She Is Here

1.1K 67 10
                                    

No now Abir will not hurt her more he has already been constantly hurting her she might have been so lonley, so afraid, so hurt, so shattered, so broken, so sad, so lifeless he cannot do that again atleat when she is not with him in this world nit at all. He will not hurt her more.

"Bhai aap jante ho na ki bhabhi sirf aapki kushi chati thi to plz kya aap bhabhi k liya, kush rahe pao gay, aur kisi k liya na sahi par bhabhi ki kushi k liya, kyuki unki kushi to aspki kushi hai na, bhai...... Aap samajh rahe hona ki main kya bol raha ho.... Aap hi bolte ho na ki bhabhi aapka peecha kabhi nahi chodne wali ....... To abaap hi socho ki bhabhi aapko dhek rahi hogi vo to aapke pass hi hai........ Dheko yeha" pointing at Abir's heart Atul pacified Abir.

Abir understood that his Mishti might be in pain and he has to stay strong for his angry chorni, he has to be strong for badima, bade papa and for mishti, he just held his ears with both his hands and apologized.

"mishti sorry mujhe maaf krdo plz,(the glass kept on the dining table fell and shattered in pieces just like his broken heart)........ mujhe pata hai tum naraz ho, mujhe pata hai main stupid ho, pagal ho, par ab main strong bano ga, only for u, sirf thumare liya yeh Abir Rajvansh jee a ga, sirf thumare liya hase ga, jaisa tha, vaisa hi rahe ga, kabhi bhi nahi badle ga, but plz tum shant ho jao na aab to tum aur bhi powerful ho yaar ab vo sundar wali souls may jo shamil ho gai ho "he tried to lighten the situation but failed miserably and ended up crying.

" kuhu aaj surf thumari wajha say mere bhai ki yeh halat hai, i hate u aur tum na ek baar bhi nahi sicha ki bhabhi ko kitna dard houa hoga, vo...... Vo unki vo chikhe aabhi bhi mere kano may goonj rahi hai.... Vo tadap rahi thi aur tum kitni kush ti........ Just get out yaar.... Nikal jao mere life say..... Mujhe thumari shakal bhi nahi dhekni just get out ,........ Get out of my life......i hate you and myself i hate you,.... Pata hai bhabhi nahi maine maa ko aaj thumari wajha say kho fiya pata hai vo mujhe tab guide krti thi jab main aapni maa say baat nahi kr pa raha tha tab vo thi mere pas vo mujhe batati thi ki jo bhi situation hai use kaise handle krna hai, kaise main bina apni dono maa ko hurt kiya bina kuch kro..... Pheli baar mujhe koi ek maa jaise samjhne laga tha varna, mere ek to bas mujhe zimadario say overload krti tji aur dusri ma ignore krti thi aur jab ek maa jo mujhe zimadariya nahi ki balki, bhai aur mere pyari pyari yaado ko yaad dila kr ka hasati thi mujhea ignore nahi mujhe samajhti thi to aaj tumne mujh say vo maa bhi chern li, i hate i hate for that kuhu shayad tum kabhi nahi dhek pai but vo humesha thumari bhi kushi hi chati thi vo........ To tum thi jo kabhi unhe accept nahi kr pai.......................................... tumne kya kaha tha abhi yaad hai na jab family thumari, sasural thumara to phir bhabhi na tumse cheena kya, kuch bhi to nahi " kunal was in tears.

" nanko kuhu kahi nahi jaye gi vo yehi rahe gi, vo is ghar ki bahou hai usne jo bhi kiya vo galat hai magar ab bas main nahi chata ki Mishti ko koi bhi blame kra aur yeh hum sab jante hai ki kuhu phir is sabke liya Mere Mishti ko hi blame kra gi so ab bas koi bhi mere mishti ko blame nahi kra ga, ab jaha bhi hai vo bas kush rahe aur hai koi bhi kuhu ko kuch bhi nahi bole ga galti mere thi, tu saza kuhu ko kyu maine kuhu ko bachaya tha pechli baar aur use ignore bhi maine kiya but plz koi bhi kuhu k sath weird nahi behave kra ga sab jaisa tha vaise hi chale ga aur haa koi bhi police ko is sab k bare may inform nahi kra ga varna phir ek baar is sabka liya mere mishti ko blame kiya jaye ga aur vo ab mujh say shehan nahi hoga "Abir said strongly stressing on Mishti being blamed..

Abir started walking towards his room when kuhu held his wounded hand and said" thank you bro, thanks a lot " Abir just shuddered her hand and said in cautionary tone" dare call me that ever again, u r not, my bro u, u r a murderer, a murderer who brutally murder me and my wife, and ya don't forget now she is everywhere and can get u anywhere, so plz be aware that she is here around us all the time looking at us, assuring our safety. "Abir said and left behind a fear in kuhu that mishti may take her revenge cuz now she is invincible, cuz she is not a human anymore she is now a soul.

Mishbir :Tujhe Bhula Diya Hikayelerin yaşadığı yer. Şimdi keşfedin