Chapter no 23 (Past)

Start from the beginning
                                    

Mr Jafar asked with a soft smile. At least there's someone who is thinking about his daughter.

Zaid looked at Mr Jafar, a glint of curiosity mingled with excitement evident in his eyes

Usko kya pasand hai?

Jaan ker kya faida. Usse jo pasand tha sab chor dia usne

Mr Jafar said, his shoulders slumping down, an expression of clear defeat crossing his features.

Jafar uncle.

Zaid called out placing his tea mug on the table and then placed a hand on his shoulder in a desperate attempt to provide some comfort to him.

Mubashira ko baki bachon ki tarah choti choti cheezon ka shok tha, gajre aur chote chote stalls per chudiyan dekh ker uske chehre per jo chamak aati thi na woh priceless hoti thi per uski maa ko yeh bilkul pasand nahin tha.

Mr Jafar said, his voice carried a hint of nostalgia as he looked at Zaid.

Aur Mubashira ne chor dia kyunke usse apni mom ki khushi chahiye thi.

Zaid completed rather confidently because he had faced a similar situation where he had to choose between his dream and the happiness of his father.

Haan.

Mr Jafar said, a note of tiredness coloring his tone.

Mubashira ki mother carrier oriented thi. Usko Mubashira nahin chahiye thi woh kehti thi ke usse apna carrier banana hai. Jab usse pata chala woh pregnant hai tab woh apne 3rd month main thi. Woh abortion kerwana chahati thi but I stopped her kyunke mujhe Mubashira chahiye thi, usne kaha ke woh apne carrier pe focus kerna chahati hai. Per phir bhi mujhe umeed thi ke jis pal woh Mubashira ko apni bahon main legi uska dil mamta se bhar jayega par nahin.

A note of bitterness colored his tone at the end.

Usne Mubashira ko dekha tak nahin.

Zaid gulped the lump that formed in his throat imagining the scenario.

Mubashira 4 years ki thi aur apni mom ka wait kerti thi. Usko jab bhi kehna ke Mubashira beta khana kha lo aur so jao mumma ayegi toh phir baat ker lena per nahin woh kehti thi

Mumma ayengi phir khaungi.

Aur Mubashira wait kerte kerte so jati thi.

Zaid,s heart felt heavy with the weight of Mr Jafar,s words. He can imagine a child Mubashira innocently looking at the clock with hope lurking somewhere deep in her eyes and blinking her eyes again and again to fight the tug of sleep but then give in when it became too much.

Jab Mubashira 9 saal ki thi toh woh uss aurat ke paas gayi thi taki woh usse apne marks bata sake uss din meri aur uski maa ki bahot ladai hui kyunke maine usko tang aa ker poocha tha ke woh Mubashira ko time degi, maa ka pyaar degi ya nahin? She said ke usko Mubashira chahiye hi nahin thi aur woh apna time ek fazool bachi per barbad nahin kerna chahati jo kuch nahin ker sakti. woh rayan se bahot mohabbat kerti thi kyunke woh beta tha per mujhse yeh bardasht nahin hua ke Mubashira ko woh ignore kare. Believe me Zaid woh Mubashira ko dekh ker aise react kerti thi jaise Mubashira exist hi nahin kerti. Uss raat jab humari fight hui aur maine uako talak dia toh Mubashira wahan per aayi uss aurat ne Mubashira ko bahot Kuch kaha jiski wajah se Mubashira aaj bhi depression mein hai

Mr Jafar said, his voice trembling with pain.

Zaid let out a trembling breath. His chest tightened, his throat almost closed and a shiver raced down his spine.

Zaid couldn't breathe now. Although they were out in the open, Zaid felt as if he was caged, caged in a small box. He felt his breathing rising and his eyes watering hearing Mubashira,s suffering but he forced himself to maintain a calm facade.

Dil Jale Where stories live. Discover now