Jaan Nisaar Hai

By anisha12kaira

56K 4.8K 412

This is a love story of a girl who has reborn and not a boy but a jinn who was waited for his love for centu... More

Introduction
Part -1 Intezaar
Part -2 Dreams
Part - 3 Dil ki Awaz
Part -4 Trip
Part -5 Nandini and Veer
Part -6 First Meet
Part -7 Villian
Part -8 Search
Part-9 Question
Part -10 Painting
Part -11 Kahani
Part -12 Angrakshak
Part -13 Veer and Anahita
Part -14 Family
Part-15 Wish
Part -16 Birthday
Part-17 Manik Anger
Part -18 Smile
Part-19 Feeling
Part -20 Nightmares
Part -21 Madness
Part -22 Danger
Part -23 Nandini save manik
Part -24 Realisation and Confusion
Part -25 Kidnap
Part -26 Trust
Part-27 Holi
Part -28 Plan
Part -29 Akhiri Mulakat
Part -30 Jinn
Part -31 Izhaar
Questions
Part -32 Search
Part -33 Nandini's Dad
Part-34 Secret door
Part -35 Evil Intension
New Story Update
Part -36 Is This End ?
Part -37 Twist in Story
Part -38 Jinn to Human
Nandini House
Part -40 Know the World
Part -41 Nandini's Birthday
Part -42 Party
Part-43 A Special Gift
Part -44 Opportunities
Part -45 Memories
Part -46 Proposal
Epilogue

Part -39 A New Beginning

901 93 4
By anisha12kaira

Manik , nandini , veer and Anahita comes to door in palace.
Nandini - Chale apni new life mein.
Nandini hold manik hand and veer hold Anahita hand and come out of palace.
Anahita - Pure 500 saal baad hum is Palace se bahar aaye hai.
Manik see the things .
Manik - Sab kuch badal gya hai yaha .
Veer - Par aap tension mat lijiye hum apke sath hai na sab kuch aacha hoga.
Nandini - Maine hum sab ki ticket book kar di . Hum yaha se sidha airport jayenge .
Anahita - Airport yeh word maine suna hai par yaha hota kya hai.
Veer - Woh tum waha chal kar dekh lena abhi chalein. Main taxi lekar aata hoon.

Veer go and come with taxi . Everyone sit in taxi and taxi go for airport.
Manik - Ye toh kamal ki sawari hai kitni tez chal rhi hai .
Nandini smile of this . Manik and Anahita see the city . Roads, buildings , peoples and many other things .
Anahita - Aaj tak humne sirf ye sab suna tha dekha pehli baar hai. Kitni badi badi buildings hai yaha .

Then everyone comes to airport and Anahita see the airport with amazed face.
Anahita - Kitni badi building hai yeh .
Veer - yeh airport hai.
Then everyone go inside the airport and sit in plane . After some time the plane is flying . Seeing plane flying Anahita is scared and hold manik hand tightly.
Anahita - ye kaun sa bird  hai jo aise fly kar rha hai.
Nandini - Anahita yeh bird nhi hai ise aeroplane kehte hai . Yeh hume ek city se dusri city bahut jaldi pahucha deta hai.
Manik - 500 years mein logo ne kitna kuch kar liya hai . Matlab ab insan bhi ud sakte hai .

After some time plane is land in mumbai and everyone comes out of mumbai airport.
Nandini - Chalein.
Manik - Kahan
Nandini - Mere ghar aur veer tum bhi mere sath chal rhe ho .
Veer - ok.

Then everyone sit in taxi and comes in nandini house .

Nandini house

Nandini come his house and meet his parents . Manik and Anahita amazed to see nandini dad .
Anahita say in manik ears.
Anahita - Manik bhai yeh toh bilkul maharaj raisen ki tarah hai .
Manik - Haa

Nandini dad see manik , Anahita and veer .
Anshuman - Nandini beta yeh log kaun hai .
Nandini - Dad yeh manik hai aur yeh iski behen Anahita hai aur yeh veer hai mera bhai.
Nandini mother Swarna comes there with water .
Swarna - Tumhara bhai matlab hamara beta . Nandini humara koi beta bhi hai aur humein hi nhi pata.
Nandini - Mom relax main apko sab kuch batati hoon. First aap log inse miliye toh.

Manik , nandini and veer comes and touched Anshuman and Swarna feet .
Then everyone sit in sofa and nandini tell everything to his parents . Listen all of things nandini parents is shocked.
Anshuman comes to manik .
Anshuman - I am proud of you. Tumne jo kiya hai woh koi nhi kar sakta .
Then Anshuman hug manik and Anahita.
Swarna  - Veer come here .
Veer go to Swarna .
Swarna  - You know what jab nandini choti thi tab nandini sirf apne papa ke sath rahti thi tab main humesha sochti thi kash mera koi bata hota jo mere side hota and see god ne aaj meri wish puri kar di aur mujhe ek beta De diya .
Listen this tears comes in veer eyes and he hug Swarna .
Manik - Uncle this is true ki main aur nandini ek dusre se pyar karte hai but main abhi nandini ke layak nhi hoon . Isliye main abhi nandini ko apse nhi mang sakta but I promise ki main bahut jaldi nandini ke layak ban jaunga .
Anshuman - I am really happy ki meri beti ko itna pyar karne wala insan mila hai. Nandini tumhari hi rahegi .
Swarna - Accha chalo nandini sabko unka room dikhao aur sab jakar fresh ho jao tab tak main khana lagati hoon.

Then everyone go to there room.

Continue Reading

You'll Also Like

155K 5.1K 14
MATURE story! Manan arrange marriage story! But with a Mature twist Short Romantic Story
97.5K 8.4K 17
An arranged marriage tale with a mix of family drama and siblings bond.
7K 893 18
This is a magical and suspenseful love story.
19.3K 1.7K 28
This is a historical love story show that how you support your partner in every situation. so let's see a beautiful love story of Manan.