❤❤ Chapter 40 ❤❤

615 18 1
                                    

Shan ( irritating tone )  ;-
   Thik hai agar tu yahi chahti hai toh me tujhe rokhu ga nahi. . Tune mujhe humare pyar ki kasam de hai. .. Thik hai hum perform Karenge. ..

Vrushy chirp in excitement, and look at him. ..  ( shan looking at her blanklyou again say)
Par ek baat yaad rakhna yeh tera faisla hai. . Iss faisla me nahi hu bass apne pyar ko me naraz nhi kar sakta. ..
{ shan move to her hold her arms }
Aur ek baat agar galati se bhi mera pyar ko kuch hua. .. Toh ( eyes big little loud) I swear me. .. ( he stop his word on lips, seeing her feared eyes)
Say this he push her little, & he  straight go out of rehearsal Hall.. .. { ( banging Hall door )}All where just trying to come out from shock.. Vrushy get upset. .

Palki mam ( coming to her, keeping hand on her head) - usse galat maat Samjh iss waqt woh khud se gussa hai. . ( vrushy look at her in questioning look) ha woh naraz hai woh tujhe iss hadase se bacha nhi paya,  woh thut gaya hai tujhe uss halat me dekhar,  woh bata nhi par sach toh yeh hai ki tu hai uska khud par vishwas,   woh jatana nhi janta par woh tujhe khone se sab se zyada darta hai. . Yeh uska pyar hai joh iss waqt sirf apne pyar ko surkshit aur salamat dekhna chahta hai. .. Jiss tarah swayam ki pyar ki gherai samjhna kisi ki bas ki baat nahi waise he shantanu ke pyar ko bhi samjhna asan nahi. .. Tu dil chota maat kar. ..

Vrushy ( smiling) - aap chinta maat kijiye. . Iss marwadi ko toh me mana ke rahungi. .. ( turning back to desihopper team)  guys me janti hu ab perform karna mushkil hoga par me yeh karna chahti hu please. .. ( pleasing eye)

Mace ( coming to her)  - hum sab tera sath hai, hum janta ki tera liye yeh show jeetna isliye jaruri hai kyuki tu shan ko jeetna chahti hai. . Aur hum sab apne bhai - bhabhi ko. ..

Vrushy just smile weakly .. .. ( vrushy excuse herself from there, goes to washroom.  .)

Vrushy pov ;- ( splashing water on face like she was try to hide something on her face. . Looking at mirror, again she splash water on her face) { she start crying badly) nahi nahi aane dungi me apne chehra par dard, darr, aur yeh aasu  ( she rubbing her eyes very badly ) yeh aasu mujhe kamjor nahi bana sakta. . . Mujhe ladana hai khud ke liye, shan ke liye. .. Ek hadasa meri himmat nahi thod sakta. . Kyu kyu rou me ( wiping tear)  meri kya galati thi,  toh me kyu apne sapno par apni khushi par uss bastard ka khufa havi hone du .. . Mera sath mera parivar , mera dost aur tum ( look in mirror) mera pyar hai !!  Tumhari vrushy mushkilo se ladna sikh rahi hai,  dard se khushi tak ka safar teh kar rahi hai, tumhare liye sirf tumhare bharose. .. Me janati hu tum khud ko blame kar rahe ho meri uss halat ke liye aur tumhe iss guilt se bahar nikla na ho toh hamari jeet he uska jawab hai. . Me akela nhi rahi kar paungi yeh, mujhe tumhari jarurat hai humare sapne ko tumhari jarurat hai. . . Mein tumse he seekh hai agar dusro ko tumhari kimmat samjhne ho toh Pehla khud apni kimmat samjho.. .
( last time splashing water on face) shan hum jeeta ke rahenge. . . Me iss tarah haar kabhi nhi manungi. . . Aur tumhe toh me mana ke rahungi. . .

Shan pov ( he is inTerrace,  standing all frustrated , angry. . . Taking deep breath) kya samjhti hai woh apne aap ko" jassi ki rani".. . Ki ab woh dialogue change ho gaya. . , " Ki aurat ko dard nahi hota " Usse iss waqt aaram ki jarurat hai aur woh ( he is walking from one end to other) ( voice from  Back) 

" USSE ISS WAQT AAPKI JARURAT HAI "...
( Shan turn back to voice.. Giving confusion look)

Shan - Shan - kya bol rahe ho bhumil... Tu bhi uska sath de raha hai??  Tune rokh kyu nahi usse..??

jhalak - the journey of friendship to love ( Completed) Where stories live. Discover now