Peheli Jhalak❣️

Start from the beginning
                                    

Maa: jaa karle apni manki...sun na he nai hota hai toh baat bhi kyu karta hai.

Anubhav took a deep breath and just winded up with his brushing and went to his mother.

Anubhav: maa...ap kyu ye shadi ki rat lagaye rehti hai. Humne apse kaha na ...Jab hume koi humare man ki mil jayegi hum shaadi kar lenge.

Maa: aur zimmedari ka kya? Kitani baar kaha hai, ki jaa...jake apne Papa ke saath dukaan pe baith.

Anubhav: na baba na, pura din apka pati jhela nahi jayega humse.

Maa gave him a look.

Maa: tu aj se dukaan jaa raha hai ya nahi?

Anubhav huffed.

Anubhav: haa ja rahe hai. Ab khush?

Maa noded with a wide smile.

Maa: ja Naha le, tere liye nashta banke rakhti hu, phir jaldi se dukaan chale jana.

Maa left from there leaving Anubhav seated with an irritated face.

He took his phone and called his dear bestfriend cum Cousin Ashok.

Ashok: haa bolo.

Anubhav: 10 min mein taiyar ho ke ghar aa jao. Aj se dukaan jana hai.

Ashok: ka baat kar rahe ho? Galle pe baithoge?

Anubhav: zyada chu chapat kiye na toh tumhare sar pe baithenge.
Chup chap aa jao.

Ashok remained quiet and Anubhav ended the call.

He then went to get ready.

After sometimes he came out of his room and sat on the sofa for eating while maa brought breakfast for him.

He started eating, till then Ashok too came.

Maa: Ashok...beta tu bhi Baith raha hai na Anu ke saath dukaan pe?

Ashok: haa tai ji aur koi chara toh chhoda nahi hai humare paas.

Anubhav glared at him.

Ashok: matalab haa hum bhi baith rahe hai.

Anubhav finished with his meal.

Anubhav: accha maa hum chalte hai.

Maa: sun Sham ko na Karishma ko lete ana college se

Anubhav : hmm.

Anubhav then left with Ashok on his bike.

With 15 min they reached the shop where Dheeraj got amazed to see Anubhav.

Dheeraj: kya baat hai Maharaj Anubhav ji? Aj dukaan ka raasta kaise bhool gaye?

Ashok: Tau ji aj se hum dono dukaan pe baithenge.

Dheeraj: toh koi teer nahi maroge.

Ashok's smile went down.

♡♡Dilon Ke Moholle Mein ♡♡Where stories live. Discover now