UNWANTED RELATION ✅

By pratyashamustafi

102K 9K 867

Kya Sidharth ko kabhi samaj ayega ki betiya koi bojh yah fir manhus nahi hoti? Kya shehnaaz kbhi Sidharth au... More

Prologue
Character sketch
Chapter 1
Chapter 2
Chapter 3
Chapter 4
Chapter 5
Chapter 6
New story alert
Chapter 7
Chapter 8
Chapter 10
Chapter 11
Chapter 12
Chapter 13
Chapter 14
Chapter 15
Chapter 16
Chapter 17
Chapter 18
Chapter 19
Chapter 20
Chapter 21
Chapter 22
Chapter 23
Chapter 24
Chapter 25
Chapter 26
Chapter 27
Chapter 28
Chapter 29
Chapter 30
Chapter 31
Chapter 32
Chapter 33
Chapter 34
Chapter 35
Chapter 36
Chapter 37
Chapter 38
Chapter 39
Chapter 40
Chapter 41
Chapter 42
Chapter 43
Chapter 44
Chapter 45
Epilogue
New Story Update
New Story

Chapter 9

1.6K 146 5
By pratyashamustafi

In a normal day.............

At breakfast table.....

Sid - Dadi woh aj na shyam ko mere ek dost ne ghar pe invite kiya hai. Toh mujhe aur shehnaaz ko jana padega.

Dadi - Na chahte hue bhi hai hai kyu nahi lalla. Chale jana choti bahu ko lekar.

Sid - Mera nasta ho gaya hai mein chalta hu. Shehnaaz ready rehna tum.

Sana - Ji thik hai.

Aj sana bahut khus hai kyuki aj woh pehli bar apne pati ke sath bahar ja rahi hai.

Evening mein sid wapas ake direct apne room mein chale jate hai. Open the door and shocked to see the scenario.

Shehnaaz dressing table ke samne khadi hoke earring pehen rahi thi. She wear a red sari with golden zari blouse. Gale mein mangalsutra and the chain which Sidharth gifted her at their wedding night. Hath mein golden bangles and open hair. She is looking gorgeous. Sidharth just shocked to see this beauty infront of his eyes.

Sana - Woh maine apka kapre nikal ke rakha hai. Ap ekbar dekhlo agar apko pasand nahi aya to mein dusra nikal deti hu.

Sid - Nahi yeh thik hai. Mein fresh hokar ata hu.

Ready hokar dono niche jate hai.

Janvi - Arey wah kitni pyaari lag rahi hi meri bahu ekdam pari jaisi. Sambhal ke jana beta.

At friend's house.

Sidharth enter with shehnaaz and everybody shocked to see the couple.

Frnd 1 - Arey dekho bhai kaun aya hai. Aiye janab. Shadi ke bad to app dosto ko bhul hi gaye.

Sid - Are yaar aisi koi bat nahi hai. Kam thoda zada hai to isiliye. Aur inse mil yeh hai shehnaaz meri wife.

Frnd 1 - Namastey bhabi ji.

Sana - Namaste.

Frnd 1 - Ek minute mein apni wife ko bulati hu, sare ladies us taraf hai. Sikha idhar aao. Inse milo yeh hai Sidharth ki wife.

FW  - Namaste. Tum to bahut khubsurat ho.

Sana - Thank u.

FW - Chalo udhar chalte hai. Sare ladies udhar hai. Chalo.

Sana - Hai chaliye.

After so many days sana ne aj bahut enjoy kiya. Sabke sath sana bahut ache se ghulmil gayi thi.
Sid ne bhi aj enjoy kiya apne dosto ke sath. Sid bahut proud feel kar raha tha jab sare log uski wife ki tareef kar rahe the.

Sid - Thanks yaar tune bulaya. Bahut acha laga itne dino bad milke. Ab hum chalte hai. Shehnaaz chalo.

And they left for their home.

