Epilogue 4

1.4K 81 12
                                    

A- shivaay aap ko yaad hai apne kis tarah poore duniya ke saamne kaha tha ki aap ko nkk matter nahi karta

Flashback

Anika won the award of best young business woman of the year.

So there was the party in OM

few reporters took shivika's interview

Re- Mr. Oberoi aap ko nkk bahut important hai Iss liye aap Mrs. Anika se batch hua hai kyonki wo Ms. Raizada hai. Agar wo sirf anika hoti bina nkk tho aap unne kabhi nahi apnate haina.

Shivaay turned SSO now

S- hold your tongue Mr. And mai nkk per yaakein karta tha and mai galat tha.
Mujhe koi farak nahi padta hai ki anika kaoun hai and kaha se ayi. Kyonki jab insaan hamare zindagi mein aata hai tho dil pe uss insaan ka naam likha jaatha hai khandan ka naam nahi. And doosri baat mai apni anika se bahut pyaar karta hoon iss liye mujhe uss ke nkk na koi farak padta hai. Agar anika anadh bhi hota na tho mai tab bhi anika ko apna letha. Kyonki wo jo bhi tha lekin akir mein tho sirf meri anika hai. Shivaay ki anika. Iss liye stop this nonsense.
Ar- haa I think we should continue the party 🎉

Later everyone enjoyed the party

Flashback ends

A- such batavu tho mujhe uss din se mujhe aap se aur pyaar hogaya
S- really
A- hmm I love you bagad billa
S- I love you too panika

Please vote and comment.

meri dhadkan (Completed)Where stories live. Discover now