Neeya looks at her surprised,"Maine koi majaak kia kya?" "Lagta h teri Ma ne tujhe bataya nhi. Ye ghar aur tere baba ki jitni bhi jameene thi, sab tere pishe ke naam ho gi h." Neeya looks on shocked. "Aur is hisaab se tum aur tumhari vidwa ma is ghar ki mehman h. Aur agar is ghar mai rehna h, to humare hisaab se rehna hoga. Samjhi!?" Neeya looks at her Ma who wasnt able to look at her daughter. "Ma...ye sab....kya h ma?" "Neeya. Mujhe is baare mai koi baat nhi karni." And she leaves from there.

Neeya was thinking about the whole situation when her thoughts were distributed by someone calling her..
"Neeyyaaaa!!!.." "Sampoorna!?" She walks out of the kitchen to find Sampoorna with her husband, Saurabh standing and lookibg at her excitedly. "Sampoornnaaaa!!!" They runs and hugs each other. Saurabh looks at them in awe.
"Chalo. Aaj poore din kuch to accha hua." Sampoorna looks at her questioningly. "Kuch nhi. Chodho." She turns to Saurabh. "Namaste jamai babu." "Namaste choti malkin." Saurabh says smiling. Neeya looks behind her. "Yaha to koi choti malkin nhi h jamai babu." "Choti malkin....mai apko-" "-mujhe! Na baba na. Aap koi glt ghar mai aagae h. Chalie. Apni choti malkin ke paas jaie." She teasingly push him out. "Mera naam Neeya h aur apke lie bhi mai Neeya hi hu. Agar apni choti malkin se milna h, to wo to yaha nahi h." She says keeping hands on her waist side. "Accha...maaf kar dijie mujhe Neeya Ji!." "Nee-ya-. Sirf Neeya." "Theek h Neeya. Khush.'' Saurabh says joining his hand. "Bahut!" Sampoorna smiles at them.

************

There, after few moments, Anirudh reach to Neeya's home. "Jamai babu!?" Sujata, looks on. "Aap yaha?" She ask surprised. "Ji namaste!" Anirudh takes her blessings.. Anirudh looks around here and there.
"Neeya ko dhoond rhe h?" Sujata ask him smiling. "Nhi...ha...mera mtlb..kahi dikh nhi rhi h." "Dikhegi kaise? Andar h wo. Aur apse subah se gussa h. Mooh phulake baithi h." Anirudh sighs. "Janta hu. Galat kia maine....Mai mil skta hu...?" "Ji q nhi? Pati h aap uske...aaie"
Pati. Yes he is her husband and it's high time to accept this fact. Even if he want, he can't change the fact that he married her. And, very well, hearing "uske pati h aap" brought some kind of warmth in his heart. He actually felt good.

"Anirudh babu!?" Saurabh approaches him bringing him out of his thoughts.
"Saurabh! Tum yaha?" He ask surprised and hugs him. "Mai Sampoorna ke sath aaya tha Neeya se milne. Aaie. Dono andar hi h." Anirudh nods and walks in.

"Are jamai babu!" Prakash comes to him,"Nomoskar..mai Neeya ka pishe. Mujhe laga aap aenge hi nhi...akhir apki mitra duvidha mai jo thi..." He taunts him. Anirudh looks at him sternly.
"Ji thi. Par ab wo theek hai aur waise bhi, meri patni jaha hogi, waha mai bhi hounga. Ummeed hai mere aane se koi takleef nahi h apko." "Are nhi nhi Anirudh Babu bilkul nhi-" "-shukriya."He joins his hand and goes in.

***************

"Pata h tujhe. Kitna jyada Khadoos h. Yr itne Khadoos to baba bhi nhi hote kisi ke. Aadhe se jyada waqt to shant rehte h lekin jab bhi bolenge, to gussa hi nikalte h." Sampoorna looks on and goes to kitchen chuckling.

There Neeya didnt know that he was here and coming to her room, and she was busy in mimicking and complaining about Anirudh to Sampoorna.

Neeya frowns and sits on her bed. "Mujhe to itni gussa aarhi h.....Pehle Anirudh ji aur ab ye log...Hey dugga Ma..saare khadoos aur aise rishtedaar mujhe hi dene the kya apko.." "kya badbada rhi h akele mai?" Sampoorna ask entering room with some sweets and a glass of water for both of them.

"Kuch nhi. Bas gussa arhi h. Tumko pata h. Jo Anirudh ji h na, wo jaise dikhte h waise bilkul bhi nhi h. Naak pe har samay gussa rehta h. Khadoos h bahut bade wale. Pata nhi kab bhadak pade." She complaints in one breathe.
"Shh..aisa nhi bolte pati ke baare mai." She interrupt and scolds her. "Q? Patni ko sab bole aur pati ko kuch nhi. Aur mai glt keh rhi hu kya. Mtlb shaadi se pehle wala roop aur ab uske baad wala roop...hai dugga..kitna antar h pata h tujhe. Chillate rehte h har samay. Are janti hu ki Saudamini didi ki tabiyat kharab h aur maine thode na kaha tha chalie. Maine yhi bola ki aap rhie mai bhi ruk jati hu. Ek baar theek ho jaengi di, tab chalenge. Par nhi. Maanna kaha h inko. Sirf apni chalate h. 'Mai nhi chahta meri wjh se ruko. Jao tum. Maine kaha na jao' (she says mimicking her husband) itna kaun chillata h. Pyaar de bhi to bol skte h na. Pata h, mujhe lagta h unki dictionary mai Pyar wvyar hai hi nahi to bolenge kaha se." she says fuming in anger folding her hand.

Neeyarudh:- Between Love And Revolution(SlowUpdate)Where stories live. Discover now