The Past!

9.7K 787 93
                                    

Next Part - After 365+ VOTES And 60+ Comments.. 😉




No Manan Scene.. Sorry For that but this Part was v much Needed..😊





Chapter :- 33




Swati's Room :-





Swati Continue, " hum apne Mussoorie ke ekk College main the jbb ekk ladka hamare College Main.. Jo ekk devil se kum nhi tha.. Ishita Already Warn Me to away from him as Her instinct was Warning Her. Maine bhi vaisa hi kiya kyunki main khud dekh skti thi ki voh kaisa tha sabhi ldkiyon ke saath.. He behaved with girls as if Girls Were Trash for him.. He tried to Seek my Attention but I Never which was fault to his Ego as Girls Never reject him.. After he that he was silent never Comes infront of us and We were relieved not seeing him Around us.. And after some days two more Boys who was brothers got their admission in college.. Voh dono bahout hi ache the.. Raman And saransh tha unka Name.. Raman toh ishita ko pehli nazar main like krne lgg gya tha aur saransh aur main hamara bahout jhagde hote the.. Mujhse Flirt krke voh meri sir dard bun chuka tha.. Bolne ko main usse hate krti thi but mera dill achese jaanta tha ki main usse kitna pyyar krti thi bss Realization thodi late hui thi.. Voh flirt flirt main hi voh kbb sach bol jata tha mujhe ptta hi nhi chlta tha.. ", She Chuckled with Wet Eyes,Manik Smile Hearing all this.

" aur dusri taraf ishita and Raman apna love Confess kr Chuke the bss hum idiot hi rehte the.. Fir valentine walle din saransh ne mujhe purpose kiya aur maine bhi tabhi hi realize kiya ki main kitna pyaar krti hun usse.. Un dino Voh Insaan college main tha hi nhi.. Humne usse kabhi dekha hi nhi tha aur na hi ussne kuch kiya aur humne bhi Raman aur saransh ko uske baare main nhi btaya.. Fir college ke baad humne shaadi krli..hum Saath hi rehte the aur woh dinn bahout hi yaadgaar the manik..Ekk Saal baad ishita got pregnant With Viraj.. ", Swati Closed Her Eyes and tears Rolled down while remembering Nandini's Elder Brother.

" Nandini ka bhai bhi tha? ", Manik was Shocked while swati Nodded her head Positively.

" viraj.. He was so cute or sbse pehle maine usse apni arms main liya tha jbb uska janam hua tha.. Uske aanese ekk alag hi khushiyaan aagyi thi ghar main.. Hum uss insaan ke baare main jaise bhul hi gye the.. Or Phir 4 saal baad mukti kaa bhi janam hua.. Bahout hi khush the hum sbb.. Aur phir mukti jbb 2 saal ki thi toh saransh ka accident ho gya aur vo.... ", Swati unable to talk more as she couldn't able to Name that her husband died in that accident.

" main bahout hi tutt chuki thi mere saransh ke jaane ke baad pr maine mukti ke liye apne aapko ko sambhala.. Main orphanage chlla rhi thi ishita ke saath jo humne college ke dinno main start kiya tha or iske baare main sirf raman and Saransh jaante the.. Aur main jbb ekk din orphanage se ghar jaa rhi thi toh mujhe ekk car ne rok liya I was so Scared as it was night and who could stop me at this hour!? Main nhi jaanti thi jiss insaan ko hum totally bhul chuke the voh hamari zindagi main phir aa jayega.. Wohi insaan jissse mujhe ishita ne dur rehne ko kaha tha.. Uss din ussne btaya ki voh mujhe kuch bhi krke haasil krke rhega kyunki main uska junnon ban chuki thi.. Main bahout hi dar gyi thi usse milkr.. Maine kisibhi tarah ishita ko apni location Send ki.. Ussne mujhe harass krne ki koshish ki but raman and ishita ki vajhe se main bach gyi.. Police ne usse arrest krliya but usske ekk revelation se I was shattered.. My whole Words shattered.... ", She Cried while manik take her in his Arms consoling her.

" Shh.. Agar aap chaho toh hum baki baad main baat kr skte h.. ", Manik Said seeing a crying mess lady in his Arms.

Swati broke the hug and wipe her tears and looked at him and Said," nhi manik.. Bahout mushkil se himmat jutta paayi hun.... Abb agar main rukk gyi toh shayad ohir kabhi nhi bol payun.. Or main thik hun.... ", Swati Said with little Smile.

" toh kya kaha usne!? ", manik ask.

" ussne kaha - he was the only one who was the reason of saransh's accident.. Main bahout dar gyi thi manik.. Main nhi chahti thi ki voh meri mukti ko bhi kuch krde.. Toh maine Usse London bhej diya jbb voh 5 saal ki thi apni ekk friend ke paas or phir maine usse aane hi nhi diya wahan se.. Mujhe lgga uske jail jaane se sbb thik ho jayega pr aisa kuch nhi hua.. Jbb Viraj 9 Years ka tha Tbb hamari nandini ka janam hua.. Ishita bahout Tense thi ki kahi kuch ho na jaye usse toh ussne tabhi mujhse wadda liya ki agar unhe kuch ho gya toh main nandini ko aapne saath le jayun kahin dur.. Nandini ke janan ko abhi kuch hi din hue the ki main hamare ghar ke paas kuch anjaan ldko (men) ko dekha.. Mujhe kuch bhi sahi nhi lgg rha tha toh maine nandini ko ekk Cloth main carry krke ghar ke back Door se nikal gyi binna unki nazar main aaye.. Aur nandini ki jagah maine koi doll rkhdi.. Uss Waqt Raman ishita Viraj ke saath bahar gye hue the.. Jaise hi main kuch Steps ghar se aage chlli hamara ghar burned.. Main kisi bhi tarah apne friend ke ghar pahounch gyi.. Maine wahan jaakr kitni baar ishita aur raman ka phone try kiya pr unka out of reach aa rha tha.. Mujhe bahout hi ajeeb lgg rha tha manik.. Phir mujhe ptta lgga ki Raman, Ishita and Viraj ki Car blast main Death hogyi.. Main kuch nhi krski.. Unko main nhi bacha skki.. Unki maut ki sirf main zimewar hun manik.. Issi wajhe se main Nandini ko Mumbai le aayi.. Aur orphanage ki yahan bhi branch thi toh main yahan se orphanage ko aage bdhane lggi.. Nandini ke khone ke darse maine nandini ki home schooling krayi.. ", Swati Cried in Manik's Arms while Manik was also in Tears.














































PRECAPE :-


" Main Chahti hun ki tum meri nandini se aaj hi shaadi krlo please.. ", Swati requested with tears in her eyes as She Can't afford to let her nandu, her princess hurt in any way from that person. Leaving a shock as well as happy Manik.

















Phewww!!!!

Finally done with the past.. *wipping off my sweat*

So, How was the Part!?

Who was the Evil Person!?

What you guyz Feel About Ishita, Raman And Viraj!?

Excited For Next!?😝



Please Do VOTES And COMMENTS😇💕

Manik Ki Jaan💟✅¦¦Watty2020¦¦Where stories live. Discover now