nandani come manik plane exicute

1.4K 170 9
                                    

part 23

"Teri chaht ke diwane hue hum "

evening main hi nandani apna chhota sa bag lekar aa jati hai aur sidha navya ke room main jati hai Jahan nyu aur navya dono hi bethi hoti hai face par dukh liye.
nandani _di kya hua namste aunty.
nyu _kya kaho beta achanak se dono hi bimar ho gaye issliye tumhe pareshan kiya humne aane ke liye ye abeer aur sameer kisi se attached bhi nahi hai na sab office Chale gaye hai hum bimar hai koun dekhe inhe ahhh maira sar.
nandani _ are aunty ab main aagayi hon na sab dekh longi aap bas room main chal kar aaram kare.
nyu _thanku beta jiti raho man hi man main aur jaldi se bahu ban kar iss ghar main aajao .pov end.

phir nandani navya se pochhti hai kya banega aur osse pochh kar kitchen main jaa kar dinner tayyar karne lagti hai.
Jab nandani roti bana rahi hoti hai tab hi manik Cabir aur Mr malhotra ke sath enter karta hai aur samne nandani ko khana banate dekh oska dil khush ho jata hai. .
manik pov hai kitni pyari lag rahi hai khana banate hue pov end.

Mr malhotra _ kitchen main ye koun khana bana rahi hai beta.
manik _I don't konw papa.
Cabir heran hokar manik ko dekhta hai. manik Cabir ko wink karta hai.
Mr malhotra _kahi navya ki sister to nahi hai.
manik _ho sakta hai papa Cabir bhai ko pata hoga na koun hai.
Cabir _Ji papa nandani hi hai osi ki hight chhoti si hai just like a doll.
Mr malhotra _hmm karte hue kitchen main jate hai aur nandani onhe dekhti hai aur nandani ko dekh kar Mr malhotra chonk jate hai.
Mr malhotra _ are beta aap navya ki sister hai. .
nandani _are uncle. jaldi se on ke pair chhoti hai.
Mr malhotra _khush ho jate hai ye dekh kar. aur
Mr malhotra _are really bas bas beta jiti raho sada khush raho.
nandani _ab BP kaisa hai aap ka.
Mr malhotra _much better beta.
manik _aap dono ek dosre ko jante ho.
Mr malhotra _han bhi aur na bhi.
manik _kya matlab
Mr malhotra _are ek din mall main jab maira BP jyada ho gaya tha to nandani ne hi mairi help ki thi medisen dene main pani pila ya tha maire sath gadi tak gayi thi.
manik pov wow matlab oss din nandani ne mall main papa ko help ki thi jio manik baba bhgvan Ji bhi tumhare sath hai kaha se nandani kaha mili papa ko pov end.
manik _ that's great papa
Mr malhotra _ya pata kaha tha ye navya ki sister nikle gi.
nandani _so ab fresh ho jaye ye jaldi se dinner ready hai aap sab jaldi karte hai na dinner maine issliye jaldi tayar kar liya tha.
Mr malhotra bahut impress hote hai ye sun kar aur nandani ke sar par hath rakh kar kitchen se Chale jate hai.
aur manik onhe khush dekh kar aur bhi khush hota hai.aur nandani phir se roti banane lagti hai.
aur manik ose dekhta hua chala jata hai.

Manik pov wow papa khush lag rahe hai matlab maira rasta saf hai ye hi aayegi bahu ban kar ke

Teri chaht ke diwane hue hum. Where stories live. Discover now