Part 15

1.3K 108 60
                                    

Sorry for the late update.

*****

When suman was talking with vandy, her phone rang.

Suman: maa ka call hai.. mein abi aayi di...

Vandy: ok dear. Jaldi aana..

Suman: ji

Suman went outside to attend the call.

Phone conversation

Suman: hello maa

Priya: hello pari..

Suman: aap sab log kab aa rahi hai maa?

Priya: hum sab kal aaungi. Panditji ne kya kaha varun aur vandy ki kundali dekhkar.

Suman: maa panditji ab tak nehi aaya.

Priya: nehi aaya... teri papa ne ram se tumari aur shravan ki kundali bi uss paditji ko dikahne ke liye kaha hai.

Suman's face become brighter.

Priya: yaha ki astrologer ne kaha tha ki 2 mahine tak koi muhurath nehi hai.. dekhte hai panditji kya kehti hai...

Suman: agar panditji ne exactly opposite kaha tho aaplog kya karengi...?

Priya: hmm agar panditji ne aise kehengi tho.... hum teri shaadi jald se jald karvadungi

Suman: (a smile appeared on her face when she thought about her marriage with shravan)

Priya: meri beti gayalon me kho gayi hai kya.... koi awaz nehi sun raha hai..

Suman: nehi tho.... aap meri shaadi jald se jald karvakar muje ghar se bahar nikalne ka plan soch rahi hai (making fake anger)

Priya: ( become emotional) chup... kuch bi bol deti hai... tuje pata hai tu hamare liye kya hai.. papa ki pari hai tu... bhai ki muskaan hai tu..aur.. aur..(getting emotional) aur meri jaan hai tu...humari parivaar ki shaan hai tu... aur tu aise kaise bol diya ki...

Suman also became emotional. She heard sobbing from the other end.


Suman: maa...(tears in her eyes)

Priya: tu humari ghar ki raunak hai... jab tum apne sasural chali jaaungi na tab vo bi chali jaatha hai....

Suman: muje shaadi nehi karni hai maa.. muje aap ke paass hi rehna hai... kahi nehi jaana..(crying)

Shravan came outside in search of suman. He saw suman standing near a piller and crying. Shravan went towards her. Suman want to hug someone and cry as much as she can. Shravan kept his hand on her shoulder at the same time suman turned around and hugged him and cried.

"Yeh kyun ro rahi hai.. aur phone pe kisse baath kar rahi hai... kahi kuch...." he thought. He was worried for her. He took her phone from her hand with one hand and put it in speaker. He wraped his other arm around her waist.

Priya understood that suman is crying from the other end. Priya wiped her tears.

Priya: aree pagli aise thodi na bolti hai... har ladki ko ek na ek din apne maayke chodkar sasural jaana hoga.. ye hi yaaha ki reeti riwaz hai.. aur har maa baap ki sapne hai apni beti ki shaadi... (trying to smile) aur tu kahan jaa rahi hume chodkar... shravan tho humara neighbour hai.. sirf ghar hi shift ho rahi hai aur kuch nehi... ab rona dhona band karo aur smile karo..

Mohabbatein Where stories live. Discover now