Part 26

1.7K 124 2
                                    


Mere pyare bhaio aur unki behno......(Grandma started her speech) yeh dharti hamari hei....(all the villagers clapped at her statement & she showed her both the palms to the villagers) iss dharti maa ki rakshya hamari responsibility yani kartabya hei. (all the villagers started clapping again & dadi smiled at them)

Dadi kya karne ja rahi hei Randhir? (Sanyukta asked him who was standing behind Grandma)

Age age dekhti jao Sanyukta. Sabr karo thoda (he gave a naughty smile & she frowned)

To fir eak eak jhadu uthaiye aur iss pure gaon ko saf karna suru kardijiye. Hamare pure gaon ko saf aur surakshit rakhna hi iss "Swacha Gaon Abhiyan" ka lakshya hei.

Lekin sarpanch ji (One of the villegers asked her)

Hawww Randhir dadi sarpanch hei? (her jaws literally touched the floor)

Tum thoda chup rahogi? (Randhir scolded her & she glared)

Han Prabha behen bolo. (Dadi smiled)

Sarpanch ji kya ham sab iss pure gaon ko ese saf karpaenge. Mera matlab yeh sambhab ho paega?

Kun nehi......agar ham sab milke karenge to jarur ho paega. Aab chlo suru ho jao sab. Issme meri bahu bhi aap sabki madat karegi.

Dadi mei? (Sanyukta gulped her saliva)

Han tum. Mere Rannu ki layak banne ke liye tujhe social work mein bhi first ana hoga. (dadi declared) Aab nakhre band karo kaam mei lag jao.

Hei bhagban kahan fas gayi mein. (she was looking upwards)

Sanyukta jao kaam suru karo.....varna lagao tumhare papa ko phone (Randhir was going to dial her father's number)

Nei jati hun na mein. Kya bar bar phone nikal dete ho. (she smiled at him & he smirked)

::::::::::::::::::::::::::::

Kitna acha lagraha hei na dadi. Yeh sab kitne ache se aur lagan se kam kar rahe hein (Randhir said while sipping his coconut water)

Han bête aur teri wife bhi damdar nikli dekh kitni mehnat kar rahi hei.

Dadi mein 2 minute mei aya. (he left the place)

Sanyukta kya tabse rasta saf kar rahi ho, (he snatched the broom from her hands) chalo eak badhia jagah dikhata hun tumhe. (He gripped her wrist and both of them marched towards the village toilet)

Yahan kun lae ho mujhe? Mene subah hi apna pet saf kia tha. (she chipped & he chuckled)

Sanyukta tumhe isse saf karna hei. (he said that in a sugar coated voice)

Nehi nehi m...mei yeh nehi karnewali. (she stepped back)

Kya Sanyukta bar bar phone nikalne ke liye majboor karti ho ...tch....(he was going to dial Aggarwal's number)

Randhir pachtaoge tum (she glared him & started cleaning the village toilet)

Perfect. I hope Sanyukta aab tumhe smajhmei aa raha hoga ki Randhir Singh Sekhawat ke sath rehna itna aasan nehi. Aab bas uss din ka intzar hei jab tum mujhe chodke jaogi. Hamesa hamesa ke liye. (He thought)

::::::::::::::::::::::::::::::

Gaonwalo aab aap sab thoda aaram karlo. Khana khane kei bad ham sab fir kaam suru karenge. Rannu ki bahu....(She looked at Sanyukta who was looking tired & dirty) tumse badbu aa rahi hei (grandma closed her nose) jake nahalo barna mein tumhe mere gharme ghusne nehi dungi.

Ji dadi jesi apki marji.

Huh.....kya kya jhelna pad raha hei mujhe.....(she was cleaning herself inside the washroom) bas eak bar pata lagadun kei yeh Randhir he kaun aur fir......sab result kei upar depend karta hei. Iske harkato se to nehi lagta ki yeh mera Rannu hei. (she made a sad pout)

After that bathing session Grandma made delicious food for all of them & both Randhir & his grandma started recalling his childhood memories. Grandma gave Sanyukta another task of learning cat walk. There she was trying hard to walk properly keeping 4-5 thick books on her head.

Dadi apne iss album mein yeh wali pick kun rakhi isme meine koi kapde nehi pehne hei. (He complained pointing towards a picture in which he was only 2 years old)

Arre tu chota tha tab. Aur yeh dekh kese tu mere sath matar chil raha hei.....5 saal ka tha tab. (grandma pulled his chicks)

5 saal ka (Sanyukta stopped walking & turned her head towards them. All the books fell on the floor & her eyes were stuck on the photo album)

::::::::::::::::::::::::::::::::::::

Thanks for reading

:::::::::::::::::::::::::::::::::::

Thank you friends for your precious votes and comments. I hope you are enjoying this story.


My Heart Belongs To Youजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें