho ke room mein ate hai. Sana ekdom se sid ko itne dino bad dekh ke khush ho jati hai.

Sana - Excited hoke Sidharth ji mein na kab sa apka intezar kar rahi thi. Dekhiye humari betiya bhi apke intezar karte karte so gaye abhi just.

Sid just ekbar dekhta hai bachiyo ke taraf. But wohi firse uska dimag dil pe havi ho jate hai and chillane lagte hai.

Sid - kitni bar kahu tumhe jab mein ghar aau to rat ke kapre ready rehna chahiye. Kaha hai mere kapre? Kaha hai?

Sana - Dar jati hai and said m mein abhi nikal deti hu. App Zara dhire boliye na bache abhi abhi soye hai.

Sid - Ab tum bataoge mujhe kya karna chahiye kya nahi? Ha tu batayege?? Aur uski balo ko pakar kar khichte hai.

Sana cried and said plz chodiye dard ho raha hai plz aahhh ahhh ahhhhh plz ...

Janvi ji Sana ki awaz sunke daur ke room mein ati hai and shocked to see the scenario....

Janvi - Sidharth yeh Kaya kar raha hai chod usko chod. Usko lag jayegi chod.

Sidharth usko chod ke washroom mein chale jate hai but before that he said to janvi isko boliye apni aukaat mein rahe.

Sana just hugged her and cried.

Janvi ji - Hat jod ke Sana ko kehti hai mein mafi mangti hu tujh se uski taraf se.

Sana just shocked usne kuch nahi kaha.

Janvi - Bas beta shant. Sab thik hai dekh. Tu apne upar stress mat le doctor ne mana kiya hai na. Bache abhi uth jayenge.

Sana just said rat ho gaye hai mummy ji app jaiye mein sambhal lungi dono ko.

Janvi - Par beta tuu.... Cut off by Sana.

Sana - Mein karlungi. Mujhe abhi iski adat dalni hogi na. Ap jao.

Janvi half-heartedly left from there.

Kuch time bad sid washroom se wapas ake bed ke apne side pe so jate hai.

Puri rat Sana roti hai. Bacho ko sambhal ti hai akele. Kabhi floor pe baithti hai unko god me leke to kabhi balcony mein.
Puri rat woh nahi so pati hai.

Next morning woh subah uthke jaldi se fresh jati hai uske bad Sidharth ka kapre nikal ke ready rakhte hai.

As usual Sidharth ka same routine rehte hai. After lunch janvi and sana dono kamre mein bacho ke sath hai.

Janvi - Beta tune bacho ke liye nam socha hai kay?

Sana - Hai mummy ji maine soch liya..

Janvi - Arey wah yeh acha kiya tune. Beta woh maine na bat ki thi namkaran function ke liye par woh mana kar diya.

Sana - Koi bat nahi mummy ji. Beta hota toh karte.

Janvi ji just lowered her eyes.

Sana - Waise app nam nahi sunenge jo maine socha hai.

Janvi - bata

Sana pehle apni ek beti ko god mein leti hai and said yeh badi hai na dono mein se to iska nam hai RUHI SHARMA.

Aur ab dusri beti ko god mein leti hai and said meri choti beti ka nam hai PIHU SHARMA.

............................................................................................

Continue lendo

Você também vai gostar

64.7K 6.5K 53
Aaj tak tumne bahut si kahaniya padhi aur suni hogi . Kabhi Aisa hua hai ki hero hi apne pyaar ki jaan lene ke liye majboor ho ? Ek taraf vo usey pur...
47.6K 7.3K 59
What happens when two opposite poles get married.....on their families wish .........
248K 19.8K 97
Is it always so perfect as it seems? Are predictions always true? Does True love actually exists? . . Is the love of your life really your life? Befo...
202K 16.6K 65
This story is really close to my heart bcz its my first story.. I hope u ll like it... A story of innocent girl and arrogant boy..... Kbi kbi zindag...