It was just another typical day.

180 32 13
                                    

some days later.

Just when everything at MPT was going well, an elderly man in his 50s approached the police station.

PJ- Boliye Bhaiya Ji kya seva kar sakte hai aapki?

CC- Bhaiya?
PhuspaJi aapki Umar ke hai woh.

PJ- Bhakk. Hum inse 10 saal chote honge.

CC - 10 saal? Nai PhuspaJi aap toh abhi iss duniya mein janmi hai.
Khair chodhiye inn baaton ko. Boliye Chacha kya kaam hai humare layak.

M- Humara naam Kabir Sharma hai, hume Haseena Ji ne bulaya tha.

PJ- Acha? Thik hai hum Maddam Sir ko bulate hai.

When Haseena comes from her cabin, she greets the elderly guy with a kind smile.

HM- Welcome Kabir ji. Shukriya itne Kam time par aane ke liye.

Kabir - Aapki baat Maan kar aaye hai Haseena Ji, aasha hai aap nirash nai karengi.

HM- Bilkul nai. Bas thoda intezar kijiye. Cheetah please dhyaan Dena inhe koi takleef na ho.

CC- Zarur Maddam Sir.

HM- Thik hai hum andar hai.

A few hours later, when Samairaa and Santosh walk into the police station's hall, they both see the man grimly staring at his phone.

SV- Kon hai yeh?
Aur kya madad kar sakte hai hum aapki?

CC- Maddam yeh Haseena Maddam ke mehmaan hai.

SV- Mehmaan hai toh unhe boliye Ghar mein rakhengi yahan already bhut kabaad hai ek aur add karne ki zarurat nai.

Karishma Maddam kahan hai?

PJ- Unhe koi lead mili thi, woi dekhne gayi hai.

SV- Konsa case?

PJ- Wahi kal jo case aaya tha Fraud ka.

SV- Cool

Every MPT member carried on with their work.

__________________________

Karishma Singh stops her bike outside the MPT and takes a stand. A woman was strapped into the seat rest of her bike behind her.
The woman is dragged into the station by Karishma, who then unties her hand and places her in jail.

PJ- Yeh kya tarika hai kisi ko andar laane ka?

KS- Yeh woi fraud hai jisne do teen hafto se hum sab ka dimaag kharab kar rakha hai.
Hume samajh nai aata yeh log inta dimaag hone ke baad bhi koi ache kaam par kyu nai lagate. Sirf scam hi karte ho.

PJ- Bhul jaate hai ki jitna bhi udd le aana jail mein hi hai.

SS- Waise Maddam entry mast thi.

KS- Dhanyawad Santosh. Chalo aagey ki formalities Karo.
Aur.... Yeh kon hai?

PJ- Yeh? Yeh Maddam Sir ke rishtedar hai.

KS- Toh Maddam Sir ko Ghar mein bulana tha, pehle hi itne log nai aatey is thaane mein ek aur jod diya.

HM- Kisne kaha yeh humare rishtedaar hai?

PJ- Aapne hi toh kaha aapke parichit hai.

HM- Yeh humare nai Samairaa ke parichit hai.

SV- kab se Bhai?

KS- Samairaa.

SV- Kab se Maddam Haseena?

HM- Naa pehechane ki acting mat Karo Anaya Sharma.

Kabir- Anaya?

HM- Kamal hai Sir aapne bhi apni beti ko nai pehchana.

By Your Side Where stories live. Discover now