holi ka din

530 14 0
                                    

Abhira : Aditya ap ne aaj
Bula hai kya poddar ko

Aditya : nahi maine toh bhul hi ga yeh

Abhira : toh bula lijiye

Aditya : okay call kar ke dekh ta hu

Abhira mann mein : jitana mein bhagu gi
Unta na paas yeh ge woh
Mere karib

Abhira : acha hoga woh sab mujhe dekh le

Aditya : maine call kiya hai
But unhone phone nahi uthaya

Abhira : thik hai

Subha subha
Aditi kamre mein aati hai

Aditi : mummy sab kuch ready hai

Abhira : aaj pata chale ga Aditya ko
Abhira kya chiz hai
Unhone mere asli roop kaha dekh ha

Aditi : sach aaj toh maza hi aja ga

Priya and Divya : hum bhi ha team mein

Abhira : aaj baati hu apne doctor babu ko
Kis se panga liya hai

Duri taraf
Aditya : aaj pata chal gaya abhira ko ki yeh Aditya kya chiz hai

Aadi and vishu : sari tayari hogi hai
Sir

Aditya : very good

Shubham : aaj sach mein bohot maza ane wala hai

Duri taraf
Dadi saa : hum sab toh nahi jaye gaye unke ghar
Tum chale jao armaan

Rohit mann mein : agar yeh log nahi jaye ge toh sach kaise samne ayega

Armaan : thik hai
Rohit : mein bhi jai ga bhaiya
Armaan : nahi tum yahi raho

Rohit : please bhaiya

Armaan : thik hai Chalo
Aryan : mein bhi jauga

Armaan : thik hai Chalo
Rohit bhai ko sambhal lena

Abhira aur Aditya sab se phele
Bagwan ko ek sath rang lagate hai

Abhira : chale
Aditya : hai

Abhira : lao
Aditya : kya

Abhira : aane to do

Aditya : okay

Abhira : yeh pilo

Shubham : maat pina
Pata nahi kya hai

Aadi : paka chuk toh gadbad hai

Vishu : daal mein kuch kala hai

Aditya : I trust my wife mujhe pata hai isme kuch galat nahi hoga

Abhira : seriously

Aditya pile ta hai jo bhi tha

Abhira : nahi roko

Aditi : gaye

Aditya : kuch nahi hua

Abhira : kaise

Aditya : ek doctor ko challenge nahin karna chaiye

Abhira : jao main baat nahi karti

Aditya : sorry

Abhira galti se pani mein gir jati hai

Aditya usse pani mein jata hai
Aditya : kaha tha na don't challenge a doctor

Kya Hogi Abhira Aditya Aur Armaan Ke Takdeer KaWhere stories live. Discover now