CRAZY SOULS

By sofss_17

47.7K 7.7K 1.6K

When one falls in love whose craziness matches with another.... A love story of giraffe and bakri More

✨ONE BIG MESS✨
✨THIRD UMPIRE 🏏✨
✨GIRAFFE AUR BAKRI KI BIKE✨
✨REVENGE PLANNING✨
✨REVENGE LIZARD FIRED✨
✨PAINING DISTANCE✨
✨ASKING HER OUT?! ✨
✨UNOFFICIAL GIRLFRIENDS✨
✨MYSTERIOUS DREAM✨
✨FALLEN FOR HER ❤️✨
✨DATE OF LOVE 💞✨
✨MY SPECIAL ❤️✨
✨THAT UNKNOWN FEELING✨
✨TIME MATTERS✨
✨THE ONE ACT ✨
✨THE LAST TIME ✨
✨I LOVE YOU✨
✨I LOVE YOU TOO✨
✨LOVE MEANS THE WORLD ✨
✨I BELONG TO HER✨
✨LAST NIGHT✨
✨SEPARATED HEARTS✨
✨THE LEAP✨
✨ALMOST SPILLED✨
✨THE RIDE BEGINS✨
✨WONDER SURPRISE✨
✨ONLY MINE✨
✨THE FINAL RIDE✨
✨HER RESPONSIBILITY✨
✨HER LIFELINE✨
✨THE PLAYFUL LOVE✨
✨LOVE, LIVE & LAUGH✨
✨APPROVAL & ACCEPTANCE✨
✨LOVE OR DECEPTION✨
✨THE FACE-OFF✨
✨CROSSROADS OF HEARTS✨
✨LOVE & WRATH✨
✨NEW ADVENTURE✨
✨DARK SEA OF SECRETS & REVENGE✨
✨THEIR WORLD✨

✨KHOOBSURAT BAKRI✨

1.1K 177 35
By sofss_17

A few days later,
Everything was back to normal. Barbie and Ayaan were busy with their argument and Karishma and Haseena in their argument.

BS: dekho saadu ye sab theek hai par Unhe pasand nahi hai.

AM: pagal ho kya hum chef hai. I know this better. Aur plastic ki doll tum kab se aye ji, oh ji, unhe karne lagi?

BS: arey saadu wo bahut ache hai... Tumari tarah nahi. Bahut hi caring aur kind.

AM: wo jo koi bhi ho. Aunty ne hume bola hai toh hum hi karenge decide and that's final.

BS: engagement humari toh humari pasand se hoga. Aur Arjun ko ye pasand nahi.

AM: kya tumhe kaan mein bol kar gaya wo?

BS: arey hum bol rahe hai na...

AM: hum suna hi nahi hai.

Haseena and Karishma were opposite to each other with the bike in between them, snatching the keys from each other.

KS: kal hum ne bilkul bike nahi chalayi toh ab hum chalaenge.

HM: subah ki turn humari toh hum chalaenge.

KS: par hum ne nahi chaliye uska kya?

HM: haan toh hum kya kare chudail... Aur raho Ghar par.

KS: haan sagai ki itni saari taiyari hoti hai. Bandar ki tarah gair zimmedar nahi hai.

HM: haan toh hum kya kare? Tumari galti. Subah hum chalaenge aur ye hum dono milkar fix Kiya tha.

KS: Jan Bhuj kar nahi kiya. Hume chalani hai bas...!

AM: aye tum dono dheere ladao. Hume disturb kar rahe ho.

HM: bhai and Barbie didi aap dono hume disturb kar rahe hai.

KS: theek hai phir presentation hum denge.

HM: arey ye kya baat hui. Pushpee ne hume bola hai.

KS: toh giraffe hum chalaenge bike.

Shehzad Mallik comes out of the house and four of them fighting. " Chup sab k sab!!", He screams so that they can hear.

Four of became silent instantly looking at each other. Haseena and Ayaan tried to butter their father.

AM: abbu ye Barbie..

HM: aur ye Karishma..

SM: chup dono! Humari baachiyo ko pareshan kar rahe ho dono.

HM: aap humare Abbu hai.

SM: Haseena! Unke k abbu k tarah hai aur humari baachiya hai wo.

