The Battle Think...

446 99 21
                                    

(tauji naina ko leke waha se chle jaate hain.. Sameer wapis upr aata hain toda dara sa face ke sath...)

Munna - Sameer kaha gaya tha and dara hua kyu hain?? 🤔

Pandit - Priti music band kr..

Priti - Sameer kya hua and naina kaha hain.? 😐

Sameer - wo naina.. 😣😣

Anjali - kya hua sameer please bolo..

Sameer - wo naina ke tauji ne dekh lia naina or muje ek sath.. 😥

Priti - kya... 😨 tauji yaha hotel mai thy.. 😨😨😨😨

Sameer - haa... 😥

Priti - oh god!!  Tauji yaar shit naina...tauji bhutt stick hai yaar.. Muje ghr jana hoga naina akeli hai waha.. 😑😑

Sameer - please Priti tumne aajtk bhut help ki hain iss bar bhi tumhe hi naina ko bachana hoga.. 🙏

Priti - kosis krti hu sameer... Lakin mje phele yh btao.. Tum niche kya krne gy thy..

Sameer - wo... 😥 galti ho gai..meri hi galti hai sab.. 😥

Priti - kya glti kya kia tumne.. 😳

Sameer - wo maina naina ko niche le gaya tha sayad todi chdd gai thi muje... Main naina ko kiss krne gaya tha tbhi tauji ne sab dekh lia.. 😥😥

Munna - tu yaar tujse toda intzar nh hota kya.. 😤 sameee yaar hadd hai.

Priti - Sameer... 😤 mana ki tum usse pyar krte ho or mne tumhe hmsa respect di hai.. But aaj tumne acha nh kia mai bhut naraj hu tumse or ja rhi hu yaha se.. 😤😥

Swati - Priti sun toh... 🙁

Sameer - Priti... 😥

(and priti waha we chli jaati hain..)

Munna - Sameer jo ho so gaya naraj toh mai bhi tujse tha but tera sath bhi dena jaruri hain.. Chl naina ke ghar aaj sab kuch bata dete hain...😈😈

Pandit - tu kya pagal ho gaya hain..waha jaynge toh maar dalenge wo hume..

Sameer - munna thik keh raha hain.. Aaj naina ko meri jarurt hain.. Mai use akela nahi chod skta.. 😥

Munna -  thik hain.. Swati tu ghar jaa, mai baad mai milta hu tujse...

Swati - nahi munna mai bhi chalungi.. Naina ko meri jarurt hain... 😥😥😥😥

Sameer - nahi swati jada log nahi mamla khrb ho skta hain munna samja na...

Munna - swati fiker mat kr, hum hain na, naina ko kuch nahi hone denge... 😈

Swati - thik hain... 🙏

(than, sameer munna pandit waha se nikla jaate hain..)

Ek Kahani..! Where stories live. Discover now