abhira ko bohot hurt hua hai

354 13 0
                                    

Abhira kamre mein jati hai
Kamre ka darwaja bandh kar deti hai
Aur light dim karde to hai

Abhira : mujhe laga armaan mujhe bhul gaye hoga
Nagari ha usse Mujhe se
Par un sab ne mujhe toh maar hi diya

Kaise bhul sakta hai woh mujhe

Abhira realize karti hai

Woh bhi toh apne life mein aage badh chuki hai

Abhira : par jo bhi ho
Ek baar dhund ne ki kosis bhi nahi ki

Armaan ki family : toh chati thi ki main chod du usse
Armaan ko bhi apna purni chit wala ladki mil gayi hogi
Toh move on toh bana tah hai

Aditya : abhira open the door
Abhira : apna chehra doh kar
Darwaja khol ti hai

Aditya : tum ro rahi thi

Abhira : nahi kaha

Aditya : tum ek baar mein dekh kar bol sakta hu

Abhira : nahi

Aditya : jhooth bol rahi ho

Abhira : woh kuch nahi

Aditya : kya hua
Tumhre par mein daar hai

Abhira : nahi hai

Aditya : tum court gayi thi

Abhira : haa

Aditya : kya hua hai

Abhira : mujhe acha nahi laga raha hai sab kuch

Aditya : abhira dekho tumhe konsi baat hurt kar rahi hai mujhe batao

Abhira : koi baat nahi
Bas apko Aditya aditi aadi sab ko
Kho dene ka daar

Aditya : teh daar toh mujhe bhi haa
Apko kone ka
Mere berang zindagi mein
Tumhe Sare rang dal diye

Abhira :haste hua kahti hai : yeh film ka dialogue hai

Aditya : toh ek aur
Abhira i hate tears

Abhira : haste hua
Ap bhi na

Aditya chalo niche warna sab upar aaja yeh gaye

Abhira : chalo

Divya : aaj toj treat bana ta hai
Meri bahut case jit gayi
Hai
Tujhe pata nahi woh jo hamare farm house pe aaya tha
Woh kaya naam tha

Aadi : armaan poddar
Woh bohot ache hai

Abhira : aadi ko dur rakh na hoga mujhe armaan se aur aditi ko bhi

Divya : ha wahi

Aditya : really chalo acha hai tum unse mil

Abhira : haa
Baat du kya ki maine aaj case toh ladha hi nahi
Abhira : maine case nahi ladha

Aditya : kya
Abhira : woh meri assistant ne lead liya hai
Mujhe acha nahi laga raha hai
Aditya : usme kya hai thik hai

Aditya and abhira dono kamre mein jate hai
Abhira : aditi ka birthday araha hai
Uska 18 th birthday hai
Special hona toh banta hai

Aditya : yes maine bhi soch raha tha

Abhira : hum dono humse same hi soch te hai

Aditya : ap plan kiye

Abhira : nahi ap

Aditya  : nahi ap

Hum dono

Subha subha abhira

Aditi : mujhe aaj college nahi jana

Abhira : nahi college roj jane chaiye

Aditi : thik hai
But kaal nahi jaugi main

Abhira : kaal kya hai aise
Jo nahi jaygi

Aditi : main college mein hi thik hu
Koi mujhe se pyaar nahi karta

Abhira home decor wala ko bulati hai

Abhira : yeh wala acha lag raha hai
Mujhe black golden theme chaiye

Sab planing kar rahe the

Abhira : Aditya ap kisi ko bulana hai
Yeh dekh lege
Kya

Aditya : okay

Abhira : yeh lije card invitation
Yeh jis ko bulana hai usse dadi je ga
Maine aati hu

Aditya : kisi kisi bulayo

This parts ends here
I hope you like it
Like share and comment ❤
And don't forget to follow me for content like this

Kya Hogi Abhira Aditya Aur Armaan Ke Takdeer KaWhere stories live. Discover now