UNWANTED RELATION ✅

By pratyashamustafi

111K 9.3K 867

Kya Sidharth ko kabhi samaj ayega ki betiya koi bojh yah fir manhus nahi hoti? Kya shehnaaz kbhi Sidharth au... More

Prologue
Character sketch
Chapter 1
Chapter 3
Chapter 4
Chapter 5
Chapter 6
New story alert
Chapter 7
Chapter 8
Chapter 9
Chapter 10
Chapter 11
Chapter 12
Chapter 13
Chapter 14
Chapter 15
Chapter 16
Chapter 17
Chapter 18
Chapter 19
Chapter 20
Chapter 21
Chapter 22
Chapter 23
Chapter 24
Chapter 25
Chapter 26
Chapter 27
Chapter 28
Chapter 29
Chapter 30
Chapter 31
Chapter 32
Chapter 33
Chapter 34
Chapter 35
Chapter 36
Chapter 37
Chapter 38
Chapter 39
Chapter 40
Chapter 41
Chapter 42
Chapter 43
Chapter 44
Chapter 45
Epilogue
New Story Update
New Story
New story Alert

Chapter 2

1.5K 132 6
By pratyashamustafi

Next day at Sidharth's house

Pandit - Agle hafte vivah ka ek subh muhurat hai nahi to 8 mahine bad.

S dadi - Nahi nahi agle hafte hi thik hai. Lalla tujhe koi dikkat to nahi hai na beta?

Sid - Nahi nahi thik hai jaisa aap chaho.

S mom - Maa ji mein kya keh rahi thi yeh to bahut jaldi ho jayega. Itna sab kuch taiyari kaisa hoga? Aur ladkiwale se bhi to puchna padega na ki woh log raji honge ki nahi

S dadi - Kyu unse kyu puche? Hum ladkewale hai to jaisa hum bolenge waisa hi hoga. Abhiraj tu ph laga unko mein bat karungi.

S dad call sh dad and pass the phonevto dadi.

Sh dad - Hello kaun?

S dadi - Mein savitri bol rahi hu.

Sh dad - ji ji namaste

S dadi - Humne shadi ka muhurat nikalwa liya hai. Agle hafte shadi hogi aur aj se 3 din bad sagai karwa denge.

Sh dad - Ji ji bilkul jaisa ap kahoge. Hume koi apatti nahi hai.

S dadi - Thik hai fir abhi hum rakhte hai. Tairi suru karo baki ki bate bad me hogi.

Sh dad - Thik hai ji and cut the phone. Are kaha mar gaye sab jaldi aao.

Sana her mom and bhabi came from kitchen.

Sh mom - Ji kya hua?

Sh dad - Agle hafte shadi ka muhurat nikla hai. Taiyari suru karo.

Sh mom - Yeh aap kya bol rahe ho? Itna jaldi kaisa hoga sab kuch?? Meri bachi kaise itni jaldi woo.... Cut by dad

Sh dad - yeh koi dudh piti bachi nahi hai. Batein kam kiya karo. Tumhari rai nahi manga ja raha hai idhar. Saree jewellery jo bhi lena hai lelo baki mein aur suresh dekh lenge. Jao jake kam suru karo.

Sana ke mom aur bhabi kitchen chale jate hai.
Sana couldn't control her tears. Apne room jate time she heard something which again broke her heart.

Sh dad - Murmur to himself uffff ab jan chutegi isse, jab se paida hui hai bas manusiyat dikha rahi hai. Jate jate bhi paisa kharch karwa rahi hai itna. Shadi ke bad kabhi ane nahi dungi isko iss ghar mein.

Sana apne room jake door band karke bahut roti hai. Bachpan se usko sirf ma ke taraf se hi pyar mila hai. Papa ke taraf se sirf gali mar yeh sab hi mila ha. Tarasti rahi bap ke pyar ke liye. Jab shadi karke ja rahi hai kisi aur ke ghar tab bhi usko pyar nahi mil raha hai. Kehte bhai bahen ki raksha karte hai par shehnaaz ki case me to raksha karna dur kai bat hai usse kabhi thik se bat bhi nahi kiya. Yaha tak hat bhi uthaya us par. Ab shehnaaz ki zindegi mein ek hi umeed ha ki sayed uske pati usko woh pyar samman de, usko puri duniya se protect kare.

Today is engagement day.

Pura intezam sana ke ghar pe hai. Sana bahut nervous hai sath sath dari hui hai. Diya usko taiar kar rahi hai.

Diya - sana kyu ro rahi hai? Aj teri zindegi ki ek bahut khas din hai. Dekhna age sab bahut acha hoga.

Sana - Mujhe bahut dar lag raha hai bhabi.

Diya - Darne ki koi bat nahi hai. Jaldi se taiyar kar deti hu tujhe. Tera rajkumar ata hi hoga 😄😄

...................................................

S dadi - Chalo jaldi karo sab muhurat na nikal jaye. Bahu sab rakhlia na?

S mom - Hai ma ji sab taiyar hai.

S dad - Maa gari bhi ready hai. Lo Sidharth bhi agaya.

S dadi - Kitna pyara lag raha hai mera pota. Us ladki ki to kismat hi chamak gayi. Are bahu tune jay ke sath bat ki thi kya?

S mom - Hai ma ji.. woh uske office pe kuch zaroori kam hai to isiliye sidha shadi mein hi ayega mahi aur gudia ke sath.

S dadi - Pura kha gayi us ladki ne mere pote ko. Aise bhi kya kam hai ki apne chote bhai ke sagai mein bhi nahi aya. Log hazar batein banayenge ab. Agli bar jab ph kare to bol dena usko kam se kam zada din to ruk jaye isbar.

S mom - Ji bol dunga.

S mom pov.

Mein khud nahi chahti hu ki jay mahi aur meri gudia idhar zada din ruke. Itne tane kaise bardash karegi mahi. Aur upar se ma ji us choti si bachi ko bhi nahi chodte. Mujhe to fikar ab shehnaaz ke liye ho rahi hai. Uski to umar bhi kitni kam hai aur upar se Sidharth jay se bahut alag hai. Hey bhagban sab kuch sambhal lena.

Pov. end

.....................................................

Sh dad - Gate pe khade ho ke namaste Bhaisab namaste ma jii andar ayiye. Damad ji ayiya baithiye idhar.

S dadi - Apne intezam to acha kiya hai. Ab ladki ko bhi bula lijiye warna muhurat nikal jayega.

Sh dad - Ji zaroor...Bahu jao Jake shehnaaz ko lekar aao.

Shehnaaz came with her bhabi and she wore a pink colour lahenga.

Sidharth ke to hosh hi udd gaye Sana ko dekh ke. Usko ab proud bhi feel ho Raha hai kyunki ab woh Puri duniya ko dikhayega ki uski patni kitni khubsurat hai. Uske sare dosto ke patnio mein sabse zada khubsurat uski patni hogi jaise patni nahi koi trophy hai.

Sana aakar Sidharth ke pass baith jate hai. Soon they exchange rings and take blessings from everyone.

Continue Reading

You'll Also Like

47M 1.3M 37
Zoe is a rogue who is forced to attend a school for werewolves for a year thanks to a new law. There she meets her mate, a certain Alpha who holds a...
74.3K 6.4K 44
A love story with lots of emotions 💓
913K 89.3K 195
In my story Naina does fall in love with Sameer in school but not him. Naina and Sameer are both from Ahmedabad from the same school but Sameer neve...
554K 53.8K 128
This is a series of OS, on different events. Some imaginary and some related to real incident. Hope u will enjoy it :)