Bhavna take stand for her Hasimaa

Start from the beginning
                                    

Anubhav: Thik hai jate hai

At Anuseena's room

Anubhav: Haseenaji hume kshama karna humne phirse aapse ladai ki

Haseena: Hota hai aisa.....koi baat nhi

Bhavna come: Baba Hasimaa Anuj aur behena kab ayenge

Anuseena: Do mahine baad

Anubhav: Accha aap maa putri baatein kijiye hum ate hai

Bhavna went toward Haseena and hug her tightly. Haseena feel Bhavna want to said something

Haseena: Kya hua baccha....aapko kuch kehna hai hume

Bhavna: Hasimaa patani parantu hume bohot zadya bhay lagraha hai....aisa lagraha hai ki aap aur baba phirse humse dur honge.....hum dono dur nhi honge na....Hasimaa hum aapke bina nhi rehshakte....sab hume chodkar jate hai pehele woh miss Agarwal phir unhone hume apne baba se dur kiya....ab hum aapko nhi kho shakte Hasimaa

Haseena hug her tightly and keep Bhavna's hand to heart

Haseena: Aapko kuch sunai dereha hai

Bhavna: Haan heartbeat

Haseena then keep Bhavna's hand to Bhavna's heart

Haseena: Abhi

Bhavna: Haan.....heartbeat

Haseena: Toh iska matlab jante ho aap....iska matlab yeh hai ki aap humare Dil mei rehte ho aur Hasimaa aapke Dil mei rehte hai....hum dono ko koi alag nhi karshakta kyunki hum dono toh ek dusre k Dil mei haina....baccha aap tension maat lo....aapki Hasimaa humesha aapke saath hai

Bhavna again hug her tightly. Haseena give soft kiss to Bhavna's cheeks. Bhavna left for playing with Adi Ruhi Pihu Ishaan

Ruhi: Yaaar bhaiya patani bohot daar sa lagraha hai mujhe

Adi: Mujhe bhi re

Bhavna: Adi bhaiya Ruhi Didi chaliye Pihu Ishaan k saath khelte hai

Ruhi notice Bhavna looking sad

Ruhi: Kya hua Bhav aap sad kyun ho

Bhavna: Woh hume na bohot bhay lagraha tha ki hum phirse Baba Hasimaa se dur honge par Hasimaa ne kaha ki hum kabhi alag nhi honge

Ruhi close her eyes as she deeply feel her sister's pain

Fbs

Ruhi: Ishima sab mujhe chodkar chale jate Shagun mumma k tarah....aap maat jana warna mai phirse akeli hojaungi

Ishita: Nhi mai aapko kabhi nhi chodungi pakka ru promise

Fbs end

Ruhi look at Adi: Adi bhaiya phirse kahi child custody cases ki silsila shuru toh nhi hoga na.....mujhe Bhav ko dusra Adi aur dusri Ruhi bante huye nhi dekhna....humne joh dard saha hai woh Bhav k saath nhi hona chahiye warna mai phirse tut jaungi

Adi hug Ruhi Bhavna Pihu Ishaan: Tension maat lo....Tum sabke bade bhaiya haina.....woh kuch galat nhi hone denge

Haseena pov: Bhav ko aisa kyun laga ki hum alag honge

At Kamini's house

Shagun: Kamini behena hum Charon ko ab history ko repeat karna hoga aur iss baar custody ka Jeet hum celebrate karenge....iss baar woh judge bhi nhi hai jinhone Ruhi aur Bhavna ka custody ka faisla sunaya tha....aur ab hum dono Mrs Khanna bhi hai ab humare surname mei na Bhalla hai na Singh toh court ko bacchon ki custody hume hi deni hogi

Kamini: Bacchon ki custody matlab

Shagun: Dekho ab Raman aur Ishita k pass apne khud k bacche hai Pihu aur Ishaan toh mujhe Adi Ruhi mil jayigi aur tumhe Bhavna....tumhe yeh karna hoga ki tumhe Anubhav ko yeh kehna hai ki Bhavna tum dono ki nhi balki tumhari aur Arman ki bacchi hai.....fake DNA test ka proof bhi dena samjhi....isse aaram se hum Anubhav ko Bhavna se alag kar payenge....Anubhav bhi apne Bhai Raman k tarah hi harkatein karega woh khud apni beti se alag hoga.....aur haan Kal hum Bhavna k school jayenge Kuch plan hai mere dimag mei.....saath mei hum dono phirse unn do Ram Lakshman Krishn Balram ko phirse alag bhi kar payenge

Yeh hai mohabbatein(Season 2)✅On viuen les histories. Descobreix ara