aww my cute sweet wife nandani so sweet

2.4K 140 8
                                    

part 36

Teri chaht ke di wane hue hum "

nandani ke ghar manik ka rokne Manan moments ab aage.

manik nandani ke sath ghar aata hai.
nyu _ aagaye dono raste main koi pareshani to nahi hui na dono ko.
manik _no mom sab thik hai ab don't worry. .
navya _nandani aao rat ke liye Ji dress li hai ose ek baar chake karke koi pareshani na ho bad main.
nandani _ maa main jaao.
nyu _yes beta jaao isme pochhna kya she is your sister and jethani also. maire baad ghar main sab se badi hai ye.
nandani _Ji mom chaliye di.
dono chali jati hai aur manik ose jata hua dekhta rehta hai.
nyu _manik she is comfortable na with you.
manik _ya mom don't worry she is very understanding girl main to Dar raha tha par Osse milne ke baad laga woh innocent si dari hui ladki hai jo apni dost on ke sath jo kuchh hua Osse aaj tak bahar nahi aa saki hai..
nyu _aur tumhe ose oss sab se bahar nikal na hai beta.
manik _ya mom main janta hon issliye har step main hi aage le raha hon oski marji ke bina.
nyu _beta kahi naraj na ho jaye.
manik _no maa I am manik malhotra sab hendel kar longa main main abhi room main jata hon waha nind hi nahi aayi mughe achhi tarha se.
nyu _oh really beta face se to nahi lag raha ki tum soye nahi ho fresh lag rahe ho bahut. .
manik _mom aap bhi na.
idhar nandani navya ke sath room main aati hai aur dress chake karke dono behne a beer aur sameer se khelne lagti hai phir nandani ko thoda pareshan dekh kar.
navya _ sweety kya hua koi pareshani hai kya bar bar face par smile gayab  hokar dukh kyu najar aa raha hai manik ne kuchh kiya kya waha rat ko.
nandani _ aankho main aanson lekar woh bahut dominating nature ke hai di rat hote hi mairi kuchh sunte hi nahi hai bas start ho jate hai waha bhi nahi mane maine kaha maa papa ka ghar hai ye par kuchh nahi mane I fill so much pain in my lower part bachcho ko tarha rone lagti hai aur navya ose complain karte hue dekhe jati hai phir.
navya _ are isse dominating hona nahi kehte hai sweety ye to sab girl ke sath hota hai shadi ke baad naya naya plesure fill hota hai men and women ko onki body ki need badal jati hai issliye woh jaldi jaldi oss need ko pora karna chahte hai ladki bol nahi pati ladke man mani karke apni need pori kar lete hai bas aur kuchh nahi tum manik ko galt mat samgho jaan he is very good human being I know very well him so just Relx ok aur rahi pain ki baat to its normal thik ho jayega apne aap first time face kar rahi ho issliye ajeeb lag raha hai tumhe aur kuchh nahi.
nandani _di main yahin so jaao.
navya _no  sweety apne room main jaa kar so jao na. .
nandani _no woh hai room main main abhi nahi jaa rahi on ke pass abhi start ho gaye to main sham ko kaise manage karongi no no main yahin so rahi ho aap jaa rahi hai bahar to gate band kar ke jaan a but tab hi cabir enter karta hai room main.
cabir _are nandani gudya kab aayi ghar se.
nandani _abhi kuchh der pehle jiju 
navya _aap jaldi kyu aagaye.
cabir _koi kaam nahi tha yar is liye aagaya evening ko kam bhi to bahut hoga na maine soucha thoda aaram hi kar lo so aagaya kyu koi pareshani hai kya. .
navya _nahi  woh nandani. .
nandani _ di main jaati hai aap jiju se baat karengi bay di.
aur waha se chali jati hai aur navya hansne lagti hai.
cabir _kyu hans rahi ho jaan. .
navya _ apni sister ki cuteness par hans rahi ho cabir.
cabir _kya matlab jaan.
navya _ aap ka bhai bilkul aap jaisa hai mairi sister ko chhod ta hi nahi hai aur ye ghbhra gayi do din main tumhare bhai ke torture se issliye room main nahi jaa rahi thi boli waha woh hai main yahin so jati hon aur oske sone se pehle aap aagaye to chali gayi bahut innocent hai mairi sister cabir kya karo iska main.
cabir _are kuchh mat karo dono khud hendel kar lenge apne aap hum kyu bole wese bhi dono newly maridd couple hai yar ye sab natural hai enjoy kare tumhari sister pareshan kyu ho rahi hai she is really unaware about s** life yar.
navya _ya you are right cabir she is very innocent sab samghaya ose tab aage badh saki woh bahut Dar rahi thi woh to ab ek dum se normal kaise ho jaye time lage ga na.
cabir navya ke pas aakar tum to bahut jaldi normal ho gayi thi jaan tumhe sab pata tha kya hon bolo apne ambres se main lekar kehta hai.
navya _Mr malhotra aap ghar aaram karne aaye hai na ke romance karne ke liye so plese jaye aur so jaye jakar ke mughe bahut kaam hai abhi bahar.
cabir _baat change mat karo jaan batao na tumhe sab pata tha kya.
navya _han pata tha ab khush ab chhode mughe aur bahar nikal jati hai.
cabir _chali gayi yar.

