marriage fixed

230 37 10
                                    

Next day..



Drikshit get ready and went to meet each other in park..

Rakshit:- hii drishti..

Drishti:- hii..

Drikshit sit in grass comfortably...

Rakshit:- me soch raha tha ki..

Drishti:- hmm boliye..

Rakshit:- drishti you are beautiful.. caring.. loving person i attracted from you in 1st meet... but..

Drishti:- but..

Rakshit:- hum dono he to different.. hamari life style nai milti..

Drishti:- hm... right..

Rakshit:- but fir bhi mujhe lagta he ki hum ek dusre ko thik se samaj payenge bas ek kaam karna hoga..

Drishti:- kya..

Rakshit:- me tumhe change karne ki try nai karunga.. tum mujhe nai.. hum dono apni life style change nai karenge.... and isi understanding k bich hume apna relation bhi strong karna hoga...

Drishti shocked..

Drishti:- but in sab ki kya jarurat he.. hum nai suitable he to rehne dete..

Rakshit:- kya tum mujhe bilkul bhi like nai karti.. kya me itna bura hu?

Drishti was silent and bite her lips..

Drishti:- aisa nai he.. aap handsome he.. itne successful business man he.. itni acchi family he.. straight forward bhi he..jo dil me wohi jubaan par.... koi aapko like kyo na kare..

Rakshit:- kya tum mujhe like karti ho? Kya tum is shadi me intersted ho? Jo bolna he sach bolo mujhe bura nai lagega...

Drishti:- hamare bich me kuch bhi similar nai he fir bhi lagta he ki hum saath  chal sakte he.. i dont know aisa kyo he..

Rakshit:- that's my point.. ki hum alag he fir bhi rk dusre ko compliment karte he.. to hume aage badhna chahiye..

Drishti:- same me bhi yahi soch rahi thi..

Rakshit:- so you are ready?

Drishti nodded..

Rakshit:-tum haa bol rahi ho?

Drishti nodded again..

Rakshit:- are wo india me chup rehne wala koi fast hota he na kya bolte he use..

Drishti:- maun vrat..

Rakshit:- haa...maun vrat start ho gaya kya.. suddenly

Drishti:' no.. i m little nervous.. hamari life ka kitna bada decision he...

Rakshit:- but you are happy na..

Drishti:- yess..

Rakshit caught her hand and she smile...

Rakshit:- i know drishti ki hum different personality he.. but itna samajta hu ki husband wife k rishte me trust love and understanding honi chahiye jo me dene ki puri try karunga dil se...

Drishti nodded..

Drishti:- me bhi..

Rakshit:- hamara style alag he but hamare dil ek hoge.. hum ek dusre ko..unki problems ko samajne ko try karenge.. thik he?..

Drishti:- okk..

Rakshit:- i will never cheat you in this relationship.. i promise... and you are innocent so no problem.. samjhi?

Drishti:- samjhi..

Drikshit smile to see each other..

Drishti:- aap sure he na?

2 Different Souls✔Where stories live. Discover now