kya hua fair mein

566 23 5
                                    

Abhira : sab toh maza se shopping kar rahe hai
Aur mere husband inki phele patni toh inka mobile hai
Ek kam karti hu
Sab ke liye kuch khane ka la leti hi

Abhira kya lu

Wahi dusri tarf
Dadi saa : yeh dekho vidhay
Vidhay : yeh le le sab ke liye haa

Priya : wow yeh tu bohot sundar hai yeh
Lete ti hu

Dadi saa aur Priya ne ek hi chiz pasand ki

Dadi saa  : yeh hum ne pasand kiya hai

Priya : pasand toh mujhe bhi hai

Vidhay : maa sa usse lene dete hai na

Achanak hi ruhi waha ajati hai

Ruhi : bhaiya hum apko iske double paise dege ab toh dege na app hume

Priya : thik hai app hi lijiyega

Ruhi : dekha maa gareeb logo

Priya mann mein : chodo kon ladega

Vidhay : ruhi yeh koi tarik hai kisi se baat karne ki

Ruhi : chodiye na maa ase logo ko ase hi handle karna parta hai

Dadi saa : bilkul sahi kiya tumne

Vidhay ko ruhi ka yeh behavior acha nahi laga

Abhira kuch samjh mein nahi arah hai kya karo

Achanak se waha fair mein aag laga jati hai

Abhira : yeh kac uski taraf aat hai
Uske par mein wig kac mein laga jata hai
Armaan wahi hota hai lekin abhira  usse dekh nahi pati

Abhira : yeh aag kaise lagi
Yeh
Aditi
Aadi
Vishu
Aditya
Maa
Didi
Sab yeh hai
Woh sab thik to hoge

Aditya : maa didi app bacho
Ko lekar jaiye
Mein abhira ko done ta hu

Aditi : mumma mumma

Abhira : aditi idhar
Idhar

Aditi aur abhira mil toh jate hai lekin
Dono hi aag mein buri tarah fas jati hai

Aditya dono ko bacha leta hai
Lekin dono ki halat kharab hoti hai
Aditi ki bohot zada chot lagi hai

Aditya : tum do ko kuch nahi hoga mere hote
Chalo
Hospital

Important information : aditi ek bohot bada doctor hai
Jiska ki Sare hospital hai)

Woho dono ko hospital le jata hai

Wahi dusri taraf
Poddar family mein sab hote hai sirf rohit ruhi aur riya chodo kar

Armaan riya ko bacha ta hai ruhi ko nahi

Ruhi : bachao bachao armaan

Rohit ruhi ko bachta hai

Armaan mann mein : ne kaise bacha woh toh khudi thik se nahi chal sakta hai

Riya ko chot aayi hai

Ruhi : woh jo hune liya tha woh wahi chut gaye

Vidhay : chodo

Armaan : riya ko bohot chot aayi hai
Hum usse hospital jana chahiye

Ruhi : haa tum sahi kaha rahe ho

Kya Hogi Abhira Aditya Aur Armaan Ke Takdeer KaOn viuen les histories. Descobreix ara