Karishma and Barbie smirkes at Haseena and Ayaan and immediately made innocent faces.
Shehzad Mallik have been a father figure to the Singh sisters. Always loved them as his own daughters, same as Haseena.

AM: par Abbu...

SM: Ayaan tum sab se bade ho aur tum chote baacho ki tarah lad rahe ho. Barbie beta...

BS: ji uncle.

SM: hum par bharosa hai na?

BS: ye bhi koi puche wali baat thodi hai. Bilkul hai.

SM: toh hum menu decide karenge. Tum bilkul pareshaan mat ho... Aur saath mein Arjun ki bhi pasand yaad rakhenge.

BS: thank you uncle....

Barbie side hugs him and went her house after hitting Ayaan.

AM: dekha abbu aisa hi karti hai.

SM: ab tum dono.

KS: uncle ye giraffe hume dominate karne ki koshish kar rahi hai.

HM: aye jhooti chudail... Abbu nahi.

SM: beta tum bike lekar jao. Hume Haseena se kuch kaam hai toh vo baad mein aayegi.

KS: you are the best uncle... Huh bandar....!!

Karishma snatched the key from Haseena and goes to college on the bike.

HM: abbu yaar...

SM: hum bol rahe hai na, kuch kaam hai.

HM: kehiye.

SM: ye kuch papers hai jo urgently post karna padega toh jao aur karo. Uske baad college chale jana.

HM: theek hai.

Haseena took the papers and went to the post office. Due to some technical problem it took longer than usual. Around 1PM that the work was done. Haseena was really tried and she thought it was no use going to college for an hour. So Haseena home, tried and also she didn't have since the breakfast. After coming back, she had lunch and took a nap.
Later in the evening as usual gathered for playing cricket. The match was usually between the two captains Haseena and Karishma but today Karishma was missing.

HM: santu bakri kahan hai?

SS: college se nahi aayi.

BS: haan important notes lene Mira k ghar gayi hai.

"Vo khud topper hai pure batch ki... Sab usse notes lete hai aur ye Mira jaise bekar student se le rahi hai... Nahi koi toh aur baat hai. Ye chudail pakka phir planning kar rahi humare khilaf. Dekhte hai kal college mein.", Haseena thought to herself. " Theek hai aaj match Bhai aur Barbie di k beech.

CM: haan.

"Hume koi problem nahi hai. Akadu se puchlo... Uski ego na hurt hum se haar kar!", Ayaan said with pride.

BS: hume koi problem nahi. Aur dekhna chindi chor match hum jeetenge.

AM: haan haan dekh lenge.

Around 8pm, Haseena came to Pushpa ji with her books and laptop for explanation of a topic. Pushpa ji explaining her with some snacks while Santosh and Barbie were checking out dresses for Santosh on Barbie's engagement.

HM: arey yaar tumlog kahi aur jao. Hume disturb kar rahe ho.

BS: tum apna padho. Hum bhi kuch important discuss kar rahe hai.

SS: haan humara dress. Hume toh samjh nahi aa raha hai.

HM: vaise di hum aaj aap k Arjun se mile.

PS: kahan?

HM: hum abbu k kaam se post office... Hume piyas legi toh samne wale cafe cold drink liya tha aap k Arjun jiju vahi the unki dost k saath.

SS: jiju ko toh aap ko cafe lekar Jana chahiye tha.

BS: shyd kiski kaam se gaye the.

HM: haan... Kuch important discussion k liye cafe par mile the.

PS: bahut hi acha ladka hai.

BS: dekha santu...

Karishma enters the house in a jolly mood, singing song. She throws her bag on Haseena and shoes on two corners of hall.

HM: chipkali!!! Murder kar denge tumhara..... Pushpee..

PS: karu ye kya badtameezi hai?

KS: dehkiye Amma aaj na humara mood bahut acha hai... Hum ko aap k saath behas kar k mood kharab nahi karna.

Haseena threw the bag back at Karishma hitting her head.

KS: bandar... Kut dalenge tumhe.

HM: tum bas kaho. Kuch nahi kar sakte tum.

Karishma throws the cushion at Haseena straight into her face. Haseena gets up and runs behind Karishma.

