Ajitabh: Us dusre dushman ka bhi pata chal jayega jab yeh Karan humare haath aayega aur yeha kuch gadbad na ho jaye isiliye yeha kuch police duty mein rahenge toh aapko ab chinta ki koi bhi jarurat nhi

Mahir: Aap please us Karan ko jaldi pakar lijiye

Ajitabh: Ji ji bilkul

Then Ajitabh left from there

Mahir still could not believe that anyone could do this to his Bela. Then he went back towards the ICU, by that time Sumi and Andy had also reach there and Sumi was consoling Nisha

Ronit noticed that Mahir was in tension

Ronit: Mahir beta kya huwa ?

Mahir then explained everything to them and leaving all the elders in shock

Andy: I hope police usko jaldi se Karan ko pakar le taki uske saath aur kon hai jiske kehne par Karan ne accident kiya woh mil jaye

After 3 hours, operation was done and the doctor came out

Ronit: Doctor ab sab thik toh hai na

Doctor: Not really, dimaag mein chot lagne ki wajah se Dr. Bela ki memory loss bhi hone ke kai guna chances hai. Ab memory loss huwa hai ya nhi woh toh unke hosh aney ke baad pata chal sakta hai

The word Memory Loss broke everyone's heart specially Mahir

Doctor: Arey haa pehle humney dhayan nhi diya tha par Dr. Bela ke pass yeh pendent mila unke hathon mai tha, yeh lijiye

Doctor gave that pendent to Ronit and left from there

Nisha: Yeh Bela ke pass woh toh ghar mein tha na

Ronit: Nhi Nisha, Bela kuch din pehle hi yeh pendent aapne saath le gayi thi usko kuch changes karwana tha Adya ke liye

3 days ago

Ronit was waiting for Bela in his car. Bela came and sat in the passenger seat

Ronit: Bela itna late, tumhe pata hai na mujhe late ho raha hai phir bhi apne papa ko tang karti ho

Bela(cutely): Sorry papa aapko pata hai na aapki choti princess woh mujhe chhor na hi nhi chahti isiliye aney mein late ho gaya

Ronit: Acha yeh baat hai toh koi na ji chalta hai

Bela(putting her hand on her mouth): Hawww papa bhed-bhaw

Ronit: Na ji na puttar isey bhed bhaw nhi kehte isey toh pyaar kehte hai, jab aap humare jagah aaogi tab pata chalega

Bela: Uske liye toh bohuttttt time hai Papa, ab chale aapko ab late nhi ho raha

Ronit: Ji ji ma'am abhi chalte hai

Then he started the car, while driving Ronit's gaze fell on the box which was Bela carrying with her

Ronit: Yeh haathon mein kya hai

Bela: Woh yeh, isme mera woh bachpan ka pendent hai jisey maine Mani di ko diya tha aur unhone Adu ko diya tha na. Toh maine socha ki ab Adu ko pehna deti hu.

Lekin na iska chain kabhi long hai aur Adu ke liye jyada bada ho jayega toh mai isey short karwa dungi aur isey na thoda customized karwaungi

Ronit: Customized ?

Bela: Haa iskey piche ABS lihwaungi Adya Bela Seh... Sharma taki woh humesha Adu ka hi rahe

Ronit: Great idea

Ab Tum Hi Toh Ho ✓Nơi câu chuyện tồn tại. Hãy khám phá bây giờ