❤❤ Chapter 32 ❤❤

741 25 14
                                    

AFTER DROPPING VRUSHY AT HER HOME, SHAN GOES BACK TO HER HOUSE... (SHAN ENTERING HOUSE, LOOK HIS MOM IS WAITING FOR HIM IN HALL)
SHAN - Maa!!  Aap soye nahi mein kaha  tha na ki mujhe late ho jayega... Phir bhi aap mera wait kar rahi ho..
SHAN MOM - Ha patha hai,  tumne kaha tha ki late ho jayega, par kya me apne beta se baat karne ke liye bhi uska intezar nahi kar sakti... Aaj kal toh tum ghar me mileta he kaha ho, itne busy hoto ho ki bass.. Toh mein socha aaj apne beta ke liye me he waqt nikla leti hu...
SHAN ( APOLOGIES) - Sorry!!  Me janata hu, ki me apko bilkul waqt nhi de raha, papa ko bhai ko par kya karu schedule he itna tight hai ki, vrushy ke rehearsal phir desihopper ke routines events ke tension...

SHAN MOM ( INTERPRET) - Shh.... Hh mujhe patha hai ki tum bahut mehnat kar rahe ho.. Tumhe mujhe kuch bhi batana ki jarurat nahi me apne bache ko acche se janati hu...
( SHAN SMILE,  AND HUG HIS MOM)
accha chal tu fresh ho ja me khana laga deti hu...

{( SHAN HOLD HIS MOM HAND})

SHAN ( BABY VOICE )  - Maa!!  Bhuk nahi hai, bass sirf tera godh me sona chahta hu... Bahut thak gaya hu,  aaram chahiye...

( ( SHAN MOM SIT ON SOFA, AND SHAN KEEP HIS HEAD ON HER LAPS,  SHE START TO CARESS HIS HAIR HE CLOSE HIS EYES))

VRUSHY OPEN HER EYES ON HER MOM LAPS...

VRUSHY MOM ( SMOOTHLY CARESSING HER HAIR)  - Par beta kuch toh kaha lo na,  subha se kuch khaya bhi hai kya tune,. Dekh tujhe fit rahne na abhi... Shan tujhe par itni mehnat kar raha hai!!  Apna crew aur teri rehearsal dono ko manage kar raha
hai...

VRUSHY (SMILING)  - Janati hu maa... Marwadi bahut koshish kar raha hai ki me hamesha top pe rahu.. Aur me usse kabhi nirash nhi karungi... Par khane ka mann nahi hai,  din bhar bitha hue pal firse jee kar mann bhar gaya... Kitna kuch badal gaya hai mom!!!

SHAN MOM - Beta!!  Waqt badalata he hai isliye tha ki hum badale kal jo nhi kar paye usse kar paye,  yaha fir bitha pal me joh galati ki ho usse sudhar paye... Waqt sab se badi cheez hai duniya me... Aise cheez jisi hum chahe toh bhi na rok pathe hai na badal pathe hai....

SHAN - Maa... Par kya waqt ke sath rishte bhi badalate hai??  Joh kal aap ke sab se karib ho kya woh aaj aap se sab se dur ho sakhate hai.?

VRUSHY MOM - Ha vrushi!!  Waqt ke sath rishta bhi badalate hai, kuch majbut bankar nikarate hai toh kuch ghumnaam ho jate hai...
SHAN MOM - Par yeh hum bhi teh karate hai ki kon humare dil me rahega aur kon woh kya kaheta hai abhi friend list me... Waqt haar bar kuch sikhata jarurar hai bass hume woh samjna padte hai.. 

VRUSHY - Maa!!  Sache pyar ki parak kaise hoti hai?? Mera matlab kya aise ho sakta hai ki apki dosti apka pyar ho par aap usse samja na paye??

VRUSHY MOM (LOVELY) - Pyar!!  Pyar... Kahe na ke liye 4 shabd par samjo toh iss ke kahi matlab nikalte hai,  kabhi dard toh kabhi ealaja hai pyar, kabhi khushi toh kabhi gum hai pyar... Kabhi apko badla de toh kabhi samne wale ko yeh hai pyar... Jisa ke yaadein apko aap ke dard me bhi hassa de,  toh kabhi uske dard me apko chena se jeena na de... Uske hone se apki pechana puri ho, toh kabhi uske bina aap adhure lago... Sirf dil nahi do naam bhi judhate hai,  sirf lafz nhi aankhe bhi pyar baya karati hai ... Pyar ke rishta ko naam ki nhi ek dusre ke sath ki jarurat hoti hai...

SHAN MOM ( KEEPING HER HAND ON HIS FOREHEAD)  - Joh apke sath apki takat bani ho,  uske ke liye khud ke nature ko thodna me kya gum hai , jisne apka sath haar rahaa me diya ho,uska sath pane ke liye thoda ladana pade toh he toh pyar me dum hai.  ky jisne apko badala ho uske liye waqt ko badalna mushkil hai... Uski hassi khushi apke zindagi ki sab se badi jeeta ho toh ky uske samne haar na galat hai... Sache pyar ke chamak kuch der chup sakati hai par kam nhi ho sakti, sache pyar ke takat kabhi khatam nhi ho sakti.... Pyar hum nahi chunate balki khud pyar hume chunata hai...

jhalak - the journey of friendship to love ( Completed) Where stories live. Discover now