HM: ab dekhte hai kutna kisse kehte hai.

KS: kal puch lena apni Misri se.

HM: haat chudail...!!

Next day at college,
Haseena comes to know from Misri that yesterday in their classroom, Karishma and a classmate, Rudra had a fight. He tried to eve-teased Karishma after she rejected him for accompanying him for the prom party and Karishma being herself beaten up him. After that fight Karishma was praised by all the girls for her move. After college Karishma and Mira went to celebrate it. That's the reason why was in good mood yesterday and came home late.

HM: bahut sahi kiya. Agar hum hote toh hospital poucha dete, chhodte nahi usko...

MS: haan yaar... Kal maine aur Mira ne uska full support kiya.

Rudra enters the classroom." Haseena!"

HM: aao aao... Pata laga tere karnaame k baare mein.

"Tum toh janti usko... Bekar mere saath ullaj gayi". Rudra stood in front of Haseena," Karishma tumari all time enemy and competitor hai. Right?!".

HM: uska aur humara rishta hi kuch aisa hai. Bachpan se humari ladai chal rahi aur akhir saans tak chalegi. Competition toh haar ek saath hota hai... There is nothing new in it.

"Aur main iss ladai tumara saath dena chahta ho. Saath mein milkar badla lenge usse!", Rudra said with evilness in his voice.

Misri was surprised by his sudden statement while Haseena was agitated but she didn't showed it. Karishma and Mira came back into the classroom to inform Haseena about the presentation, they saw Haseena and rudra together and hid listening to their conversation.

"Hum dono ek team banakar, usse saare badle lenge. Tumare, mere... Aisa sabak seekhenge ki zindagi bhar yaad rakhegi. Uss competition ko humesha khatam kar denge!", Rudra proposes his idea.

"Arey bhai tum kahan the itne time se... Pehle kyu mile tum, haan? Pehle milte toh ab toh karishma se saare badle lelete. Kya yaar tum ne late kardiya." Haseena said with happiness.

"Haseena kya bol rahi ho tum? Abhi toh tum...", Misri said getting surprised.

Both Karishma and Mira was shocked to hear this Haseena. Karishma knew Haseena could fight, tease and chase her on the silliest things but she can never hurt. Karishma was badly affected and hurt by Haseena's words.

Haseena interrupts," janeman hum yahi toh chahte the. Tum humari side par hi ho, don't worry... You are my best friend. Aur rudra deal... Aaj se hum partners."

"Ab gaya na ab sab karenge aur aaj aur abhi se hum partners!", Rudra forwards his hand for a handshake and agreeing to Haseena's deal 🤝.

Karishma and Mira were leaving when they heard rudra shouting pain. They immediately turns towards Haseena.
A few seconds before, Haseena too forwards her hand but not for a handshake, she held his hand, twisted it behind his and hit his legs, making him fall on the floor on his knees. Haseena was still holding his wrist firmly behind his back.

HM: humara aur bakri... I mean Karishma ka jo bhi rishta ho. But no third person is allowed in that. Hum chahe kitne bhi ladai kare ya ek dusre ko kuch bhi bole magar hum kabhi bakri ko hurt nahi kar sakte hai... Argh I mean Karishma. Humara jo bhi hai uss par sirf aur sirf humara haq hai. Tu ne souch bhi kaise liya hum bakri ko hurt karenge... Fuck I mean Karishma. Aur ye baat humare samne karne ki. Shyd kal ki maar tu bol gaya... Koi baat hum phir se yaad dilate hai. Misri... Call bakri.

MS: hasu...

HM: ab tum nakre mat karo aur bakri ko call Karo.

Misri saw Karishma and Mira at the entrance of the class. Karishma was blankly looking at Haseena. She was really overwhelmed by Haseena's words and Haseena's words made her heart flutter.

MS: Yahi hai Karishma.

HM: bakri idar aao.

MR: kya bhoot ki tarah Haseena ko dekh rahi ho... Jao vo bol rahi hai.

"Karishma I said come here.!", Haseena said in loud voice, ordering her.

Karishma went to her," kya hai?". She questioned as though she didn't have idea what was going on.

HM: kal tum ne isse kahan kahan maara tha?

