kya kargi ab abhira

289 13 0
                                    

Aditya : abhira ab kaise lag raha hai tumhe

Abhira : thik hu
Mujhe ek bohot zaruri case mila hai
Hum udaipur jana hoga

Aditya : tumhari condition dekho

Abhira : jaruri hai
Please understand

Aditya : okay fine

Aditya maa
Divya : haa bol

Aditya : Hum bhi chalo udaipur

Divya : itni bhi kya jaldi hai

Aditya : zaruri hai

Divya : thik hai

Sab packing karke jane ki tayari kar te hai

Abhira chalne ki condition mein bhi nahi hai

Aditya usse utha kar car mein baat deta hai

Aditya abhira aditi and aadi
Ek cars mein

And baki
Shubham Priya vishi and Divya
Ek care mein

Aditi : mumma apko chot kaise lagi
Abhira : woh jaldi mein phisal gayi

Sab so jate hai

Aditya : uto sab
Ghar aagaya hai

Abhira : Maine kaise jau

Aditya : abhira main hu na
Don't worry

Aditya abhira ko sambhal kar ghar ke andar le jata hai

Divya : abhira tumhe kam hoga jao kamre mein kam karlo

Abhira : haa toh sahi

Aditya : mujhe bhi kam hai hospital mein
Mein change jar ke jataa hu

Abhira Aditya ke liye shirt nikla deto hai

Aditya : thank u
Bye take care
okay

Abhira : tum bhi dhyan rakhna

Abhira : mujhe court jana hai
Par main toh thik se chal bhi nahi pa rahi hu
Let's try
Thora bohot toh chal hi lugi

Abhira : jana toh hai

Abhira : jaise taise jati hai niche

Divya : beta mujhe laga ki tum ghar mein kam karogi magar tum toh bahar ja rahi ho

Abhira : maa jana toh padega

Divya : thik se chal bhi nahi parahi ho

Abhira : chal jaogi
Believe me

Divya : thik hai
Jao but dhyan se

Divya Priya ko : yeh dono hi kam le liye kuch bhi kar sakte hai
Dono apne health ke bare mein nahi sochte hai

Abhira court puch jati hai

Dusri taraf
Armaan : maa aaj bohot kam hai
Jaldi jana hai

Vidhya : thik hai

Ruhi : armaan tum kine baje aajao gaye aaj

Armaan : kyu woh tumhari princess ko tumhre sath kuch saman lana hai

Armaan : koise karuga jaldi aane ki
Thik hai

Princess : bye poppy

Armaan : bye mere bacha

Kya Hogi Abhira Aditya Aur Armaan Ke Takdeer KaWhere stories live. Discover now