When they enter into their house they saw dadi sitting on the sofa.

Dadi - Arey ageye tum log? Kaisa raha udhar sab kuch?

Sid - Sab thik tha dadi. Par app abhi tak soye kyu nahi?

Dadi - Bas tujhse kuch bat karni hai. Choti bahu tum jao apne kamre mein.

Sana - Ji dadi and left from there.

sid - Dadi kya bat hai? Kuch pareshani hai kya?

Dadi - Lalla ab tujhe kya hi kahu? Umar ho rahi meri. Ab mein bhi tere bete ko dekhlu phir chain se iss duniya ko alvida keh dungi.

Sid - Dadi aisi batein mato karo. Ap humein chod ke kahi nahi jayenge.

Dadi - Jana to mein bhi nahi chahti beta. Par kare bhi to kya kare. Tu bas mera akhri khwaish puri kar de. Aur bhi ek zaroori bat hai beta. Tu na choti bahu par zara lagam laga. Din bhar ph pe mahi ke sath batein karti rehti hai. Arey kal to mujhe waqt pe dawai dena bhi bhul gayi thi (jhuti aurat). Aur na us mahi se zara dur rakh isko. Teri ma to kuch kehti nahi hai isko. Tu din bhar rehta nahi ghar pe. Iske upar lagam lagana bahut zaruri hai. Warna dekhna ekdin jay ke tarah tujhe bhi ish ghar se leke chala jeyega. Pehle to tu iska phone ka istemal band kar. Tu to itna chup rehta hai woh pura din apni man marzi karti rehti hai. Iss buri dadi ka kheyal bhi nahi rakhti.

Sid - Apne pehle mujhe yeh sab bataya kyu nahi?

Dadi - Kahi betati mein tujhe yeh sab.

Sid - Ap bilkul pareshan mat hoiye. Ab mein isko dekhti hu. Aur apko bhi bahut jald iss ghar ka waris mil jayega. Waise dadi yeh kya kya kam karti hai gher mein?

Dadi - Kuch bhi nahi beta sirf khana banati hai.

Sid - Thik hai ab mein dekhti hu isko. Bahut rat hogayi hai ab jakar so jaiye. Mein bhi chalta hu.

Next day at breakfast table.

Sid - Shehnaaz tumhara phone aj se mere pas rahega. Mein kam pe leke jaunga. Din bhar ghar pe tumhe ph ki koi zaroorat nahi hai. Aur hai ghar ka kharcha bahut bad raha hai to jo ghar mein jharu pocha karti usko nikalna hoga. To woh sara kam tum karogi.

Sana - Thik hai.

Janvi - Yeh tu kya bol raha hai? Woh akeli kaise karegi sara kam? Mein uski madat kar dungi.

Sid - Kaise karegi ka kya matlab? Ap sabne bhi to yeh kam kiya hoga. To wo kyu nahi karegi? Maharani hai kahi ki? Jo kam nahi karegi din bhar phone chalati rehegi.

Sana - Ji mein sab kuch kar lungi.

Sana pov.

Rona nahi ha sana. Kisliye ro rahi hai? Us pati ke liye jisne kabhi tujhe pyaar se dekha tak nahi. Ab jo hai yahi hai. Teri kismat bhi teri maa aur bhabi jaisi hai.

Pov. end

After breakfast sid and his dad left for factory and  dadi left for his room.

Janvi ji - Aja beta hum nasta karlete hai.

Sana - Mummy ji mujhe bilkul bhi bhook nahi hai. Ap khalo. Mein kitchen mein jakar dusra kam dekhleti hu.

Din bhar sana ne ghar ka sara kam kiya. Khana banana bartan dhona jharu pocha sab kuch kiya.

Aise hi din chalta raha. Sid ko koi fikar nahi hain apni biwi ki.

One fine day....

Sare log breakfast kar rahe hai.

S dad - Bahu zara chai le aao.