KS: kyu?!

HM: Baako bakri... Zyada bhav mat khao iss time par.

"Hum bhav khate hai?", Karishma questioned being surprised.

HM: aur nahi toh kya... Kal pastry bheji toh weird expressions k saath kha rahi thi.

KS: haan kyuki hume lichi flavour bilkul nahi pasand. Tumhe pata hai phir bhi bheji. Humare liye black forest bhej deti. Lichi didi ko pasand hai hum ko nahi.

HM: chudail ka dimag sach mein kahi gir gaya. Isliye bolte hai sambhal kar udo magar nahi jhadu par baith kar nikal jati ho.

KS: kya matlab?

HM: tumare liye bheji toh thi double chocolate pastry.

"Hum ko nahi mili. Santu ne sirf lichi...", Karishma took a pause and understood that Santosh ate her pastry. " Chhodenge nahi santu ko. Usne humari pastry khali!!! Hume nahi mili. Tum phir se bhej na aur iss time tum khud hume dena warna vo dinosaur kha jayegi."

HM: haan theek hai.

MR: ye pastry ka order baad mein dena.

MS: abhi iska kya karna hai.

HM: arey isko toh bhool hi gaye. Sab ye bakri ki wajah se.

KS: ab hum ne kya kiya!?

HM: pastry ki topic kisne nikali?

MS: hasu yaar isko maaro ya chhodo. Kab tak tum dono ladai sunega.

MR: tujhe maar dijiye ya chhodiya jaye... Bol Thakur tere saath kya kiya jaye.

KS: giraffe chhodna mat isse.

MS: gabbar ne haath kaate the Thakur k.

HM: unfortunately ye nahi kar sakte.

MR: par tod zaroor sakte hai.

KS: haan ye best hai. Haath todo.

HM: saath mein pair bhi....

MS: phir biryani banate hai... Vahi serve karenge prom party par.

KS: ye idea final karte hai. Giraffe pehle haath todna phir pair phir biryani.

"Maaf kardo... Sorry... Aage se nahi karungi. Please...", Rudra pleads infront of the four of them.

HM: aage dekhne nahi chahiye tu humare samne.

KS: nahi... Giraffe kuto yaar isko. Itna sab kuch kaha usne.

HM: ek minute tumhe kaisa pata isne kya kaha?

KS: V... Vo... Hum yahan se guzar rahe toh sun liya. Aur ek second tumhe kaise pata ki hume chocolate pasand.

HM: kyuki ye chudail thodi modern hai toh pata hai ki isse meethe mein chocolate bahut pasand hai aur meethe mein haar cheez. Aur tumari favourite drink kahe?

MR: kya?

HM: humara khoon!!.... Roz ek litre khoon piti hai humare. Isliye toh itni khoobsurat hai ye bakri par hum phir bhi itne smart lagte hai.

KS: haan kyuki bandar ko farak nahi padta. Aur tum dimag khati ho uska kya?

HM: tumare pas dimag bhi hai?!!

KS: bhi hai se tumara kya matlab hai? Hum topper hai pure college k.

MS: chup dono. Phir se shuru hogaye. Iska kya karna hai pehle vo decide Karo.

KS: giraffe itni aasani se mat chhodo.

MR: tum dono cat fight dekh aur sunli usne uthna hi kaafi hai aaj k liye. Varna uske kaan se khoon niklega.

HM: nahi! Hum toh marenge.

KS: aur jaise hum bole vaise maarna.

HM: okay.

After a good beating they left rudra. He left the classroom, holding his injured arm and moaning in pain.







Continue Reading

You'll Also Like

12.7K 1.7K 18
सबर का फल मीठा होता है 😉 Stay tuned for more 😁
34.3K 4.2K 30
When a cruel, heartless,rude,wild Gangstar fall in for an angel.. Is it just lust or Love?🔥✨ Bakika andar Jake padhlo yaar☺️...
46.1K 3.9K 19
A love story of KAREENA but in a different style. Haseena who loves Karishma from her college time but Karishma is unknown about Haseena's feelings...
56.1K 6.2K 32
three shots love story doctor & ACP love story Karishma Singh & Haseena Malik, it's pure fiction love story..