Omkara - (seeing Randhir) aise kya dekh raha hain bhai.. Teri hi hain..
Randhir - (blushed) kuch nehi bhaiyu..
Just yeh dekh raha hu ki Princess smile karti huyi kitni pyaari lagti hain..
Omkara - and the reason behind her smile is You.. (patted him back)
Randhir - (narrowed his eyes) nehi.. Aisa nehi hain..
Omkara - aisa hi hain mere bhai..
Tu akela nehi gaya tha chauda (14) saal pehle..
Tu aapne saath Sanyu ki Hasi bhi le gaya tha..
Inn saalon me Sanyu hasti bolti toh thi par kabhi bhi uski woh hasi unke aankhon takk nehi pohochti thi..
Par aaj woh dil se khush hain..
dekh.. Uski aankhe kaise chamak rahi hain.. (he was admiring his little sister)





Randhir somewhere felt guilty for leaving her like that..
But at the same time he took an oath that he would never let anyone or anything remove her smile from her face..




Omkara - (said all of a sudden) accha sun ek bohot important baat karni hain.. (it broke Randhir's reverie)
Randhir - haan boliye nah..
Omkara - (with concern) woh tum dono nah choti maa ke samne zyada chipakna mat..
Lagta hain unke tum dono pe thoda sakh ho gaya..
Romance karo... Bhar bhar ke karo romance..
Par choti maa ke nazar se bachke.. (and Randhir nodded)

Flashback ends..





Randhir - (in mind) kya musibat hain yaar..
Next room me Princess hain par main freely usse mil bhi nehi sakta..
Kya kya socha tha.. Ek hi ghar me rehenge toh bohot sare quality time spend kar payenge..
Par... (he sighed)
Akhir problem kya hain saasi maa aapko... (Randhir groaned in irritation)
Randhir.. Calm down..
Take a deep breath.. And calm down..
Aise pagal hone se kuch nehi hone wala..
Shant hoke kuch nah kuch toh sochna hi hoga...




AWAITED Where stories live. Discover now