part 8
"Teri chahat ke diwane hue hum"
cavya ke ghar khush khabri ab aage
manik - dad aap lagatar deal par deal cancil kiya jaa rahe hai iska kya means hai hum.baraad ho jaayenge
mr malhotra - han to ho jaaye ye deal maine sign nahi ki tumhare nalayak bhai ne ki thi jo chhod kar chala gaya to main kyu pori karo tum main himmat hai to kar lo pori .
manik - bhai khud nahi gaye the aap ne nikala tha onhe ghar se issliye bhai ko har baat ke liye blame mat kiya kare
mr malhotea - maine ghar se nikala aur woh ofice bhi chhod karchala gaya apne budhe bap ko bhi nahi dekh ki kaise handel karega woh ye sab bivi ka gulam kahin ka .
manok - aap bhi ajeeb hai papa khud hi nikalte hai aur khud hi sara blam bhai par dalte hai samgh nahi aata mughe aap ka bihavior .
mr malhotra - main aisa hi ho jyada dimag mat lagao aur soha se milne ki tayari karo kal woh tumse hotel sun city main milne aa rahi hai so osse jaa kar milo take agli deal bach jaaye nahi to garibi main rehne ke liye tayyar ho jaao shab jade .
manik - dad
mr malhotea - kya dad sahi keh raha hon main jaao
manik gusse main pair patakta hua chala jaata hai aur nyunika hath main sweet liue aati hai .
nyunika -lo jiye mom mitha kare
mr malhotra - kyu apni barnadi par mon mitha karwa rahi ho kya .
myunika - kaisi baat kar tahe hai aap dada aur main dadi banne wali hon iss khushi main
mr malhotra ye sun ka r dil se khushi mehsos karte hai aur
mr mlhotra - kya kaha main.dada bane wala hon.22 sal ke baad hamare ghar main.baby ki awaj sunayi degi phir reality hit karte hi chup ho jaate hai
nyu - kyahua ji chup kyu ho gaye aap
mr malhotra + oss nalayak ki aulad bhi oske jaisi nalayak hogi mughe nahi khani koi mithai khalo tum hi aur waha se chale jaate hai.
nyu onhe jaata hua dekhti rehti hai .
scene change .
nandani ke ghar par bhi sab ko pata chal jaata hai ki navya maa banne wali hai iss liye sab tayyar hokar navya ke ghar aate hai .
mrs murty - navya main bahut khush ho beta ab apna bahut khayal rakhna ok
nandani - dont worry mom.main hon na main sab manage kar longi di ko koi taklif nahi hogi iss period main
sab hall main bethe hote hai tab hi bell bajti hai
nandani - main dekhti ho
aur gate kholti hai aur samne manik kisi aadmi ke samne khada hota hai
manik samne nan ko dekh kar behad khush ho jaata hai .
manik - aaj main agar bhagvan se aur kuchh bhi mangta to woh mughe de deta tumhe manga tum samne ho .
nandani - excusmi aap pagal hai kya ot patang bole jaarahe hai drink kiya hai kya .
manik chonk kar .
manik - oh sorry main kuchh soch raha tha .
nandani - bada ajeeb sochte hai .
manik pov oh god kya kya bol gaya main to aaj to fans jaata main pov end .
nandani - ab ander aaye ya bahar hi khade rahenge aap .
manik - oh souch raha ho na har waqt red chily kyu chabati rehti hai aap .
nandani - samnewala green chily chaba kar rakhta hai issliye .
sahil - sar ander chale ab
manik - han han chal rahe hai
sahil - kaan ke pass jaakar best choise hai sir suit karegi aap ko made for each other ho dono keep it up .
manik - manik chonk kar sahil ko drkhta hai kya yar badi jaldi pehchan gaye tum to .
nandani - phir baat karne lage aap main jaa rahi hon kar dena gate band
aur chali jaati hai .
sahil - manik sir ek sistsr ke chakkar main cabir sir bahar nikle inke chakkar main kahi aap bahar na nikal jaaye .
manik - no way yar isse to papa khud bahu bana kar le kar jaayege tum dekhna ek din aur barat main tumse nagin dans karwaonga main yad rakh na
sahil - hanste hue nagin dans sir koi aur danse nahi mila aap ko
tab hi cabir aata hai
cabir - hone wale chacha ji ab to ander aa jao .
manik chonk kar cabir ko dekhta hai phir khushi ke mare cabir ko god main otha leta hai .
cabir - are kya kar rage ho yar gir jaaonga main niche otaro mughe .
manik - kya khabar sunayi hai bhai chacha kitna achha lag raha hai sunne main hi not bad bhai badi jaldi thi kya dad banne ki han kaha hai bhabhi .
cabir - ander hai onki family aayi hai na
Manik _ oh tab hi madam yahan par hai
YOU ARE READING
Teri chaht ke diwane hue hum.
Randomagain my new manan story cute si simpel love story hope you all like it as usual ?????????