part 18

489 57 34
                                    

After a while , sonakshi started scrunching her eyes in an attempt to open them, finally she succeeded and opened her eyes, the moment she saw that she alive and was lying on the bed with a very sad and angry  boyfriend staring at her she spoke up in a feeble but angry tone

S: kyon bacchaya mujhe dev, marne dete, mar jaati toh kam se kam yeh uljhan toh sulajh jaati, Ab main zinda hoo toh problem aur bad  jaegi, he will not let you live in peace, he will kill you, he will defam me, your family members will hate me, my mom dad will hate me, kum se kum main ek peaceful death toh paa leti, jismein tumhe koi khatra nahi.

D: sona kaise baatein kar rahi ho tum, pagol hogayi ho kya, mainey bola tha na ki sub theek ho jaega toh tumhe kya zarroorat thi yeh step lene ki, bhadosa nahi hain kya tumhe mujhpe, dont you trust me, sona tumhare bina mera kya haal hota socha hain tumne, main jeete jee mar jaata , i would have a walking dead man, a man who is alive without a soul, sona mere jeene ki waja tum ho aur agar tumhe aaj kuch bhi ho jaata toh meri life khatam ho jaati, i would have died sona. Mera chodo apne mom dad ka toh kuch soch leti tum yeh step lene se pehle, kya woh khush reh paate yeh jaan kar ki unki ek lauti , pyaari si bacchi nahi rahi, woh bhi toh jeete jee mar jaatein, uss ek pagal insaan k wajah se tum apni life khatam kar dogi, main jiss sona ko jaanta hoon woh toh aisi nahi hain, main jiss sona ko jaanta hoon pata hain woh toh bohot strong hain, har mushquil ka hal nikalti hain, apni life se bohot pyaar karti hain, she would never do this.

S: Dev tum jiss sona ko jaante ho woh sirf ek illusion thi, asli sona toh yeh rahi tumhare saamne, ek tooti hui use huvi ladki, a girl  who can never give happiness to  anyone, a girl who is full of flaws, a girl who is fed up of her life.

D: nahi sona  tummein koi flaws nahi hain, tum ek perfect ladki ho, a girl who brings a smile on everyones face , a girl full of life , a girl who knows how to tackle any problem, all you need is a little support , a little love

S: dev agar tum meri help karoge toh tumhari life main roz tuffaan aaygi

D: aandhi aaye , tuffaan aaye mujhe koi farakh nahi padta , mujhe sirf tum chahiye ho, i will do anything to protect you,sona please tum apne mann se marne ka khayal nikal do, tum yeh soch lo ki  tumhaari life se bohot saare life judde hain, bohot saare khushiyan

S: dev nahi mere life se sirf logo kodukh milega , sirf dukh

D: nahi sona tumhaari life se sirf khushiyan, milenge sirf khushiyan, jin ko lagta hain ki tum unke dukh ka kaarun ho  unhe toh mere baduaayen lange hi but also they will regret it later  too. Tum toh ek angel ho , a angel in disguise of a beautiful young girl, get it , ab chalon assoon pocho, main tumhaare liye khaane lekke aata hoon , aur khabar daar agr tum apne is dimaag main marne ka khayal laayi toh.

saying so he just wiped her tears and hugged her 

S: mainey aisa kya kiya tha jo mujhe tum jaise lover mila

D:  mutual feeling

 he kissed her hair and laid her down , while he went to bring her breakfast. Sonakshi laid down quietly and closed her eyes. The images of her and jatin so called quality time flashed before her. Then the image of  the truth being disclosed and the words of the  people in the society back in calcutta and then the soothing words of dev

She would have thought more if dev had entered the room with her breakfast

D: chef dev ke haath ka banna breakfast, hazzir hain, bura lagge taste toh joote sa matt maarna ,kya hain  pehli baar cook kar raha hoon .

 saying so he bought the tray near her and sat down right next to her. He helped her sit properly and fed her the first bite of the puffed rice  (poha)

S: itne bhi bure cook nahi ho , bs namk thoda kam reh gaya

D: sorry

S: tum bhi khao na

D: khatta hoon , par pehle tum kha lo

S: saath main shre karke khaatte hain na 

 he agreed and both of them had there breakfast, sona was still disturbed by yesterday but didnt exhibit it.


trust me my loveWhere stories live. Discover now