S dadi - Yeh itni alsi hai na kya hi batau mein.

Suddenly they heard a loud noise from the kitchen. Sare log Daur ke jate hai and dekhte hai ki Sana udhar zameen pe behos  padi hui hai.

Janvi ji - Key ho gaya hai meri Bahu ko? Sana uth beta. Koi doctor ko phone Karo. Sidharth isko room mein le chal jaldi.

Kuch der bad doctor ati hai and checking Sana. Baki sare room ke bahar wait kar rahe hai.

After sometime doctor room ke bahar ati hai and said ghabrane ki koi bat nahi hai. Aur ek khus khabri hai apki bahu pregnant hai.

Sare log bahut khus ho jati hai specially dadi but only for herself.

Doc - Par ek bat ka dhyan rakhna hoga aplogo ko. Woh bahut young hai and kamzor bhi hai to uska bahut ache se dhyan rakhna ho ga. Pressure bhi bahut low hai uski. Lagta hai thik se khati piti nahi hai and kam karti hai bahut zada. Abse full rest karna hai.

Dadi - Extra sweetly arey nahi nahi hum to Bahu ko beti banake rakhte hai. Ab kya hi bolu aj kal ki ladkiya bas patle hone ki piche padi rehti hai. Buzurg ki bat hi nahi sunte hai.

Doc - Ab mein chalti but acha se dhayn rakhna.

Janvi - Hai doctor mein pura khayal rakhungi apni bachi ki.

Dadi - Mubarak ho lalla. Tu bap banne wala hai. Hai mera itne dino ka arman ab pura hoga. Lalla ka beta iss ghar ka waris ane wala hai. Abhiraj beta ja Jake laddu bant. Choti Bahu ke maike bhi bhijwa dena mithai. Mein chali apne rishtedaro ke batane.

Sana sa mila bhi nahi aur chala gaya udhar se apne bete ko lekar. Janvi ji and Sidharth room mein jate hai.

Sid - Abhi tabiyat kaisi hai?

Sana - Ji thik hai.

Sid - Tum Aram Karo mein chalta hu.

Janvi - Tujhe pata hai na beta tu maa banne wali hai?

Sana - Ji mummy ji doctor ne bataya.

Janvi - Tu khus hai na beta ?

Sana - Bahut zada.

Janvi - Aj se koi kam nahi. Sirf Aram. Doctor ne bataya tu bahut kamzor hai. Bahut khayal rakhna hoga beta. Tu pareshan mat ho mein hu na. Ab tu aram kar mein tere liye kuch khane ko leke ati hu and left from there.

Sana pov.

Jab doctor ne mujhe bataya ki mein ma banne wali hu mujhe jeene ka ek wajah mil gaya. Aise laga yeh to Mera apna hai. Iss puri duniya mein ek Mera bacha hi hai jisko mein apna keh sakti hu. Aj mein bahut khus hu. Mein lakh dukh seh lungi mere bache ke liye.  Mere pati bas aa kar mujhse pucha ki meri tabiyat kaisi hai. Ekbar bhi mere samne apna khusi Zahir nahi kiya. Par mene unke ankho woh khusi woh chamak dekhi aj. Humara rishta itna kamzor hai ki hum ek dusre ke sath apni sukh dukh bhi share nahi kar sakte.

Pov . end

.......................................................................................

Continue Reading

You'll Also Like

78.7K 13.9K 46
In this world full of trendy and fancy relationships and so called situationships, how hard do you think it is to find true love? Meet Sidharth Shuk...
288K 21.7K 100
Despite being completely different from each other, the love they hide has no bounds which makes them go any limits for each other. Story of two b...
247K 19.7K 96
Is it always so perfect as it seems? Are predictions always true? Does True love actually exists? . . Is the love of your life really your life? Befo...
23.1K 3.6K 39
Sidharth shukla Shehnaaz gill Sidnaaz Love ❤story's sort