idhar manik apne room main betha sham ki dress ko dekh raha hota hai ki thik hai ya nahi.
manik pov nandani kaha reh gayi oske samne pehne kar dekhta to bata deti achha hai ya nahi dress par ye bhi beth gayi jaa kar behan ke pass pati se dor bhgne ke raste sarch karti hai kya wife mili hai mughe bhi.
tab hi nandani dhere dhere gate khol kar room main enter karti hai aur.
manik _ aagayi tum kaha reh jati ho yar yahan main wait kar raha hon kab se tumhara idhar aao maire pass jaldi se.
nandani ye sun kar norvouse ho jati hai aur wahi khadi rehti hai aage nahi jaati hai.
manik _jaan kya hua kyu khadi ho waha par idhar aao na maire pass jaldi se.
nandani _ nahi aap ko jo kehna hai wahi se keh de main sun rahi ho main nahi aa rahi aapke pass.
manik confuse hokar nandani ko dekhta hai jo najre nichi kiye norvouse norvouse si khadi thi gate par hi.
manik chalta hua oske pass jata hai aur finger se oski chin ko oper karta hai.
manik _nandani kya hua aise bihave kyu kar rahi ho aap maire sath koi pareshani hai kya bolo waha maire pass kyu nahi aa rahi main bola raha hon to bolo jaan kya hua hai.
nandani _ woh mughe apse Dar lag raha hai issliye.
manik _what mugh se Dar lag raha hai but kyu jaan.
nandani _woh aap mughe apne pass bola kar phir se woh sab karenge na jo night ko karte hai par I am not ready for it so main aapke pass nahi aa rahi.
manik ye sun kar pehle shoked rehta hai aur phir jo hansna start karta hai to han se jata hai aur nandani ose heran hokar dekhti hai.
nandani _aap aise kyu hans rahe hai manik maine majak kiya hai kya.
manik _majak oh God nandani you such a sweet Hart yar kitni innocent aur cute ho tum Sach main tum aisa souch rahi thi oh God kya karo main tumhara main to sirf dress pehne kar tumhe di khana chahta tha ki kaise lage ga rat ko jab pehnaoga to aur tum kaha se kaha souch gayi yar you are too cute yar oske cheek ko googly wogly wosh karta hai aur nandani sab sun kar ambres se fill karti hai aur phir rone lagti hai bed par beth kar aur manik ose rota dekh ek dum chup ho jata hai.
aur nandani ke pass jakar beth jata hai. .
manik _sorry sorry jaan agar tumhe galt laga ho to main kuchh jyada hi hans gaya hai na.
nandani _sobing karte hue nahi main hon hi had se jyada bewakuf sab galt souch liya itna irited ho gayi main aap ki man mani se ki mughe laga aap ab
bhi wahi karenge room main .
manik _ mugh se irited ho gayi tum dor hokar beth jata hai. .
nandani _nahi woh maira matlab woh nahi tha manik aap galt samgh gaye plese ab aap naraj mat ho jana mughe mana na nahi aata hai kisi ko bhi cutly bolti hai aur manik oske aise kehne se melt ho jata hai aur hansne lagta hai.
nandani _ aap naraj nahi hai na.

manik  _tumse main naraj ho sakta hon kya mairi innocent si wife.
nandani _thanks ab dress pehne kar dikhaye mughe kaise lagte hai maine bhi to dekho aap ko.
manik _yes of course abhi lo jaan.
phir dono hanste hue dress try karte hai aur nandani ke ok karne par dress select hoti hai.
manik _you like it
nandani _yes ye mairi dress se match kar rahi hai jo maine rat ko pehnne wali ho same same hote hai na newly maridd couple reception party main.
manik _thank God jaan tumhe itna to pata hai mughe to abhi pata chala tease karta hai aur nandani manik ke chest par slap karti hai aur manik ose apne ambres se main lekar bed par gir jata hai aur dono kab so ate hai pata nahi chalta hai.

Teri chaht ke diwane hue hum. Where stories live. Discover now